Pages

Wednesday, 17 October 2012

ALLAHABAD HIGH COURT - NEXT HEARING DATE - 18-10-2012 OF 72825 TEACHERS RECRUITMENT

ALLAHABAD HIGH COURT - NEXT HEARING DATE - 18-10-2012 OF 72825 TEACHERS RECRUITMENT

Source - http://www.allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=39674&year=2012

205 comments:

  1. blog editor ji luchnow bench ke case ki bhi detail de.

    ReplyDelete
  2. Jo log keh rhe the ki next date 18 Oct. Nahi hai, wo sabi aankhe kholkar padh lo.

    ReplyDelete
  3. kewal date hi milegi kya hum logo ko?







    vigyapan ka intejar karte -2 hum sab log paresan ho gaye hai.




    ReplyDelete
  4. Aap sabhi logo se request h ki plz jhoothi bate blog par na dale.

    ReplyDelete
  5. HOTEL PASHUPATI GRAND
    ROOM NUMBER 1107
    MY HOTEL ROOM PHONE NUMBER 00977-81-523913

    KAL JAB TAK COURT KA DECISION NAHI AAYA THA KAI LOGO NE MERE NUMBER PAR CALL KAR KE JANNE KI KOSHISH KI HOGI KI KYA HO RAHA HAI.
    LEKIN MAIN ITNA PAGAL NAHI JO INTERNATIONAL ROAMING ME AAKAR JANTA SEWA KARU.

    WAISE AAJ BHOR KME 02:55 PAR FLITE HAI MERI KATHMANDU AIRPORT SE
    USSE PAHLE KISI KO CALL KARNA HAI TO ROOM KE TELEPHONE KA NUMBER MENTION HAI UPAR.

    BAKI KAM 18 KO HOGA.
    AUR WO HOGA JISKE BARE ME AKHILESH SARKAR NE KABHI SOCHA NA HOGA.

    WADA HAI MERA AAP SABSE.

    EK "OPERATION DHRITRASTRA" CENTRAL KANOON MANTRI KI DHAJJI UDA KE RAKH SAKTA HAI TO JUST IMAGINE 297000 GARIB, LACHAR,BEBAS,MAJBOOR LOGO KE LETER KYA KARENGE.

    KAL SE KAM HOGA AGLI RAN_NEETI PAR

    KAL MILTE HAI
    LAL BAHADUR SHASHTRI INTERNATIONAL AIRPRT VARANASI.

    ReplyDelete
  6. Agar gov kal tak adv nhi nikalti to court ko apna power dikhna chahiye, akhir gov kab tak court ki awhelna kregi, jab ise milegi sja, tabhi tetians ko ayega maza.

    ReplyDelete
  7. kya koi bata sakta hai ki kya ph mai bhi art aur science alag catagory se bharti hoti hai.jaise gen aur obc, sc ki merit banti hai........

    ReplyDelete
  8. Kal hearing nahi hai kyu ki allahabad high court ki side par ye writ no.show nahi kar rha hai.please prabhat ji ek bar sahi se clear kar le aap. Thanks

    ReplyDelete
  9. Kal ki date 18/10/12 mei hearing nahi hai kyu ki allahabad high court ki side par ye writ no.show nahi kar rha hai.please prabhat ji ek bar sahi se clear kar le aap. Thanks

    ReplyDelete
  10. PTET : Allahabad Highcourt Hearing
    UPTET : Allahabad Highcourt Hearing

    BLOG's FB Profile - http://www.facebook.com/uptet.prt.9

    Views collected from Face Book -


    Amit Kumar Rai >>Uptet2011 from Delhi region supreme court >>
    Aaj court ki taraf asha bhari nigaho se tet pas sare students dekh rahe the. Court ki karyvahi ko dekh kar tet supporters k face par halki smile aa gayi hai. Par tet k anti students k bich chinta ka atmosphear creat ho gaya.

    Is bich aaj court me judge Tandon k bato se phir suspention creat ho gaya. Har parti ise apne fever me bata raha hai, but why anybody not thought why goverment not release the add? I think about this deaply and reached these conclusion plz read carefully and give your thought..............

    (1)Govt cancel old add but they want to defend their decesion successfully. So they search the way to defend their work.
    (2)But govt does not find. This is the reasion of dely.
    (3)If govt find the way they submit add in the court on next hearing.
    (4)If govt not find what happen?


    I thought govt ko koi rasta nahi dikh raha isliye add aane me deri ho rahi hai. Ab judge bhi apne manmarji nahi kar sakte bcoz lucknow me writ pad gayi hai agar iska faisla tet k pach me aata hai to tumtum ki badnami hogi. Is karan use bhi soch kar hi nirnay dena hoga .

    Ek bat aur aakhir court ne old add ki tarah svbtc btc ka add hamare add k sath nikalne par virodh kyo kiya?

    *******************


    Mani Shankarposted to Uptet Prt
    2 hours ago
    Agar tet ko wtg milta hai to jo niuamawali crt me jama ki gayee hai uska kya hoga kya do din me sansodhan ho ga aur isi crt ne toniyamawali accept bhee ki hai to phir hoga kya???......
    Like ·
    Mani Shankar likes this.
    View all 9 comments
    Priyanshu Gupta Abhi govt. Ne niyamawali me jo sanshodhan kiya hai,kewal dakhil kiya hai court ne accept nahi. Jab dono paksha bahas kar lenge tab ye court decide karega ke niyamawali me amenment accept kiya jaye ya nahi. Abhi tak govt. Lawyer aur writ karne wale lawyer ke bahas court me hui he nahi hai. Add. Aa jane ke baad ye bahas hogi aur tandon je judgement denge ke niyamawali me amenment sahi hai ya nahi.


    *******************

    Ganesh Dixit posted to Uptet Prt >>>
    3 hours ago
    today justice arun tandon said that why government has not published combined advertisement means b.t.c, sb.t.c and B.Ed +tet it is only possible by tet merit so now we r leading to victory and might be on 18th October decision will come in favor of tet merit.

    ******************

    Ranjeet Singh Yadav
    Gov k advocate ne court ka attitude bhapkr sthiti ki gambheerta ko dekhte hue .vighyapan mamle pr apna mt principle secretary se prakt kr dia hai aisa hona ek swabhavik prakriya hai , sesh kl hone wali caibinate ki baithak me ho skta hai sachiv basic pratibjag kr kisi nirnay tk punch jayen .ydi kl tk vighyapan nhi hua to justice Tandan nischit rup se gov ko notice issue krte hue sabhi mamle ko apne court se larger bench ya DB me transfer kr skte hai aur bharti se sambandhi sare mamlo ko disposed of kr denge . Ydi Tandan ji k aaj k attitude ko dekhkr kl vighyapan advertise krne ka nirnay srkar lete hai to use ushmani commetee ki us santuti ko re open kr implement krna hoga jisme e kha gya tha ki tet ki merit se bhi niuktiyan ho skti hai it mens present circumstances khta hai ki academic + TeT pr bharti start ho ya old vighyapan bhal ho .
    Like · · Follow Post · about an hour ago via mobile

    ReplyDelete
  11. Prabhakar chup hokar baith jao tumhari kisi bat me dam ni h ku iss blog k logo ko bebakuf bana rahe ho
    tumne pahle jitni b news di hain sab galat di hain
    u r wrong

    ReplyDelete
  12. Or is sd govt.ka koi irada ni lag rha h abi bharti karne ka ah tet2012 k bad hi bharti karegi

    ReplyDelete
  13. UPTET Allahabad Highcourt :
    Next
    Hearing Date : 24.10.2012
    UPTET Allahabad Highcourt :
    Next
    Hearing Date : 24.10.2012
    Case Status - Allahabad
    Pending
    Writ - A : 39674 of 2012
    [Allahabad]
    Petitioner:
    AKHILESH TRIPATHI & OTHERS
    Respondent:
    STATE OF U.P. & OTHERS
    Counsel (Pet.):
    SIDDHARTH KHARE
    Counsel (Res.):
    C.S.C.
    Category:
    Service-Writ Petitions Relating To
    Secondary Education (teaching
    Staff)
    (single Bench)-Miscellaneous
    Date of Filing:
    09/08/2012
    Last Listed on:
    09/10/2012 in Court No. 53
    Next Listing Date (Likely):
    24/10/2012
    This is not an authentic/certified
    copy
    of the information regarding
    status of
    acase. Authentic/certified
    information
    may be obtained under Chapter
    VIII
    Rule30 of Allahabad High Court
    Rules.
    Mistake, if any, may be brought
    to the
    notice of OSD (Computer).
    Tuesday, October 16

    According to muskan mam blog.

    ReplyDelete
  14. Blog editor ji........agar aap ki baat sahi h to fir ye news kisi peper me kyu nhi aayi h ???
    Sab log 2 din me vigyapan nikalne k aadesh ko afwaah bata rahi h...kal apse bahut ummeede ho gayi thi....pr aaj ???
    Sab kuch khatm hua sa lag raha h.....pata nhi ye add kab aayega ???
    Pahle to peper wale bhi roz kuch na kuch news dete the....pr ab sab hm logo ko bhul gaye h..
    Aap kuch clear karo plzzzzz

    ReplyDelete
  15. Agar 18 ko h.c. Ki date h to 2 din wala aadesh sahi hoga.....warna fir to sab afwaaaf hi h..

    ReplyDelete
  16. prabhat ji &mr mahesh allahabad hc ki site per hamari 18-10_12 ko hamara case no hai hi nahi aur 24-10-12 ko dusshera hai please galat news na de

    ReplyDelete
  17. vk yadav gazipur /shiv kumar moradabad /hunuman ji66% aap log kaha gaye sahi news batao

    ReplyDelete
  18. tet any news call 9415678230,8090050071

    ReplyDelete
  19. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  20. gayi bahis pani me jiska dar tha wahi huwa

    ReplyDelete
  21. ETV abhi dekh raha hoo lekin wahan par to abhi dikha raha hai ki kabinet me kuch aham faisle liye ja sakte hai...plz dont publish wrong news.

    ReplyDelete
  22. Sab galat news de rahe h...e tv pr esa kuch bhi nhi h....

    ReplyDelete
  23. Prabhat ji......apke anusaar kal 18 ko court ki date h ??
    Iska matlab ki 2 din me add nikalne ka aadesh sahi h ???
    Jabki sab log ye aadesh wali news ko galat bata rahe h ???
    Plzzz.....kuch to clear karo.......plz

    ReplyDelete
  24. Prabhat ji.....plzz sahi news bataiye ???
    Aap kaha h ??

    ReplyDelete
  25. Use Chat Box for instant answering 1-click on + in chat box 2-register your user name and password 3-type message and press ENTER

    ReplyDelete
  26. Sir main mobil pr net use kar rahu.....isme chat box nhi show krta h....plzzz kuch bataiye ???

    ReplyDelete
  27. OHH
    HEARING KAL H AUR KAL TAK ADD AANA CHAHIYE

    ReplyDelete
  28. Sir yahi news kal india t.v. Pr bhi dikhayi gayi thi ???
    To kya t.v. Par bhi galat news thi ????
    Mera to pura vishvaas hi dawadol ho gaya h...

    ReplyDelete
  29. Sir sab log kah rahe h ki wo aadesh sirf b.t.c. Aur s.b.t.c. Walo ka tha......kuch log ek aur galat news bata rahe h ki 24 ko cort ki date h ????

    ReplyDelete
  30. JI HA INDIA NEWS PAR BHI KAL YAH KHABAR AA RHI THI

    ReplyDelete
  31. प्राथमिक शिक्षकों की नियुक्तियों का मामला - इलाहाबाद हाई कोर्ट ने नियुक्ति के लिए बीटीसी, टीईटी और बीएड का संयुक्त विज्ञापन निकालने का आदेश दिया|

    Source - India News

    ReplyDelete
  32. Prabhat ji....add kal aayega to bahut hi achha hoga......baki aap hm logo ko sahi news dene ki itni koshis karte h iske liye aap ko bahut bahut dhanyawaad..
    Mata aap ki sabhi manokamna purn kare.....jai mata di..

    ReplyDelete
  33. Sabhi se ye nivedan h ki is blog pr bhasha shaili ka vishesh dhyaan de....
    Aakhir hm sab teacher banne ja rahe h...gaali ki bhasha hm logo pr bilkul bhi shobha nhi deti h.....plzzzzz
    job sabhi ko chahiye.....pr iske liye apas me ladna theek nhi h.......hmme dusre pakch ko bhi sunne ka snyam hona chahiye...plzzz
    .
    .
    Jai mata di....

    ReplyDelete
  34. cabinet meeting related koi news ho to plz bataen.

    ReplyDelete
  35. Manish ranipur jhasi next date 18 h.mene abhi dekhi h.ap wrongly dekh rho ho.

    ReplyDelete
  36. Ashook ji ph me koi group nahi hota h.na hi cast ka and na hi sci,art,ka hota h.kyoki aarakshan me aarakrhan nahi hota h.100% sure

    ReplyDelete
  37. mera gudank 64.82 hai gen art kya chance hai

    ReplyDelete
  38. hi frnd cabinet meeting ka koi update

    ReplyDelete
  39. cebinet ki meetini it city se related thi na ki tet se

    ReplyDelete
  40. Cabinet meeting m uptet related news nhi h. Meeting m other decision liye gaye jaise lucknow ko i.t hub bnaya jayega, roadways bus ka kiraya bdega.

    ReplyDelete
  41. Sc sci male plz clik kare
    poll.pollcode.com/ip7nas

    ReplyDelete
  42. Sc sci male plz clik kare
    poll.pollcode.com/ip7nas

    ReplyDelete
  43. Sc sci male plz clik kare
    poll.pollcode.com/ip7nas

    ReplyDelete
  44. pehle bharti dekho phir category, ye bakwaas ki poll kyun karane ki baat kar rahe ho, abhi bharti nahi aayi aur tum aarakshan ka masla lekar gun ga rahe ho. mr. shivkumar.

    ReplyDelete
  45. jo log is blog par comment karte hai unki bharti nahi hogi

    ReplyDelete
  46. tet fail bed holder ki bharti hogi kewal

    ReplyDelete
  47. bolg editor jo bhi news dete hai vo 101% fake hoti hai

    ReplyDelete
  48. bed wale jo fail hai unki bharti hogi

    ReplyDelete
  49. merit lower se upper ki banegi is ka matla jiske no. Jitne kum honge uski bharti utni pakki hogi.

    ReplyDelete
  50. merit lower se upper ki banegi is ka matla jiske no. Jitne kum honge uski bharti utni pakki hogi.

    ReplyDelete
  51. merit lower se upper ki banegi is ka matla jiske no. Jitne kum honge uski bharti utni pakki hogi.

    ReplyDelete
  52. BREAKING NEWS U.P CABINET KI BAITHAK KHATM , B.ED/TET KE BAARE ME KOI FAISLA NAHI, NEXT CABINET MEETING 20TH OCTOBER KO, lagta h govt aur court dono mile h,

    ReplyDelete
  53. is bharti main sare world ke log eligible hai

    ReplyDelete
  54. breaking news post 72825 se bada kar 728250 kar di gai hai

    ReplyDelete
  55. high court mai tet se related sare case tandon ji ne khatam kiya

    ReplyDelete
  56. teachers ki salary 24292 se bada kar 85125 ki

    ReplyDelete
  57. jis ki age 50 se upper hai vo hi bharti ke liye eligible hoga

    ReplyDelete
  58. teacher ko month main sirf 5 din school jana hoga

    ReplyDelete
  59. uper likhe sare prastav cm ne aaj cebinet ki meeting main manjuri di

    ReplyDelete
  60. please upper ki sari news ke liye gali mat dena because cm ne sare fesle die hai

    ReplyDelete
  61. Mein ek baat spast batana chahta hoon jin longo ka TET mein marks teek hain unke ACD mein bhi teek hain, aur Jinke TET mein kam hain Unke ACD mein Kam bhi hain aur teek bhi hain, aur Jinke TET mein teek hain unke ACD mein kaam bhi hain aur teek bhi hain , isliye is Kamii ko door karne ke liye TET and ACD ka barar wtg dene par sabhi ke saath naya hoga, Phir TET aur ACD ki ladai Khatam ho jayegi aur sabhi ko Barabar ka Mauka milega

    Gunak Method + 40% TET

    ReplyDelete
  62. Guys give me uor commnts on my View

    ReplyDelete
  63. jab up govt kah rahi hai ki tet me paise dekar paas karwaya gaya hai toh fir ise radd kyon nhi kiya .... kya govt cheating karne walo ko teacher banana chahti hai ya paise do aur paas ho govt kuch nhi karegi.... ye msg dena chahti hai

    devendra

    ReplyDelete
  64. Can any body suggest how much % of TET will be given by Govt

    ReplyDelete
  65. Tet ka % bad me puchna jab 2014 me bharti hogi Samjhe arun singh ji

    ReplyDelete
  66. breaking news luchnow beach ne bharti par rok lagai news sources etv news

    ReplyDelete
  67. Cm ka adesh aa gaya hai ki agar up ki janta sp ko 2014 me chunti hai to mai 2014-2015 k bich me sari bharti kar dunga nahi to koi bharti nahi karunga... apni jeb bharunga.. future k liye...

    ReplyDelete
  68. sahi kaha bhanu ji

    ReplyDelete
  69. Merit ka Unique and Universal formula


    10 ka 10%+12 ka 20% + Gradu ka 40 %+ B.Ed. Thr ka 40 % + B.Ed. Prc ka 20 % + TET Ka 20%

    ReplyDelete
  70. Cabinet me liya gya faisla, kal vigyapan aa jayega, base hai ACD * 50% & TET * 50%,

    source. 24x7 news

    ReplyDelete
  71. Gaurav ji aap hi apply kar dena..

    ReplyDelete
  72. Bhanu ji aap nhi karenge kya

    ReplyDelete
  73. If any latest news plz share

    ReplyDelete
  74. Sab mil kar k news pane ek rasta ye blog band krna chahte ho ????

    ReplyDelete
  75. Dosto aap log galt-2 news udakar is block ka majakia adda bana dia gai aor udhar sarkar ham logo k sath majak kar rahi hai

    ReplyDelete
  76. Yaha pr kuch tet fail wale aa gaye h jo afwah faila rahe h

    ReplyDelete
  77. Tet fail wale din me sapane dekh rahe hai

    ReplyDelete
  78. Add aa gaya hai,50%waitage of tet b.ed marks *6/10 k sath(meerut)

    ReplyDelete
  79. Sarkar ki ab tak ki sabse bdi galti.
    Tet me fraud k wajah se tet merit ko nahi bnaya selection medium to ab kya hua? At once itna bda ulat fer. Bharti ka old process bahal hoga.

    ReplyDelete
  80. Bhavesh ji ye news apko kaha se mili. Kya ye sahi news h?

    ReplyDelete
  81. HELLO SIR YE NEWS KAHA MILA HAI

    ReplyDelete
  82. Bhavesh ji news source kya hai kripaya bataaye

    ReplyDelete
  83. Kaas apki bat sahi ho jaye bhavesh ji. mai b yahi chahta hu k old process bahal ho jaye.

    Jai Mata di

    ReplyDelete
  84. Kaas apki bat sahi ho jaye bhavesh ji. mai b yahi chahta hu k old process bahal ho jaye.

    Jai Mata di

    ReplyDelete
  85. Prbhat jee,if any news pls update it.

    ReplyDelete
  86. Mr. Prabhat, why are u erasing my commnent when i am not using any slang/unparliyamentry language.

    ReplyDelete
  87. Koi person 1 bar se jyada coment na kare jaise shivkumar moradabad aur fake breaking news etc ki bakwas band karen plz. nahi to sathe sathye samacharam. kahi Ramchandra raghuvansi na prakat ho jaay q ki sala waise hi mind kharab horya.

    ReplyDelete
  88. Add se related koi news hai kya

    ReplyDelete
  89. Prabhat ji ek se zyada bar jo comment kar rahe hai unhe bhi blok kre kyu ki mob per zyada comment ho jane par dikkat hoti hai

    ReplyDelete
  90. Breaking news - tet me jiska number kam ha usko weightage milega or jo fail ha uski naukri pakki ha sarkar ka kahna ha ki jo nakal nahi kiya ha vo fail ho gaya ha jo jitana adhik number laya ha vo fraud ha

    ReplyDelete
  91. Highcourt teacher add publish karne ka aadesh diya tha agar add publish nahi hota hai tab isse highcourt ka tauheen hoga.itne bade loktantra mein agar highcourt ke aadesh ka paalan rajya sarkar nahi karti hai to isse badi sharm ki baat kya hogi.Logo ka jo highcourt par vishwas bana hua hai toot jaayega.jab sarkar highcourt ke baaton ko nahi sunegi to aam janta ki kya sunegi ye aap achjchhi tarah samjh sakte hain.

    ReplyDelete
  92. Breaking news - tet me jiska number kam ha usko weightage milega or jo fail ha uski naukri pakki ha sarkar ka kahna ha ki jo nakal nahi kiya ha vo fail ho gaya ha jo jitana adhik number laya ha vo utana hi fraud ha

    ReplyDelete
  93. IAS Ranjeet singh (DDR) Lucknow,k madhyam se news mili hai
    jo log capital se belong karte hain wo inse parichit honge.
    Old process ko gov nahi balki gov ki harkate bahal karwayengi.

    ReplyDelete
  94. jis prakar sbtc aur btc grih janpad me hi aawedan karna hai usi prakar aane wale aawedan me grih janpad me hi aawedan karna hai.

    ReplyDelete
  95. pls ulti sidhi khabr publush na kare thank you

    ReplyDelete
  96. breaking news nitin gatgari ne akhilesh yadav se kaha tha ki aap add mat nikale. Arvind kejariwal ne kiya khulasa

    ReplyDelete
  97. breaking news add agya. Pehla add patna se

    ReplyDelete
  98. BIG FAKE kyo blog ki esi ki tesi kar raha hai blog ko band karwayga kya ...

    ReplyDelete
  99. breaking news nic ne software banaya

    ReplyDelete
  100. age 1 se 5 saal hai avedan karne ke liye

    ReplyDelete
  101. kuch nasedi daru pekar aa jate hai aur blog per jo man mein aya bol rahe hai akhir bechare karein bhi to kya teacher banne ki aukaat to rahi nahi news hi publish kar lein brojgaar kahein k...

    ReplyDelete
  102. breaking news sushma sawarj ji ne kaha gatgari ji ne nahi kiya mana add ko na publish karne ke liye

    ReplyDelete
  103. Hi dosto
    EK khacchar jungle se bhatak kar is blog per aa gaya hai aur apna sar patak raha hai isko vapas jungle mein chod kar aao...

    ReplyDelete
  104. होगा वही जो राम रच रखा।
    जय माता दी।

    ReplyDelete
  105. A RAJ JI
    SAHI kaha apne jo mata ko manjoor ho

    ReplyDelete
  106. breaking news bharti base merit paise se banegi

    ReplyDelete
  107. breaking news agar papa ji bharti hue to unhe salary nahi pension milegi.

    ReplyDelete
  108. breaking news pehla add papa ji ke gaaon se

    ReplyDelete
  109. breaking news techer bharti hone walo ko 1 saal mai IAS IPS banaya jaega news sources mulayam yadav

    ReplyDelete
  110. mujhe pata nahi tha ki age chalkar mujhe tere jaisi nalayak aulaad melegi nahi to mein condom ka istemaal karta gadh kahein ka...

    ReplyDelete
  111. salary 24000 se badha kar 45299 kar di gai aaj cebinet ne

    ReplyDelete
  112. Manusya me kuchh patrik gun hote hai kuchh me kiratrim(shiksha ke)gun hote hai

    ReplyDelete
  113. breaking news cm ji ke teen bache bhi bharti honge

    ReplyDelete
  114. Sab bhaiya bahini k namaskar,
    badi deri se dekhatani ek go machchar bilogwa me ghus gail ba.
    Dekh beta dusra add hum nikari ukre pahile nikal jo. Nahi ta jhutthe mahabharat shuru hoyi aur badnam hokhab hum. Chal nikal le beta

    ReplyDelete
  115. breaking news tet fail wale hi bharti ke liye eligible hai cm ka order tandon ne bhi apni mohar lagai

    ReplyDelete
  116. Mulayam ne pahla ...saifai me pada...liveind.per live

    ReplyDelete
  117. breaking news ramchandar ji banege dait principle by cm order

    ReplyDelete
  118. papa ji honge director of besic education

    ReplyDelete
  119. diet muzzafernagar /diet bagpat me koi information nahi aayi hai vigyapan se related govt phir date legi tet2012 tak leti rahegj court sarkar bewkoof bana rahi hai

    ReplyDelete
  120. main banunga shiksha mantari

    ReplyDelete
  121. blog editor ji honge agle cm

    ReplyDelete
  122. big fake news tum pagla gaye no ka???

    ReplyDelete
  123. कोई नई न्यूज है क्या?

    ReplyDelete
  124. अब आयेगा मजा देखीए सरकार का चेहरा

    ReplyDelete
  125. aap thik kah rhe hain m tomar ji.maine bhi diet etawah baat ki thi bt wahan se bhi response same hai.

    ReplyDelete
  126. SAMASYA ANEK BUT SAMADHAN SIRF EK

    GRADUATION+B.ED.+TET

    AKHILESH KE JANTA DARBAR ME POST AUR EMAIL SE SARKAR TATHA JUDGE TAK YE FORMULA BHEJA JAYE!!!

    ReplyDelete
  127. Big fake news vaa kya khayali pulav pakate ho yar

    ReplyDelete
  128. ye ho sakta hai ki govt kisi ek diet se add nikale court ko dekhane ke liye perantu govt se umeed kam hai

    ReplyDelete
  129. tiwari ji kaha merit bana rahe ho add to aa hi nahi raha hai

    ReplyDelete
  130. Blog editor ji...facebook.uptet news....k editor ne abhi abhi ek news post ki h vigyapan k baare me .....plzzz wo news dekh kr confrm kijiyeeeeeee.....jildi...

    ReplyDelete
  131. @M TOMAR JI

    SABHI TETIONS GRADUATION+B.ED.+TET KA SUJHAW GOVT. TAK BHEJEN CHAHE DIRECT YA INDIRECT POST,EMAIL DHARNA etc.

    DEKH LENA ISKA ASAR KITNI JALDI DIKHTA HAI SARKAR KO 1 WEAK ME HI ADD NIKALNA PADEGA.

    ReplyDelete
  132. टण्डन ने टनटनाया सरकार के कान को देखिए सरकार जागती है या

    ReplyDelete
  133. maine abhi uptetnews naam ke facebook page par pada tha ki aaj ki meeting tet se related thi pr ye kitna such hai ye kisi ko nahi maloom.waise main wo post yaha daal rha hoon aap bhi dekhiye-
    "Uptet News
    1 hour ago ·

    Aaj urgent me cabinet bulali gayi thi,, tet vigyapan smbandh me,, me abhi bhut busy hu,, jaise hi koi news milti i will post it,, thanks
    37 · Like · 288 Comments"

    ReplyDelete
  134. Aaj Ki Cabinet ki meeting me kya hua?

    ReplyDelete
  135. sunil kumar ji aapko yaad hoga ki hum tetians ne arun tondon ji ko bhi hazaron ki sankhya main letter post kiye the to un pr kya fark pada kahan jaldi sunwai kar li.9 oct ki date main to case hi take up nhi kiya to is cm pr kya asar padega????
    aaj ka neta gandhi ji ko nahi manta to gandhigiri se kaise maanega?

    ReplyDelete
  136. @BADE PAPA JI

    AP KO BATA DUN KI EK BAR TONDON NE CASE ME KAHA THA KI MERE PAS KAEE KETER BHARTI SE RELATED AATE HAIN ISI LIYE TONDON NE CASE ME JALDI JALDI DENI SUROO KI JAB KOI KAAM SAMOOHIK ROOP SE HOTA HAI TO ISKA ASAR JAROOR HOTA HAI BUT SABHI LOG GRADUATION+B.ED.+TET KA FORMULA DEN

    ASAR JARUR PADEGA YE MERA DAWA HAI.

    THANX

    ReplyDelete
  137. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  138. @BADE PAPA JI

    AP KO BATA DUN KI EK BAR TONDON NE CASE ME KAHA THA KI MERE PAS KAEE KETER BHARTI SE RELATED AATE HAIN ISI LIYE TONDON NE CASE ME JALDI JALDI DENI SUROO KI JAB KOI KAAM SAMOOHIK ROOP SE HOTA HAI TO ISKA ASAR JAROOR HOTA HAI BUT SABHI LOG GRADUATION+B.ED.+TET KA FORMULA DEN

    ASAR JARUR PADEGA YE MERA DAWA HAI.

    THANX

    ReplyDelete
  139. aap thik kah rhe hain sunil ji pr ye ek lambi ladai hai aur hum sub intazar kar-2 ke itna thak chuke hain ki ab sab jaldi chahte hain.

    ReplyDelete
  140. Tiwari ji bharti sirf tet base pr h sambhav h

    ReplyDelete
  141. raghuwanshi ji
    kabhi kabhi apne shreemukh se kuchh achchhe vachan bhi bol liya karen.hamesha itne gusse main kyu rahte hain?

    ReplyDelete
  142. NAMASKAR BANDU, JO BHI HO PER JALDI HO.

    ReplyDelete
  143. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  144. SAMASYA ANEK BUT SAMADHAN SIRF EK

    GRADUATION+B.ED.+TET

    AKHILESH KE JANTA DARBAR ME AUR SPEED POST AND EMAIL SE SARKAR TATHA JUDGE TAK YE FORMULA BHEJA JAYE!!!

    ReplyDelete
  145. AAJ CABJNET KI MEETING KA FAISLA KIS SUBJECT PER THA KISI KO CLEAR NHI HAI. AND KAL COURT KA KYA FASLA HOGA PATA NHI. LEKIN HUM SABHI TIME AND PEACE DONO KHO RAHE HAI.

    ReplyDelete
  146. Usko log chhed rahe hain to gali dega hi

    ReplyDelete
  147. SUNIL JEE I AM AGREE WITH U BUT ALL OF AGREE WITH U. BHANU JEE KYA HUM PUNAH EK BAR PHIR SE ANDOLAN KARNA CHAHIYE TAKI FAISLA JALD AAYE. AND JO BHI WRIT DAAL RAHA HAI VO KEWAL APNE VISYA M ESOCHA HAI. AUR KE LIYE NHI JO KI GALAT HAI.

    ReplyDelete
  148. @dharmendra singh ji

    aap ki bhawnaon ka main aadar karta hun but present time beech ka rasta (gradu.+b.ed.+tet) se ham bharti jald se jald karwa sakte hain aur other board k high meritians se bhi lad sakte hain baaki sarkar se ladne se achchha hai ki is mudde par sare tetions ek ray hokar sarkar par dabaw banayen baaki court to apna kam karegi hi.

    ReplyDelete
  149. I AGAIN APPEAL TO ALL MY FRIENDS THAT WE SHOULD BE ONE AT ANY CAST AND ANY DECISION EITHER IT FAVOUR US OR NOT.

    ReplyDelete
  150. present time beech ka rasta (gradu.+b.ed.+tet) se ham bharti jald se jald karwa sakte hain aur other board k high meritians se bhi lad sakte hain baaki sarkar se ladne se achchha hai ki is mudde par sare tetions ek ray hokar sarkar par dabaw banayen baaki court to apna kam karegi hi.

    ReplyDelete
  151. HO SAKATA HAI KI MUJHE OR AAP ME SE KAFI LOGO KO ES BAAR NAUKARI NA MILE BUT SAKOON SAB KO LOGYEGA. JISHE MILE OR JISHE NA MILA USSE BHI.

    ReplyDelete
  152. KYUKI ESKE AAGE BHI LIFE HAI AND WE DONT WASTE OUR GRAND TIME JUST FOR IT.

    ReplyDelete
  153. prabhat ji jab reply aap read karke hi mess. Karte hai to ye faltoo time lene wale kahase comment karte hai plz roke miss news walo ko. Aap ki better news ke liye thanks. Sir jai mata dee.

    ReplyDelete
  154. Tiwari ji jo aap baat kar rhe b.sc.+ b.ed+tet ye sarkar ko bhi pta h.its best option. par gov. ye chahti h ki bharti karni hi na pade.

    ReplyDelete
  155. Hai akhileshwa kahe k bhagata kucho fariyat naikhe, ekari mayi....
    Etna laikan k zingi se khelata ekra k katto jagaha na milli.
    Ee sale pahile kahihe ki tet walan k madad kare ja tani baad me aapan mehraru ch..dwawe lagihe sa

    ReplyDelete
  156. kripya gali dekar apna gala kharab na karen.

    aagya se

    sunil kumar tiwari

    ReplyDelete
  157. Latest update koi hai to publish kare Prabhat jee

    ReplyDelete
  158. H H H H H H H H
    yada yada hi dharmasya,glanirbhavati bharatah,abhutthanam adharmasya,tadatmanam srijamyaham,paritranay sadhunam,vinashay cha duskritam,darm sansthapnarthaya,sambhawami yuge yuge.

    ReplyDelete
  159. PLZ JIN BANDHU KO GALI DENI HAI VO APNA MIND AND TIME DONO NAST KAR RAHE HAI. SHARE KARNA HAI T LATEST NEWS AND SUJHAV DE.

    ReplyDelete
  160. Mulaumyam aaj bole ki mera nati up tet+bed ka adc nikalega.... saifai me media se bat karte hue bole mulayam...

    ReplyDelete
  161. AMIT JEE AAP SAHI KAH RAHE HAI YEH POLITICIAN HAMRE LIFE KE KAHANI LIKTE HAI. WE HAVE RIGHT TO DEMOLISH THEM AND NOT VOTE AGAIN IN FUTURE NAY TIME.

    ReplyDelete
  162. agar sarkar chahe to bharti ek mahine me pura kar le..H.C..S.C.aur writ sarkar ke samne jhate ke bar hai.

    ReplyDelete
  163. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  164. are ye tandan hi ye bharti tet par hi karayega. ab sarkar ke pas na to add h aur na hi koi option. so dont worry jo form hamne dall rakhe he wo ab kaam aane wale h.

    jay bheem jay bharat.

    ReplyDelete
  165. kal taondon ji kahenge add laye ho to ye apna muh dikha denge kuki salo (jo gadhe sarkar me baithe hen.) ne add bana hi nahi paya kuki esme obc ko speceal fayda kisi bhi tarh se nahi pahuch raha. kuku tet lagu h.
    aur tandan ji gusse me akar sari yachikaon par lal pen chala denge. aur purani add par hi bhrti ka aadesh aayega.

    jay bheem jay bharat.jay mata di

    ReplyDelete
  166. he mata ji aap hamare mukhyamantri ko sadbudhi do ham me se kam se kam 200000 tet pas ko nukri de de aur aap manniya mulayam singh ko des ka pm bana do hame koi aaptti nahi h.

    jay bheem jay bharat. jay mata di.

    ReplyDelete
  167. he mata ji aap hamare mukhyamantri ko sadbudhi do ham me se kam se kam 200000 tet pas ko nukri de de aur aap manniya mulayam singh ko des ka pm bana do hame koi aaptti nahi h.

    jay bheem jay bharat. jay mata di.

    ReplyDelete
  168. Breaking news-abhi mai amar ujala ke aditar se baat ki..unhone kaha ki aaj sam ko 7 baje lucknow se fax aa gaya hai 72825 +9225 ki sath me fax aaya hai...aur kal 20000 paper ki aur adhik copy print karaya jayega...jai ho s.p gov

    ReplyDelete

आपके शब्द आपकी सभ्यता का प्रतीक हैं|
शब्दों का प्रयोग आपके व्यक्तित्व का परिचय है ।
अभद्र भाषा के प्रयोग पर आपकी प्रतिक्रियाओ को बाधित किया जा सकता है ।