ALLAHABAD HIGH COURT LUCKNOW BENCH
CASE NO- 5135
POSITION- 85
COURT NO- 6
-GH PRIN. M.C.DIXIT
85. SERS 5135-2012 ARVIND KUMAR SINGH & GANGA SINGH
-50 ORS.
NEXT CAUSE LIST Vs.STATE OF U.P. THROUG C.S.C.
-H CHIEF
86. SERS 5283-2012 ARVIND BAHADUR SINGH RIPUDAMAN SHAHI
Vs.STATE OF U.P. THROU C.S.C.
-GH PRIN. H.S.JAIN
JAI SHANKER SHUKLA
AT : 02:00 P.M.
TO VIEW ONLINE COURT ACTIVITY
CLICK HERE
DEAR BLOGEDITOR
ReplyDeleteWHATS THE MATTER
DEAR BLOGEDITOR
ReplyDeleteWHATS THE MATTER
Blodeditor ji please ek date final kariye aur blog par post kariye.
ReplyDeleteHume last dharna karna hi hoga aur jab tak sarkar vigyapan nahi nikalti tab tak hum wahin dharna dete rahenge.
Ye sarkar kewal aisi hi bhasha samajhti h.
Han agar aap bhi sarkar se mile huye hain to koi bat nahi.

Is case m Hume jitni tarikh (hearing ki date) utni bar to sunny deol ne bhi damini movie m bhi tarikh pe tarikh nahi bola tha.
ReplyDeleteCourt ka judge to government k ishare par kam kar raha h.
Plz Lucknow Jane ki ek date fix Karen aur sarkar ko uski aukat 2014 se pehle hi dikha determined hain.
Jis tarah case k shuruwat m humne Lucknow jakar sarkar ki neend kholi usi tarah is bar ek bade dharne ki jarurat h nahi to iska bas chalega to ye apne chunawi fayde k liye Hume barbad kar denge.

Lucknow ko hilo do tet dosto.
ReplyDeletekuch ni hone wala h abhi paresan mt hoiye........ye sarkar h.

ReplyDeleteLUCKNOW CHALO
ReplyDeleteAb Andolan ka hi rasta bacha h
nahi to hum aise hi baithe rahenge aur ek din berojgari batte k liye line laga kar bhekh mang rahe honge.
Plz andolan ki ek date fix karke blog par dalen aur Lucknow m sarkar ko unki aukat dikhate hain.
Lucknow Chalo
LUCKNOW CHALO
DeleteAb Andolan ka hi rasta bacha h
nahi to hum aise hi baithe rahenge aur ek din berojgari batte k liye line laga kar bhekh mang rahe honge.
Plz andolan ki ek date fix karke blog par dalen aur Lucknow m sarkar ko unki aukat dikhate hain.
Lucknow Chalo
Ye kuch log Jo sarkar ki pairvi kar rahe hain wo ye Jan lenge ki sarkar janta ne banai h aur janta apni takat 2014 me jarur dikhyegi.
ReplyDeleteJanta se jyada power sarkar k pas nahi hota h , agar sarkar k pas jyada power hoti to mahatma Gandhi aaj bhi aandolan kar rahe hote.
Ab Hume Lucknow jana hi padega.
Sirf ek akhri bar himmat kariye aur Lucknow Chalo aur ek last aur sabse asardar ardour dharna karte hain.
Plz think about it and fix a date for "Lucknow chalo andolan"