Pages

Saturday, 20 October 2012

Extension of Time for Bed Degree Holders in Primary School Till 31 march 2014

Extension of Time for B.Ed. Degree Holders For Selection in Primary School Till  31 march 2014





Source - http://only4uptet.wapka.mobi/index.xhtml

30 comments:

  1. DOSTO NAMASKAAR
    dosto sarkaar aur court ki berukhi ko dekhte hua hamne suprime court jane ka faisla kiya hai jo students hamse judna chahta hai plz diye gaye no per sampark kare...
    PREM PAL DISTT ALIGARH
    M NO. 9411039852

    ReplyDelete
  2. DOSTO NAMASKAAR
    dosto sarkaar aur court ki berukhi ko dekhte hua hamne suprime court jane ka faisla kiya hai jo students hamse judna chahta hai plz diye gaye no per sampark kare...
    PREM PAL DISTT ALIGARH
    M NO. 9411039852

    ReplyDelete
  3. DOSTO
    hum andolan bhi karenge aur sc bhi jayege kyoki sarkaar ko jagane k liye uske sar per sc ka hathoda marna jaroori hai bas ap logo ka sath chahiye apki jitni sankhya jyaada hogi utna hi hamaara hosla badega...thanks

    ReplyDelete
  4. DOSTO NAMASKAAR
    DOSTO ghaziabad k tet pass students ki ek meeting rakhi gayi hai jismein ghaziabad bad se alag koi bhi students usmein samil ho sakta hai koi badyata nahi hai ADD:- RAM MANOHAR LOHIA PARK RAJENDRA NAGAR SAHIBABAD GHAZIABAD UP
    MEIN 21 OCT SUNDAY 3 SE 5 DOPAHAR KO PAHUNCE APKA HAARDIK SWAGAT HAI...
    R S VERMA JI 8860362244
    ANIL KUMAR 9555301210
    RAMAN RANA 9873827181
    PARVESH JOSIA 9999199656 PER SAMPARK KAR SAKTE HAI

    ReplyDelete
  5. Dosto,
    NCTE ke letter me to yah saf likha hai ki chhut 31 march 2014 tak di gayi hai, aur sath me yeh bhi kai ki NIYUKTI ke bad 6 month ka prashikshan dena anivarya hai

    ReplyDelete
  6. Erase kyo kiya mera comment. Reply

    ReplyDelete
  7. NCTE KE CIRCULAR ME SAAF LIKHIT HAI KI..... ?AB NOUKARI HAMARI AANTIM MAANG HOGI. GOVT KE ERADE JUG ZAHIR HO GYE. COURT BHI
    AANKH PAR PATTI BANDHE BAITHA HAI. JAISA GOVT CHAH RHI HAI WAISE HI KAR RHA HAI . INDIA KA BHAVISHYA ANDHERMAYEE HAI.

    ReplyDelete
  8. INQALAB JINDABAD!!!!!
    SARKAR MURDABAD!!!!!
    COURT MURDABAD!!!!!
    CHHATRA EKTA JINDABAD!!!!!

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ab all tetians ko lag rha hai ki tetmerit was best gov. Ne ham logo ko moorkh banaya.

      Delete
  9. a<b agar teacher hona hai to purana vigyapan bachao warna andolan hi krte rahoge aur sare b.ed. wale 700000 me acche merit wale trening krenge aur andolan wale andolan.........

    ReplyDelete
  10. a<b agar teacher hona hai to purana vigyapan bachao warna andolan hi krte rahoge aur sare b.ed. wale 700000 me acche merit wale trening krenge aur andolan wale andolan.........

    ReplyDelete
  11. a<b agar teacher hona hai to purana vigyapan bachao warna andolan hi krte rahoge aur sare b.ed. wale 700000 me acche merit wale trening krenge aur andolan wale andolan.........

    ReplyDelete
  12. Hi dosto Aligarh walon se namra nivedan hai jo bhi is blog ko pdhe please aap sabhi log milkar ek date tay kar lijiye jis din hum sabhi log milkar aage ki ranneeti taiyar kar saken please aap apne sujhav jaroor dain

    Bhagat singh Attri
    mob. 9758111212

    ReplyDelete
  13. ye bharti aab tet merit per hogi kyonki tet safe hai aur ye mamla sc jana tay hai govt isko clear nahi karns chahati kyonki clear hote sc me se faisla aayega 100 %tet merit se

    ReplyDelete
  14. dosto date fix ho gayi hai lucknow chalo
    27 oct
    27 oct
    27 oct
    27 oct ko lucknow chalo
    vishaal andolan ko safal banao

    ReplyDelete
  15. DOSTO YE ANDOLAN HASI KA PATRA BANKAR NA REH JAYE YE APKE UPPER DEPEND KARTA HAI ISLIYE AP SABHI KA LUCKNOW AANA JAROORI HAI PLZ SEHAYOG DEIN...

    ReplyDelete
  16. govt aad na nikalkar hamara kaam asan kar rahi hai kyonki govt ko pata hai sc me case jate hi bharti sure tet merit se hogi

    ReplyDelete
  17. both gov.and h.court understant us fool and unknown from rula and regulation but this time is very crushial for us so please i request all tet candidate they gather in lucknow to reawakning for gov

    ReplyDelete
  18. 6 nov. ko kya hoga .
    hme ni lgta ki kuch hoga isliye purana vigyapan bahal karane ki mang karo warna tet2012 suru ho gaya na tb kariyega andolan..aur tet 2012 wale apne resultt ke pahale bhartee ni hone denge....aur wo a gaye to merit pta hi hogi kitani ja sakti hai..isliye bhalai isi me h ki purana vigyapan bahal karaya jaye hamare khyal se isake liye to ek writ bhi karani chahiye.....

    ReplyDelete
  19. 6 nov. ko kya hoga .
    hme ni lgta ki kuch hoga isliye purana vigyapan bahal karane ki mang karo warna tet2012 suru ho gaya na tb kariyega andolan..aur tet 2012 wale apne resultt ke pahale bhartee ni hone denge....aur wo a gaye to merit pta hi hogi kitani ja sakti hai..isliye bhalai isi me h ki purana vigyapan bahal karaya jaye hamare khyal se isake liye to ek writ bhi karani chahiye.....

    ReplyDelete
  20. kam se kam ab to tet ya accadmic ki bat na karo yar....

    ReplyDelete
  21. kisi tarah se vacancy fill ho jae bus, kyoki kisi ki b job lage bus ye socho 72825 logo ki life to banengi..... or fir bharti ka adhar chahe jo ho tet 2012 ke pehle vacancy fill hogi to hum me se maximum ki job lagegi or abi ladte rahe to nuksan sirf or sirf hmara hi hoga baji sab baad wale maarenge fir base tet rahe ya accadmic........

    ReplyDelete
  22. Bhai akhilesh ji gurujano ko pareshan mat karo bulki sare tet pass walo ko vbtc ka 6 month training kara do aur dhire -dhire vacansy ke adhar per hum logo ki nyuktee ap kare aur age 18-40 rahane de hum sabhi ka kalyan iai me hai.

    ReplyDelete
  23. chache kaisi bhi bharti ho. bus mai ye chata hu ki bharti suru ho jaye aur 72825 logo ko rojgar mil jaye.

    ReplyDelete
  24. mere pyare bhaiyo jo log purane advt pr vacancy ki baat kr rhe h to bhaiyo ab wo rdd ho chuka h ab kisi kimat pr uspr niyukti nhi hogi. plzzz bhaiyo aapke paas itna dimaag h kyu aisi bate krte hain aap aur hm agr vigyapan aur method k chkkr me ab b ladenge to kuchh nhi hoga ye govt ka mttr h k vigyapan purana ya naya ho hme to kewal jaldi se bharti ho isse mtlb h.
    abhi b bhut log tet ya gunank ki baat jo kr rhe h wo apna chanc aur km kr rhe h.
    plzzz apni ekta dikhaiye.

    ReplyDelete
  25. koi dikkat ni suresh ji jb naya vigyapan ayega tb khud hi samajh me a jayega ki kaun sa vigyapan sahi h.waise bhi naya vigyapan aye isake liye jo tet wale, age wale aur ace. wale hai wo kabhi ek ni honge.isliye purane vigyapan ke liye andolan kiya jaye..agar teacher hona h to banki age aap ki marji.

    ReplyDelete
  26. Yeah sarkar tet2011 ke SC and ST abhyartiyon ko itane lambe samay se 72825ki rikt khali padon par bharti nahi kar rahi aur berojgar kar rahi hai aur jaleel bhi, inka kasoor itana hai ki Choti jatiyon Ke gareeb jo kathor samaj se apni roji roti chhinane ka sirf kamjor prayas kar rahe hai aur shashan Ke han Mai han mila kar sakchharta ki oar bhadhane ka, kya kahai ek nakaratmak prayas kar rahi hai,

    ReplyDelete

आपके शब्द आपकी सभ्यता का प्रतीक हैं|
शब्दों का प्रयोग आपके व्यक्तित्व का परिचय है ।
अभद्र भाषा के प्रयोग पर आपकी प्रतिक्रियाओ को बाधित किया जा सकता है ।