Pages

Thursday, 11 October 2012

शिक्षक डाउनलोड कर सकेंगे वेतन सूची

शिक्षक डाउनलोड कर सकेंगे वेतन सूची

इलाहाबाद : अशासकीय सहायता प्राप्त माध्यमिक विद्यालयों में कार्यरत शिक्षकों और शिक्षणेतर कर्मचारियों के सितंबर माह के वेतन को लेकर ऑनलाइन सूची जारी करने की व्यवस्था की गई है। इसके लिए विद्यालय प्रतिनिधि को माध्यमिकशिक्षा डॉट एमआइएस, डॉट यूपी डॉट ओआरजी वेबसाइट पर जाकर अपने विद्यालय के नाम पर क्लिक कर लॉगइन करना है। लॉगइन करने के लिए पासवर्ड 1234 रखा गया है। यहां से वेतन सूची का प्रिंटआउट निकालकर वेतन प्राप्त कर सकते हैं। गौरतलब है कि कर्मचारियों के वेतन को सीधे खाते में भेजने के लिए विभाग की ओर से तैयार कराए गए सॉफ्टवेयर में आंकड़े दर्ज कराए जा रहे हैं। इसके चलते विद्यालयों को अपने विद्यालय के ग्रांट बिल के लिए ऑनलाइन फीड किया हुआ विवरण प्रस्तुत करना जरूरी है।

शिक्षक विधायक सुरेश कुमार त्रिपाठी के मीडिया प्रतिनिधि शैलेश कुमार पांडेय ने बताया कि सॉफ्टवेयर में 20 वर्ष से कम की उम्र वालों का डाटा फीड नहीं हो सका है। ऐसे लोगों की संख्या 47 है। शासन के आदेश की प्रतीक्षा कर रहे विभाग ने अभी तक कर्मचारियों के वेतन वितरण की व्यवस्था नहीं की है


Source - Jagran
10-10-2012

83 comments:

  1. DOSTO
    YE kamini sarkar hamein gumrah kar rahi hai kahti kuch aur hai karti kuch aur hai haramkhor prastab pe prastan bhejte hai aur aur final kuch bhi nai karte hai agar is sarkar ko bhi sabak hum logo ne nai sikhaya to papaji naam nahi mera
    ab baat control se bahar ho raha hai agar papaji ka gussa badak gaya na to pata nahi kya kar dunga .....m..c sale...

    ReplyDelete
  2. Hi dosto add .... aa raha .....

    ReplyDelete
  3. Ab to mayus ho kar news padte hai. Kuch samjh nahi aa rha ki ye gov. Kya chahti hai.

    ReplyDelete
  4. Accordin 2 news paper Chalan ki fees clear(400rs) hai, website clear hai, pura prarup clear hai(b.tc), base(gunak) bhi clear hai, no. Of seats(72825) clear hai, ab bhi pta nhi kitna time inko chahiye.

    ReplyDelete
  5. BHANU beta galat news publish mat kar

    ReplyDelete
  6. bharat abhi inko pura ek saal chahye abhi kuch gadhe scaling news publish kar rahe hai kya ye sahi hai...

    ReplyDelete
  7. jis k pass sahi news ho publish kare galat news na de plz...

    ReplyDelete
  8. Is gov. Pade likhe log to hai nahi....isliye itna time lag raha hai...

    ReplyDelete
  9. bhanu add ki tayaari puri hai paruntoo sarkaar add nikalna nahi chahti hai jab tak court ki fatkaar nahi lagegi tab tak add aana sambhav nahi wait and watch 20 oct..

    ReplyDelete
  10. bhanu ab asli baat ko pehchana hai gawar log kya add nikalenge thodi thodi budhi sabhi laga rahe hai tab jakar ye add tayaar kar paye hai...

    ReplyDelete
  11. Ram govind ne sign kiya ki nahi..
    .. wo to aguntha lagata hai..

    ReplyDelete
  12. Kewal yuwao ka time kharab kar rhi hai, agar koi gov job me cariar banana chata hai 1 exam clear krne me kam se kam uske 3 sal khrab ho jate hai. Agar clear hota hai to theek, nhi to phir 3 saal jhelo.

    ReplyDelete
  13. ghaziabad se bhanu aap kaha se hai...

    ReplyDelete
  14. Yaat kya bataye...
    Kaas mai bhi.....

    ReplyDelete
  15. kya hua bhanu kuch kahne se phele hi ruk gaye..

    ReplyDelete
  16. bhanu koi baat nahi kisi ki dosti k liye koi state ya dist mayne nahi rakhta hai dosti to dil se k jati hai state ye dist ko dekhkar nahi...

    ReplyDelete
  17. Kutta bhi bina bat k ni bhounkta h tum sab log to fir b insan ho yar

    ReplyDelete
  18. Court ne gov ko 8 oct 2013 tak ka time adv nikalne ko diya hai, paper me 2012 misprint tha, adv 1 sal bad aayega, sure. Abhi adv ki ummed krna bewkoofi hai.

    ReplyDelete
  19. Jab prt k saare kam, shikshamitr k traning, b.tc ki joining, tet 12 exam ho jayega tab 72825 b.ed ka no. Ayega.

    ReplyDelete
  20. Ye 1 hi hai jisne kai fake ID bnakar pure blog ko khrab kr rakha hai.

    ReplyDelete
  21. Ye 1 hi hai jisne kai fake ID bnakar pure blog ko khrab kr rakha hai.

    ReplyDelete
  22. Ye sayad tet fail hai, ya to adv na aane se pagla gya hai.

    ReplyDelete
  23. Ya to ye pakistani, isi ka agent be ho sakta hai, jo nhi cahta ki tet ki koi jankari ek dusre tak pahuche.

    ReplyDelete
  24. Bharat ji adv a ra ha kya. Kab tak ayega

    ReplyDelete
  25. Ham log din bhar baith kar adv ka intzar krte hai, ye k kamine din bhar, matrgsti krte hai, aieyasi krte hai. To adv kaha se ayega kyu ki adv to inhe ko nikalna hai.

    ReplyDelete
  26. dosto ab to intzar bhi nahi ho raha add ajae

    ReplyDelete
  27. kisi kaam main dil nahi lag raha.

    ReplyDelete
  28. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  29. editor ji hum apne mob par 150 se jyada cmnt k bad nahi pad pate h. 150 se jyada cmnt hote hi show nahi hote or loading more likha aane lagta h. Us par click karne par b show nahi hota.
    Plz editor ji 150 se jyada cmnt hote hi naya blog bana dijiyega.

    ReplyDelete
  30. blog editor ji bakwas karne wale logo ki cmnt ko publish na kare jinme kg yadav shaitan aadi h ye log ek hi bakwas ko lagatar publish karte rahate h thanks

    ReplyDelete
  31. hello friends aaj koi news publish nahi.

    ReplyDelete
  32. jiske mobile per 200 se jada comments publish nahi hota to uske liye sabse niche view web version option hogi us per click karne ke baad newest per click karo to 201 se coment padh sakte hai

    ReplyDelete
  33. aaj ke lknw k papar m diya h ki add ek hafte m a jayega.sabi bsa ko iski copy bhej di gyi h.sasnadesh hote hi ise publish kr diya jayega....

    ReplyDelete
  34. Blog editor ji koi hindustan paper me ek news diya hai,gande e-mails aur messages se related.wo news publish kare.

    ReplyDelete
  35. Hi friends mujhe kisi film director ne bataya hai ki u.p. Me teachers ki job khali hai kyonki jo log b.ed &tet qualify kar chuke hai unse to akal less ji ko elergy hai magar ho sakta hai mujh pornstar ko job de di jaye .kyonki Mulayam singh ne vada kiya tha balatkar pidit ko govt. Job denge.yogya teacher rakhkar kya fayda .agar sab log sikshit ho gaye to hamare anpadh vidhayako ka kya hoga.

    ReplyDelete
  36. NEWS UPDATED-

    DOSTO AB HUM INTEJAR NAHI KAR SAKTE.
    AKHILESH YADAV HAMARA FUTURE DAV PAR LAGAKAR AMITABH KI PARTY ENJOY KAR RAHA HAI.

    ABHI SHAM KO MERI BAT CONGRESS SECREATORY DR. DIGVIJAY SINGH SE BAT HUI HAI.AAP JANTE HAIN KI SINGH SAHAB KI JUBAN KITNI TEJ HAI.
    AGAR AP SABHI KI CALL UNKE NUMBER PAR JAYE TO MUJHE PURA YAKIN HAI KI WO MEDIA ME IS BAT KO KHOL DENGE.
    AUR JIS DIN BAT POLITICAL PARTY KI HO GAI MAN LIJIYE AKHILESH KI SPEED TURANT PASSANGER SE SUPERFAST HO JAYEGI.KYOKI CENTRAL GOV. KO DONO (BSP AND SP) KA SAMARTHAN PRAPT HAI.

    BAS KAL TAK KA INTEJAR.AGAR KAL TAK VIGYAPAN SE JUDI CONFIRM NEWS NAHI AATI TO MAIN YAHA DIGVIJAY SINGH KA NUMBER POST KAR DUNGA.


    MUJHE RAJNEETI NAHI AATI LEKIN KAM KAISE HOTA HAI ISKE DAV PECH ACCHE SE JANTA HU.



    FIR HUM BAJAYENGE AKHILESH KI PUNGI.
    ENT KA JAWAB PATTJAR SE DENGE HUM.

    ReplyDelete
  37. NEWS UPDATED-

    DOSTO AB HUM INTEJAR NAHI KAR SAKTE.
    AKHILESH YADAV HAMARA FUTURE DAV PAR LAGAKAR AMITABH KI PARTY ENJOY KAR RAHA HAI.

    ABHI SHAM KO MERI BAT CONGRESS SECREATORY DR. DIGVIJAY SINGH SE BAT HUI HAI.AAP JANTE HAIN KI SINGH SAHAB KI JUBAN KITNI TEJ HAI.
    AGAR AP SABHI KI CALL UNKE NUMBER PAR JAYE TO MUJHE PURA YAKIN HAI KI WO MEDIA ME IS BAT KO KHOL DENGE.
    AUR JIS DIN BAT POLITICAL PARTY KI HO GAI MAN LIJIYE AKHILESH KI SPEED TURANT PASSANGER SE SUPERFAST HO JAYEGI.KYOKI CENTRAL GOV. KO DONO (BSP AND SP) KA SAMARTHAN PRAPT HAI.

    BAS KAL TAK KA INTEJAR.AGAR KAL TAK VIGYAPAN SE JUDI CONFIRM NEWS NAHI AATI TO MAIN YAHA DIGVIJAY SINGH KA NUMBER POST KAR DUNGA.


    MUJHE RAJNEETI NAHI AATI LEKIN KAM KAISE HOTA HAI ISKE DAV PECH ACCHE SE JANTA HU.



    FIR HUM BAJAYENGE AKHILESH KI PUNGI.
    ENT KA JAWAB PATTJAR SE DENGE HUM.

    ReplyDelete
  38. NEWS UPDATED-

    DOSTO AB HUM INTEJAR NAHI KAR SAKTE.
    AKHILESH YADAV HAMARA FUTURE DAV PAR LAGAKAR AMITABH KI PARTY ENJOY KAR RAHA HAI.

    ABHI SHAM KO MERI BAT CONGRESS SECREATORY DR. DIGVIJAY SINGH SE BAT HUI HAI.AAP JANTE HAIN KI SINGH SAHAB KI JUBAN KITNI TEJ HAI.
    AGAR AP SABHI KI CALL UNKE NUMBER PAR JAYE TO MUJHE PURA YAKIN HAI KI WO MEDIA ME IS BAT KO KHOL DENGE.
    AUR JIS DIN BAT POLITICAL PARTY KI HO GAI MAN LIJIYE AKHILESH KI SPEED TURANT PASSANGER SE SUPERFAST HO JAYEGI.KYOKI CENTRAL GOV. KO DONO (BSP AND SP) KA SAMARTHAN PRAPT HAI.

    BAS KAL TAK KA INTEJAR.AGAR KAL TAK VIGYAPAN SE JUDI CONFIRM NEWS NAHI AATI TO MAIN YAHA DIGVIJAY SINGH KA NUMBER POST KAR DUNGA.


    MUJHE RAJNEETI NAHI AATI LEKIN KAM KAISE HOTA HAI ISKE DAV PECH ACCHE SE JANTA HU.



    FIR HUM BAJAYENGE AKHILESH KI PUNGI.
    ENT KA JAWAB PATTJAR SE DENGE HUM.

    ReplyDelete
  39. D.K. Ji aap kaun sa mobile and kaun sa browser use karte hai. Usi ke acording aap ko blog show ho raha hai. Aap hume details dijiye , hum aapki help karenge.
    Thanks.

    ReplyDelete
  40. piyush ji H R U
    KAI din mein bolg per dikhai diye ho ..

    ReplyDelete
  41. Mr. Prabhat,
    Good job,
    now u r working good.
    (moderation has been enabled).
    Thanks for this action...!

    ReplyDelete
  42. piyush ji h r u
    blog per kai din mein dikhai diye ho..

    ReplyDelete
  43. piyush ji h r u
    blog per kai din baad dikhai de rahe ho..

    ReplyDelete
  44. Dear friends aap me se kisi ke sampar me jay singh t.e.t. Roll nomber 18003959 ho to please unse mujhe call ya mail karne ko bolo my mobile nomber 9125306757 and mail i.d. rp13880@gmail.com

    ReplyDelete
  45. Prabharkar ji kal tak intzar kro ya prso tak adv to nhi ane wala hai, aur akhilesh yadav is smay bahumat me hai, koi kuch nhi krne wala na digvijay na p.m, na court.

    ReplyDelete
  46. Dk ji aap apne mobile se- www.mobango.com par visit kare aur uc browser 8.3 ya uc browser 8.6 download kare. Is par aap acchi tarah se is blog ko dekh sakte hai , par uc browser 8.3 se aapko ek bar me 1 hi blog message dikhega. Agar 8.6 lege to aapko usme web verson par full coment dikhega.

    ReplyDelete
  47. Anil ji ,
    Dhanyawad, mai ekdum accha hu. Kya karu yaha par kuchh aise log aa gaye the k kuchh bhi likhne ka man nahi karta tha. Aap sab dosto ke comment usi prakar se the jaise lanka me vibhisan. Frnds yeh blog sirf jankariyo ke aadan pradan aur apne vichar ko rakhne k liye prabht ji dwara banaya gaya hai. Par kuchh gande logo ki vajah se pura blog ganda ho gaya tha. Par ab Prabhat ji ne sari gandagi hata di hai aur chhanani (spandan)laga diya hai ab koi kachra nahi aayega . Iske liye prabhat ji ko bahut bahut dhanyawad.
    Piyush Vikram Singh.
    Jaunpur.

    ReplyDelete
  48. blog iditor ji very good job sir,ab is blog pr cmnt krne m or read krne m acha lgega,thanku sir...grt job!!!!

    ReplyDelete
  49. Shaitan jindabad

    dosto add agar 20 tak nhi aaya
    to samgho ye bhart to gyi 2014 tak

    ReplyDelete
  50. Ab to sanghthan bhi bikhar gaya hai lagta hai ham sabko tet merit se hi job mil sakti hai.kam se kam tet meritious sarkar par dabab bana sakte hai.

    ReplyDelete
  51. hello blog editor ji aaj apne koi news publish nahi ki

    ReplyDelete
  52. @Shaitan ji, aap apna naam to theek se publish kare. Aap kitne vulgar words use karte hain. Aapko sharm nahi aati? Aapki vajah se blog par aana dubhar ho gaya hai.
    Jawani ka josh thanda kariye,
    piyush tu jaunpur tet sangharsh se bhagaya gaya hai na. Plz reply

    ReplyDelete
  53. Kg tm insan se setan kyu ban gaye..

    ReplyDelete
  54. Agr ab koi aslil comment krega to vo mara jayga.uski suchna turant pulice ko duga.

    ReplyDelete
  55. puskar misra ji yadi aapki news sahi h to editor sahab ne publish kyo nai ki ye to bahut badi news h or ha ek bat aur ye bakwas comnt remoove karke bahut achcha kiya h ab aise logo par lagaam lagai ja sakegi jo bekar me apna or dusaro ka time waste karte h thanks

    ReplyDelete
  56. Dosto, add kab tak aa sakta h? Jab sab clear ho gaya h to deri kyo ho rahi h? Govt ko uski asli aukat dikhani padegi.

    ReplyDelete
  57. Kya hua sabhi log kaha chale gaye.

    ReplyDelete
  58. ABHAY SINGH SRINET GORAKHPUR agar aap ko gorakhpur jd office ka pta malum ho to ple mujhe mail kar de * js4056559@gmail.com

    ReplyDelete

आपके शब्द आपकी सभ्यता का प्रतीक हैं|
शब्दों का प्रयोग आपके व्यक्तित्व का परिचय है ।
अभद्र भाषा के प्रयोग पर आपकी प्रतिक्रियाओ को बाधित किया जा सकता है ।