UPTET - टीईटी - TET
UPTET - NEW CASE FILLED BY
PAWAN KUMAR TRIPATHI & 25 ORS.IN ALLAHABAD HIGH COURT- LUCKNOW BENCH
REGARDING ADVERTISEMENT OF 72825 TEACHERS RECRUITMENT
UPTET - NEW CASE FILLED BY
PAWAN KUMAR TRIPATHI & 25 ORS.IN ALLAHABAD HIGH COURT- LUCKNOW BENCH
REGARDING ADVERTISEMENT OF 72825 TEACHERS RECRUITMENT
23.SERS -5393/2012 PAWAN KUMAR TRIPATHI & 25 ORS. RATNESH LAL
Vs. STATE OF U.P. THROUGH PRI- C.S.C.
N. SECY. BASIC SHIKSHA LKO. &
District-LUCKNOW D.O.F. 03/10/2012
[ Appl. 88010/2012 => Application for Interim Relief ]
misson 2014
ReplyDeleteplease mention full detail of rit
ReplyDeleteagar govt 9 oct tak new vigyapan nahi nikalti hai to 10 oct ko ek vishal dharne ke liye taiyar rahna chaiye dharna sthal
ReplyDeletevidhan sabha / highcourt
all bharti supporter
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteDosto, jaisa ki mai blog par dekh rahi hu ki log soch rahe hai ki scert koi naya base banayegi. Lekin aisa nahi hai,up board aur cbse,icse ka antar kam karne ke liye hi gunak method banaya gaya hai. Keval aupcharikta ke liye hi scert se prastav manga gaya hai. Add 8 oct tak aa jayega.
ReplyDeleteCase ki full detail evening tak mil jayegi
ReplyDeletethnx
you r right reena ji
ReplyDeleteMere nam ka galat estemal karke koun mughe blog par badnam kar rha hai(k.g. Yadav) esi nam ka estemal oun kar rha hai
ReplyDeleteblog editor ji clear kijye
Pawan kya chahta hai yah wahi jane mera manna hai ki jo log riet vigyapti ko lekar dal rahe hai wah kisi morogchikitsak se samprk kare mushe lagta ki yah sab manorogi hai.
ReplyDeleteab bharti ka koi chance nhi h dosto hamare kuch bhai log hi bharti nhi karana chahate isme sarkar ya court ka koi dosh nhi hai ab dalte raho writ or lelena noukri dhare me
ReplyDelete2004 btc me bhi aisa hi court ka chakkar pada tha writ baji ka or us batch ko aaj tak noukri nhi mili hai or ahi hal ab iss bharti ka hone bala hai pakkkkkaaaaaa
ReplyDeleteBest of luck pawan kr. Tripathi.me tumhare sath hu aur sabhi tet merit suporter bhi har tarike se apke sath he.
ReplyDeletewrit kharij ho gai hai mohit ji
ReplyDeleteDeena nath ji koi bat nhi ek hi writ to kharij hui he.aur bhi writ padengi.tondon ko apna faisla to dene do.double bench me kam se kam 40 writ aur padengi aur supreme court me 10 writ.sarkar ko naya vigyapan to nikalne do asli maza to tab ayega.bharti to tet merit se hi hogi warna abhi nhi hogi.tet merit zindabad.
Deleteoye yahan koi tet merit supporter nahi h . yahan sab bharti supporter h.
ReplyDeletei m satisfied with u madhav ji
ReplyDeleteBhut h Sarkar jb tet merit pe form nikala to Jena pdega : tet merit jindabad
ReplyDeletebharti ho bas
ReplyDeletebharti honi chahiye...at any rate..
ReplyDeleteMadhav ji ap ne to kha tha ki 3oct tak vigyapan ajaega ap ke kisi dost ne bataya tha to kuch is bare me batae bharti supporter for any base
ReplyDeleteYaha per kuch log aise bhi hai jo tet fail hai jo tet2012 me apear honge yahi log rit dalkar bharti ruka rahe taki ye 2014 ke bad ho gov ko chahie ki janch karakar jo bharti rukwana chahte hai unhe jail me dal de
ReplyDeleteSabhi bharti supporter is blog se chale gae hai kya any persion is their
ReplyDeletejay ho
ReplyDeletejay ho
ReplyDeleteBharati ab latak gai hai.
ReplyDelete2013 se pahale hogi lagata nahi hai.
Kyo ki jisaka bhi mane hota hai court chala jata hai.
bharti sirf tet merit se hogi nahi to kabhi nahi tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad
ReplyDeletebharti sirf tet merit se hogi nahi to kabhi nahi tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad
ReplyDeleteFRIENDS..B.ED 2011-12 ke candidates jo tet paas kar certificate bhi le chuke hain.. kya vo bharti ke liye apply kar sakte hain..
ReplyDeleteFRIENDS..B.ED 2011-12 ke candidates jo tet paas kar certificate bhi le chuke hain.. kya vo bharti ke liye apply kar sakte hain..as now they hv got marksheets also
ReplyDeletereena u r right because niyamawali me 15 sansodhan me saaf likha hai ki merit gunank se hi banagi.aur niyawali me change 6 month k bad hi ho sakta hai ..31 august k 6 month bad
ReplyDelete