Pages

Wednesday, 5 September 2012

UPTET -CASE NO- 76039 (YADAV KAPILDEV) HAS BEEN DISPOSED ON 3-9-2012

138 comments:

  1. दोस्तो मैने एक कुशल ज्योतिषाचार्य से TET के बारे मे पूछा है उन्होने बताया कि 1 माह के अंदर सारी समस्याओ का अंत होने वाला है । दोस्तो हमारा खराब समय कि अँधेरी रात खत्म हो चुकी है और जल्द ही एक नई सुबह होने वाली है। B+

    ReplyDelete
  2. bhagvan kre sb jaldi se shi ho jye..

    ReplyDelete
  3. Sabhi tetians ko ishwar se prarthna karni chahiye ki kapil dev ko mratyu ke bad swarg mile.

    ReplyDelete
  4. KYA YE SAHI NEWS HAI. KI TET WALA CASE FINISH HO GAYA.

    ReplyDelete
  5. दोस्तो मैने एक कुशल ज्योतिषाचार्य से TET के बारे मे पूछा है उन्होने बताया कि 1 माह के अंदर सारी समस्याओ का अंत होने वाला है । दोस्तो हमारा खराब समय कि अँधेरी रात खत्म हो चुकी है और जल्द ही एक नई सुबह होने वाली है। B+

    ReplyDelete
  6. Kapil has found what he want.Right now he is busy in the party.
    ( It is also like a Heaven)

    ReplyDelete
  7. Shabbir hussain jee ab aap kai comment dikhati nahi hai. Bahut badda sadma lag gaya hai sayad apko

    ReplyDelete
  8. Kapil has found what he want.Right now he is busy in the party.
    ( It is also like a Heaven)

    ReplyDelete
  9. Mr uptet mujhe sadme ki jarurat nahi h .i m businessman aur mujhe comment ka time nahi..baise me and meri wife dono tet passed hain merit kaise bhi bane hum me ek ka to aana hi h. Tetmerit se dono ka aa jata. So no sadma..

    ReplyDelete
  10. Mr uptet mujhe sadme ki jarurat nahi h .i m businessman aur mujhe comment ka time nahi..baise me and meri wife dono tet passed hain merit kaise bhi bane hum me ek ka to aana hi h. Tetmerit se dono ka aa jata. So no sadma..

    ReplyDelete
  11. Aap logo ko kya lagta hai 11 sep ko kya ho sakta hai

    ReplyDelete
  12. Rekha ji 11 ko vigapti radd ho gayegi kyoki kapil ne apni writ kuch samegh ke hi vapas li hai aur iske bad Arun tandan ji ne sarkari vakeel ko vigapti karne ke bare me kuch nahi bole aur vakil sahab ko halafnama lane ke liye kaha

    ReplyDelete
  13. Rekha ji 11 ko vigapti radd ho gayegi kyoki kapil ne apni writ kuch samegh ke hi vapas li hai aur iske bad Arun tandan ji ne sarkari vakeel ko vigapti radd karne ke bare me kuch nahi bole aur vakil sahab ko halafnama lane ke liye kaha

    ReplyDelete
  14. Rekha ji 11 ko vigapti radd ho gayegi kyoki kapil ne apni writ kuch samegh ke hi vapas li hai aur iske bad Arun tandan ji ne sarkari vakeel ko vigapti radd karne ke bare me kuch nahi bole aur vakil sahab ko halafnama lane ke liye kaha

    ReplyDelete
  15. Kal hindustan ki khabar hai ki 5000 tet vale hai jinka tet ka results fasa hua hai aur ve upbord ka chakker kat rahe hai kyoki unko dar hai ki october-november me nayi vigapti ane vali hai unko dar hai ki hu vancit na ho jaye

    ReplyDelete
  16. Shabbir hussain jee:
    Great! Then you should support initiation of the recruitment process whatever the base. At least one of you will get the job.

    ReplyDelete
  17. Kal hindustan ki khabar hai ki 5000 tet vale hai jinka tet ka results fasa hua hai aur ve upbord ka chakker kat rahe hai kyoki unko dar hai ki october-november me nayi vigapti ane vali hai unko dar hai ki hum vancit na ho jaye

    ReplyDelete
  18. Anonymous ji
    Thanks kis baat ka blogger ka kaam hi yahi hai k apni bat ko rakhna jo mere hisab se sahi tha maine likha
    mai kisi bhi party pe bharosa nahi rekhta houn kyoki koi bhi doodh ka dhula nahi hai ya yu kahe k sabhi insaan hai jinme veh sabhi baate hai jo hum sabme hai lalach swarth irshya mutlub humare hisab se jo sahi hai ho sakta apke hisab se sahi na ho
    vaise mai ek BJP ko he support kerta houn per kejriwal k party banane me mai unka support jaroor keronga kyoki her ek ko ek mauka jaroor dena cahiye

    ReplyDelete
  19. Anil Ji
    kis edition me ye news thi lucknow k ya kisi aur me

    ReplyDelete
  20. Ved ji locknow ke edison me yhe news thi

    ReplyDelete
  21. kis page per maine to nahi padhi

    ReplyDelete
  22. Ved ji aisa hai ki ye news jaunpur ke hindustan me des-pradesh ke page par ye news thi

    ReplyDelete
  23. tariq bhai apke naam ka kya mutlub hai tariq mutlub date hai ya kuch aur ...

    ReplyDelete
  24. Ved ji aisa hai ki ye news jaunpur ke hindustan me des-pradesh ke page par ye locknow se news thi

    ReplyDelete
  25. lucknow me aise koi news nahi thi per kya kerna mai un 5000 me nahi houn ......

    ReplyDelete
  26. I support tet merit & will,because i.e truth ,nyaye for hardworking poor person .& i am ready to help them to get judgement.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Glat kah rahe hai aap, aap tet merit isliye chahte hai taki aap aur aapki wife dono hi job pa jaye lalchi insan.

      Delete
  27. shabbir ji
    Ab kya bucha he kya hai jo nyay dila de mujhe to sab kuch -ve he dikh reha hai

    ReplyDelete
  28. ajj kisi paper me koi news nahi hai kya

    ReplyDelete
  29. game abhi khatm nahi hua hai...!!!!!

    ReplyDelete
  30. kabir ji
    to ab kya ho sakta hai ye bhi batado!!!

    ReplyDelete
  31. aaj ke akhbar me koi news tet se sambandhit nahi hai

    ReplyDelete
  32. sabhi tetians sawdhan ho jayiye kyoki kuch tet sangharsh samiti k log hc or sc me writ dalne ki ewaj me tum sabki jebo par nishana lagane ki taak me h. Jisse vo apni jebo ko full kar sake. Aage tum sab log khud samajhdar ho ki kahi b writ dalne se kuch nahi hoga.
    Isliye koi b kisi ko case k nam par paise na de. Vo log ye soch rahe h ki ab hona to kuch nahi h to apni jebo ko hi bhar liya jaye. In sabne pehle b apne acc me bahut rs kar liye h.
    Aisa me isliye keh raha hu ki unme se ek mera best fd h jiska mene khata dekha h.

    ReplyDelete
  33. paisa barbad ho gya paper kharidker koi news hi nahi thi ....

    ReplyDelete
  34. Kitni bhi writ dalo jab maya sarkar thi tab acd wale writ dale tab cort ne kaha ki sarkar chahe jase bi kar sakti hai jab AKHILESH BHAIYA ki sarkar aai to inpar bhi vahi niyam lagoo hoga
    Samajvadiparti jindabad

    ReplyDelete
  35. DK Ji
    ab iss matter ko agey le jana koi samajhdari nahi hai kyoki S.C. Central Govt k hisab se Chalta hai Aur Central mulayam k hisab se aur jo kal hua(araksan ka masla) vo mulayam aur central k beech apasi sehmati se hua per bahar party iska virodh ker iska faida legi nirnayo ko dekho A.raja ,chiddambram ,kalmadi ka he case lelo sub bahar hai kya hua inka ...

    ReplyDelete
  36. "Disposed" ka kya mutlub hai

    ReplyDelete
  37. jiski sarkar uska niyam......
    jiski lathi uski bhaise....

    ReplyDelete
  38. Aaj k Dainik Jagran me bjp pradesh adhyaksh (laxmi kant bajpei) ne govt par pratmik siksha ki badhali & teachr bharti par politics ka arop lagaya he. page-13

    ReplyDelete
  39. BJP kya ker legi na Central Me Na rajya me third party he ban ker reh gayi.........

    ReplyDelete
  40. V.K Yadav Ji
    V.K Yadav Ji
    V.K Yadav Ji
    V.K Yadav Ji
    V.K Yadav Ji
    aap kahan hai
    aap bhi aaj koi news nahi laye......

    ReplyDelete
  41. Kabir ji you are right. Gov vigyapan nirast karne ka adhikar rakhti hai par kewal tabhi jab uske paas vacancy na ho.Court me vigyapan nirast karne ka gov kya karan btayegi :
    1-ki vigyapan galat tha?
    2-ki tet me dhandhli hui thi?
    3-ki niyamavli shanshodhan k falsvarup purani prakriya nirast ho gayi?
    4-ki NCTE ne abhi b.ed k PRT recruitment ki date extend nahi ki?
    Kya bolenge Court me?
    Dekhte hain@@@

    ReplyDelete
  42. Bhai logo sunne me aa raha hai ki new go ki copy me acd 10-10%,12-20%,grd-40%,bed th-1st=12no,2nd=6no,prt-1st=12,2nd=6no,age=21-35 hai.kisi dost ke pas isse related news ho to post kare.yeg news kal ke paper me aa sakti hai.

    ReplyDelete
  43. gaurav bhai
    ye news kaha se mili apko

    ReplyDelete
    Replies
    1. Yeh news ek vakel ke through mili hai,per maine go ki copy dekhi nai hai sirf suna hai .tension hone lagi hai.

      Delete
  44. @Ved Ji,Ye Yadav kapil dev bahadur ke case ka link hai-
    http:// www.allahabadhig hcourt.in/ casestatus/ caseDetailA.jsp? type=WRIA&num=76039&year=2011
    esme likha hai "DISPOSED ON 03.09.2012" eska matlab ye hai ki es matter 76039/2011 ka niptara 03sep ko kiya ja chuka hai.THANKS

    ReplyDelete
    Replies
    1. V.k.ji aap batao kya news theek hai jo mujhe mil rahi hai.

      Delete
  45. Replies
    1. Shabbir ji ,per kuch confirm nai ho pa raha hai.

      Delete
  46. Alok singh rajpoot gov jab krne par aati hai to bade se bada kam 1 hafte me ho jata hai, jase tet 11 ka exam, itni badi sanya me exam aur 14 dino me result aur jab nahi krne me aati hai to salo tak sirf date hi milte hai, matlab jab gov chahegi tabhi date hategi, aur jab chahegi tabhi bharti karegi, court to kewal ek bahana hai agar gov 11 ko hi sara matter court se khatm krwa kr 12 ko nya vigyapn dekar 15 dino me bharti kr sakti hai aur na chahe to 5 sal tak sirf date hi mile, but vishwas rakhe gov bharti jald hi krna chati hai, ab us par bhi rajnetik dabav ban raha hai. B+

    ReplyDelete
  47. isme bura kya hai Ye marking to Best Hai Vaise Bhi 10,12 me he mile numbero me kaphi difference hota hai ....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ur right vedji,to dosto ab nai merit banao ,ab 60-70 no ka khel rah gaya hai.

      Delete
  48. @Ved Ji,Ye Yadav kapil dev bahadur ke case ka link hai-
    http:// www.allahabadhig hcourt.in/ casestatus/ caseDetailA.jsp? type=WRIA&num=76039&year=2011
    esme likha hai "DISPOSED ON 03.09.2012" eska matlab ye hai ki es matter 76039/2011 ka niptara 03sep ko kiya ja chuka hai.THANKS

    ReplyDelete
  49. @Ved Ji,Ye Yadav kapil dev bahadur ke case ka link hai-
    http:// www.allahabadhig hcourt.in/ casestatus/ caseDetailA.jsp? type=WRIA&num=76039&year=2011
    esme likha hai "DISPOSED ON 03.09.2012" eska matlab ye hai ki es matter 76039/2011 ka niptara 03sep ko kiya ja chuka hai.THANKS

    ReplyDelete
  50. Friends,
    kapildev ne writ withdraw nahi kiya balki uski writ infructuous hokar dismiss ho gayi hai. Aap ko is baat se koi fark nahi padta.
    Challenge k liye matter kewal ye hai ki :-
    Gov. ne niyamavali shanshodhan karke hamare aavedan patro ko is adhar par nirast kar diya ki shanshodhan k karan purani prakriya nishprabhavi ho gayi.
    Vastavikta dekha jaye to usne jaan bujhkar bahut kamjor point rakha hai taki hum usey aasani se hara sake.
    Yadi TET MERIT,NCTE ki mansha ya niyamavli k khilaf hoti to samiti ne usey apni sanstuti me no '1' par kyo rakha?
    Akhilesh ki muskurahat aur madad karne ka raaj abhi der me samjhoge aap sab.
    Yadi janhit prabhavit ho to kuch useless rules ko ignore kiya ja sakta hai.jaise hamara vigyapan.
    Thanks.

    ReplyDelete
  51. Bhai log mujhe bhi Facebook par ye news mili hai LEKIN jab tak basic sikshak bharti sewa niymawali sanshodhan ki copy nahi mil jati hame es news par 1% bhi viswas nahi karna chahiye kyoki pichhali baar kai candidates tet merit se counselling bhi karwa rahe the.

    ReplyDelete
  52. Bhai log mujhe bhi Facebook par ye news mili hai LEKIN jab tak basic sikshak bharti sewa niymawali sanshodhan ki copy nahi mil jati hame es news par 1% bhi viswas nahi karna chahiye kyoki pichhali baar kai candidates tet merit se counselling bhi karwa rahe the.

    ReplyDelete
  53. @Ved Ji,Ye Yadav kapil dev bahadur ke case ka link hai-
    http:// www.allahabadhig hcourt.in/ casestatus/ caseDetailA.jsp? type=WRIA&num=76039&year=2011
    esme likha hai "DISPOSED ON 03.09.2012" eska matlab ye hai ki es matter 76039/2011 ka niptara 03sep ko kiya ja chuka hai.THANKS

    ReplyDelete
  54. bhailog age limit 40 se ghatakar 35 karne ka matlab hi hai ki case lamba kiche ye aap log bhi jaante hai ki SC faisla in candidates ke favour me hi aayega.exam conduct karane ke bad selection ka base cgange karna bhi nyayochit nahi. lekin hum abhi bhi soch rahe hai ki sarkar humare paksh me nirnay degi

    ReplyDelete
  55. Yes ji Per
    Jaisa gaurav ji Bata rahe ager vaisa GO Hai to kisi bhi koi pareshani nahi Honi cahiye....

    ReplyDelete
  56. Bus bhagwan kuch dosto ko naukari mil jae.. Mein layak hu to mujhe b mile par jaldi mile..

    ReplyDelete
  57. Arey naukari mile chahe jaise mile.. Acc. 256.9 nd tet 130. Yar kya mujhe kanpur k as pas mil skta hai.. Gen male science

    ReplyDelete
  58. Tet sporter sirf jhuti tasalli de rahe h , ab kuch nahi hoga , ab new vigyapan ayega aur acd merit banegi , all rit kharij ho chuki h , kapil ka case disposed , ab tet merit saporter bolna band karo ,

    ReplyDelete
  59. jitenderji aapko jaroor mil jayega bas bharti jaldi suru ho

    ReplyDelete
  60. Alok Singh'rajpoot'

    yehi baat apne mayavati ko samajhane thee. Vaccany thee phir bhee nikali nahi.

    ReplyDelete
  61. Bharti kab tak suru hogi

    ReplyDelete
  62. Breaking news 10th- 10%.12th-20%.grd-30%and b.ed-40% par bharti hogi

    ReplyDelete
  63. Breaking news 10th- 10%.12th-20%.grd-30%and b.ed-40% par bharti hogi

    ReplyDelete
  64. Breaking news 10th- 10%.12th-20%.grd-30%and b.ed-40% par bharti hogi
    source-join4uptet

    ReplyDelete
  65. Anonymous
    ye news kahan se mili pakka ho gaya hai kya ......

    ReplyDelete
  66. Mera acd 246 gen sci hai kya chance hai

    ReplyDelete
  67. Ye bharti 2014 tak nahi hogi tarik pe tarik milti rahegi na bharti acd hogi aur na hi tet

    ReplyDelete
  68. Lt grade ka vigyapan kab tak ayega

    ReplyDelete
  69. Hi frnds, H R U PLS rumour failani band karo. Age 35 ho gayee hai gave authentic proof.Govt ne apne chunaavi manifesto me govt 35 year karne ko kaha tha.upsc and pcs-j ki age 40 kar di hai. To iski age ghata kar kya phir court me phasani hai. Incase 35 age ki to ye vacancy lambi latkegi. Court hame permission to de hi degi. I REQUEST ALL 35+ Aspirants contact me on my mob 9598989060-deepak. Kyunki ab hume dobara mauka nahi milega. Pls gave me authentic proof of age or shut u,r mouth.

    ReplyDelete
  70. Bhaiyo kal ke hindustan news paper likha tha ki 5000 student marksheet me mistake hai kisi ka name father,s name aur bhi mistake hai unki ans sheet tik nahi ho payi kyuki sanjay mohan ke giraftar hone ke bad jis agency ne hum logo ki marksheet banye thi us agency ke sabi dastavej band kar diye hai

    ReplyDelete
  71. P.D Pandey Ji
    Sabne pehle 10 Bar apni Answer key dekh ker apne marks pata kiye the to phir hume koi tensiion nahi honi cahiye aur naam aur pata galat ho sakta hai data entry ki vajah se per jub marks aswer key se milaye to kaise tension ...

    ReplyDelete
  72. 11 sept ko sab clear ho jayega.

    ReplyDelete
  73. Age 18-35 ki jagah 21-40 ho gayi h.

    ReplyDelete
  74. .
    ./12 year inter+3 year graduae+1 year b.ed=16 year+2 year LKG,UKG=18 YEAR
    to kya child (0) year ki age me school chala jata h.. to 18 year walo ki writ khariz .
    V.K YADAV MERI BAAT KA JABAB DE.

    ReplyDelete
  75. .
    ./12 year inter+3 year graduae+1 year b.ed=16 year+2 year LKG,UKG=18 YEAR
    to kya child (0) year ki age me school chala jata h.. to 18 year walo ki writ khariz .
    V.K YADAV MERI BAAT KA JABAB DE.

    ReplyDelete
  76. dear all tetians ab to sabne blog par advocate ki training le li h.sab tahsil,munsafee me jagah dudh ho.accha kam chalega.
    yaar tumne to IAS,PCS bhi piche chod diye.

    ReplyDelete
  77. @RAJVEER JI aap kahna kya chahte hai???short me batalaeye.

    ReplyDelete
  78. dear all tetians ab to sabne blog par advocate ki training le li h.sab tahsil,munsafee me jagah dudh ho.accha kam chalega.
    yaar tumne to IAS,PCS bhi piche chod diye.

    ReplyDelete
  79. @RAJVEER JI aap kahna kya chahte hai???short me batalaeye.

    ReplyDelete
  80. v.k ji me khana ye chata hu ki jab student ko b.ed krne tak 18 year ka time lagta h.to 18 ki age se nokri kaise mil sakti h.kya child peda(janm)lakar school chala jata h.

    for ex.(LKG+UKG+12+3+1)=18

    ReplyDelete
  81. v.k ji me khana ye chata hu ki jab student ko b.ed krne tak 18 year ka time lagta h.to 18 ki age se nokri kaise mil sakti h.kya child peda(janm)lakar school chala jata h.

    for ex.(LKG+UKG+12+3+1)=18

    ReplyDelete
  82. 2007-08 me sbtc merit er prakar hai
    gen male art sci 244 238
    gen female art sci 240 236
    obc male art sci 242 238
    obc female art sci 240 236
    sc male art sci 210 195
    sc female art sci 200 190 thi aur kushinagar gen sci 227 par ruki thi aap log bhi merit list dekh sakte hai www.(distt,s name).nic.in par
    aap log andaza laga sakte hai ki 2007 vs 2008 me high merit wale sabhi lag gye the aur 2009-10 me sarkar ne b.ed sastra cancle kar diya tha aur 2010-11 b.ed wale hi student hai kyuki 2012 tet exaim hua tha ab aap andaza lago ki merit kitni low jaygi kyuki us waqt bp.ed wale bhi samit th

    ReplyDelete
  83. p.d.pandey galat ankare batakar kya proof karana chahate ho..

    ReplyDelete
  84. P.d.ji jo website aap bata rahe hain usme merit kaise dekhe plz bataye

    ReplyDelete
  85. New add me bed satra 2011-12 wale bhi aply karenge .jo tet -11 ko qualify kiya jinki sankhya 55000 h.old add ke time inke pass tet certificate to tha par bed ki marksheet nahi thi.ab inke pass dono hain. So merit will go high now throuh new add.

    ReplyDelete
  86. Amit singh ji agar ye ankde galat he to aap sahi merit dijeye ki sbtc 2007-08 ki last merit kya thi

    ReplyDelete
  87. Dosto ek bad news hai aaj mai chayn board gya tha RTI se apna no janne, vaha pata chala ki abhi 8 mont tak tgt/pgt exam hone ki koi ummeed nahi last time maine tgt bio ka internew diya tha, but final selection nhi paa ska, aur tet me phas kr baitha hu, pta nahi in sab se kab mukti milegi. Kisi bhi base se ho par bharti start ho mai yahi chahta hu.

    ReplyDelete
  88. Anshika ji
    exp.www.rampur.nic.in

    ReplyDelete
  89. ab to court se mamala nipat jaye
    jisase gov par new adv ke liye dabav ban sake

    ReplyDelete
  90. Bharti to Acd merit se hogi lekin ye pata nahi chal pa raha hai ki merit praptanko ke pratisat ko jordhkar ki sabi acd ko vetage dekar

    ReplyDelete
  91. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  92. Shabbir bhai tgt bio ka final selection gen ka 100 question aur b.c ka 91 par hua hai.

    ReplyDelete
  93. ACD JINDABAD
    ACD JINDABAD
    ACD JINDABAD

    ReplyDelete
  94. kya alok g bahut busy ho aise to kehto ho ki writ dalne ke liye sahyog chahiye jab call karta hu to cell uthate nahi .friend we will fight this battle together thanks .

    ReplyDelete
  95. shabbir jb tet certificate bata tha tb apke pas qualifyng degree jruri then bt jo log 11-12 ke h unka pass out year 12 hai wo kis base par aa sakte hai jbki booklate of form me bhi tha ki tet certificte dete time final degree honi chahiye bt up board ne bina jaanch kiye certificte baat diye agr ye log apply karte hai tab to jarur koi rit dalega yah to ek tarah ka farzibada hua

    ReplyDelete
  96. isiliye btc wle tak tet pass hote hue bhi new tet dena hoga warna wo b bekar hai

    ReplyDelete
  97. To anonymous sir final selection me interview ke marks bhi jode jate hai kripya unhe jodkar kitne par hua hai mera 2010 tgt bio ka written me hua tha lekin interview me nahi mene rti se apne number janne chahe par mujhe koi jaankari nahi mili mere 110+ question sahi the mera rollno. tha 010600961 agar ap ki shiksha bard me jaana ho to please mere baare me bhi pata karna

    ReplyDelete
  98. Gen sci ki 72825 me se 8011 seat hui 270000 tet pass hai ditail
    female all 105000
    ph-1,2,3,4,5,6,7,8,9,10.11.12 all 25000
    sbtc btc 15000
    other 5000
    male all 120000
    ab aap andaz lago ki gen sci tet pass kitne honge

    ReplyDelete
  99. Gen sci ki 72825 me se 8011 seat hui 270000 tet pass hai ditail
    female all 105000
    ph-1,2,3,4,5,6,7,8,9,10.11.12 all 25000
    sbtc btc 15000
    other 5000
    male all 120000
    ab aap andaz lago ki gen sci tet pass kitne honge
    male all 120000 tet pass me mere andaz se gen male tet pass 45000
    obc male tet pass 40000
    sc/st male tet pass 35000 hui
    aur gen male ke 45000 tet pass me sci ke 22000 aur art tet pass 23000 ab andaz lago ki ab acd merit kitani jayege

    ReplyDelete
  100. Gen sci ki 72825 me se 8011 seat hui 270000 tet pass hai ditail
    female all 105000
    ph-1,2,3,4,5,6,7,8,9,10.11.12 all 25000
    sbtc btc 15000
    other 5000
    male all 120000
    ab aap andaz lago ki gen sci tet pass kitne honge
    male all 120000 tet pass me mere andaz se gen male tet pass 45000
    obc male tet pass 40000
    sc/st male tet pass 35000 hui
    aur gen male ke 45000 tet pass me sci ke 22000 aur art tet pass 23000 ab andaz lago ki ab acd merit kitani jayege

    ReplyDelete
  101. Yeh kya hai.? Bus nautanki lag rahi. sbme ek ya 2 zero jada hai..

    ReplyDelete
  102. Yes bhai no aapka 110 sahi hai eaisa aapko lagta par agar gen hai to pakka 100 kam sahi hai, jab aapko , interview jayada importert nahi kyu ki 50 mark ka hai, mai bhi 108 question sahi samjh raha tha par 97 sahi nikle. Mark RTI se janne ke liye 1 application aur 10 rs ka postal ordar lekar chanboard jaye.

    ReplyDelete
  103. Hamare ankde se gen sci tet pass ke merit 236-232 tak hogi
    exp. acd merit % me
    75*4=300% ke 10 tet pass
    296 % ke 20 tet pass
    292 ke 30
    288 ke 40
    284 ke 50
    280 ke 100
    276 ke 200
    272 ke 300
    268 ke 400
    264 ke 500
    260 ke 600
    256 ke 700
    252 ke 800
    248 ke 900
    244 ke 1000
    240 ke 1100
    236 ke 1200
    total tet pass 7950
    gen sci ke seat 8011 hui 72825 me se
    ab bato amit singh ji merit kitne high aur kitne low hogi

    ReplyDelete
  104. koi rpf si 2012ka result ka link de skta hai plese

    ReplyDelete
  105. Balia ka s btc gen female science merit is : 253.87 obc : 205.90 last chayan suchi - mukesh 9956695652

    ReplyDelete
  106. P.D . Dandey ji
    Art ka Bhi Akda de lower marit kitne tak ja sakti hai

    ReplyDelete
  107. sorry balia ka nahi blki azamgarh ka hai

    ReplyDelete
  108. P.D . Pandey ji
    Art ka Bhi Akda de lower marit kitne tak ja sakti hai

    ReplyDelete
  109. P.D BHAI HIGHEst 285 se jayada nhi jayega kyu isse upar wale B.tc me admision le chuke hoge.

    ReplyDelete
  110. Pandey ji Genral male Art ki Lower Marit kitni ja sakti hai Science se jyda ya kum

    ReplyDelete
  111. Pandey ji
    Genral male Art ki Lower Marit kitni ja sakti hai Science se jyda ya kum

    ReplyDelete
  112. Anonymous g
    gen Art ka Bhi Akda de lower marit kitne tak ja sakti hai

    ReplyDelete
  113. Ved ji art male acd merit 234-238 rahgi

    ReplyDelete
  114. Ved ji art gen male acd merit 234-238 rahgi

    ReplyDelete
  115. thank's pandey ji
    Mera 242 art Hai Mere Friend ka 238 art hai sitapur unnao herdoi me koi jila mil sqakta hai dono ko

    ReplyDelete
  116. ajj mujhe fever tha per aap sabke sath blog per sara din nikala thank pandey ji anonymous ji gaurav ji and all blogger good night....

    ReplyDelete
  117. P.d pandey ji aap bata sakte hai ki etawa ki merit kitni jayegi.

    ReplyDelete
  118. Rpf si 2012 ka result aap is link se dekh sakte hai.
    www.sarkariresult.com

    ReplyDelete
  119. 2012 की टीईटी को अगले छह महीने में आयोजित करने का आदेश दिया है।

    ReplyDelete

आपके शब्द आपकी सभ्यता का प्रतीक हैं|
शब्दों का प्रयोग आपके व्यक्तित्व का परिचय है ।
अभद्र भाषा के प्रयोग पर आपकी प्रतिक्रियाओ को बाधित किया जा सकता है ।