Pages

Tuesday, 16 October 2012

CAUSE LIST - ALLAHABAD HIGH COURT - LUCKNOW BENCH

CAUSE LIST - ALLAHABAD HIGH COURT - LUCKNOW BENCH

CASE NO - 5135-2012 ARVIND KUMAR

COURT NO - 6

POSITION- 79th

TO VIEW ONLINE

CLICK HERE



  79.  SERS  5135-2012   ARVIND KUMAR SINGH &      GANGA SINGH              
                            -50 ORS.                                                
      BY COURT ORDER        Vs.STATE OF U.P. THROUG   C.S.C.                   
                            -H CHIEF                                                
                                                            AT : 02:00 P.M.     
                         COURT NO.  6
                         HON'BLE MR. JUSTICE  SHABIHUL HASNAIN 

49 comments:

  1. आज शायद हमारे केस का न॰ ही नही आयेगा

    ReplyDelete
  2. Sabhi tet2011 wale jinka gudannk gen-68, obc-66, sc-62 kam hai,unke liye ab waqt sarkar per bhroosa kar ke date ka intzar karne ka nahi hai,ab ager naukari leni hai to jagne ka hai.
    ager sasnadesh 18 tak nahi hota hai ya vigyapan 20 tak nahi aata hai phir vigyapan tet2012 ke hi bad ayega.
    wo din door nahi 1-2 date ke bad sarkar kah degi ki abhi traning ke liye jagah nahi , abhi hum 2-3 mahinee tak bharti nahi kar sakte.
    abhi SP ke hue YUVJAN SAMMELAN me
    SP ke manifest me abhi tak ki uplabhdi ke roop me SIKSHAMITRO KI TRANING,1427 LT KI bharti thi ,aur
    MISSION 2013 me MARCH ,APRIL me TET pass walo ki bharti ka jikr tha.
    tet walo ke pass kewal do hi solution hai
    1-ager 20 tak kuch nahi hota hai to
    ,dharna dekar sarkar per dabab banaya jaye
    2-ager koi case HC pahuch jaye tab usme koi naya samil nahi ho sakta,ager vigyapan dubara se aa raha hai to kewal unhi logo ke liye jinka mamla court me chal raha hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Nishant ji tum shangrash karo ham tumhare sath hai.
      Sabhi log 20 Oct. K dharne k liye b tayyar rho.

      Delete
  3. editor ji bura mat maniye.this is true.yadi apne site banyi hai to information bhi provide kariye tabhi to interest badega.

    ReplyDelete
  4. allahabad court me case number 4 start ho gaya hai

    ReplyDelete
  5. Kya yar Sabhi bharti bharti chilla rahe ho bharti tet 2012 ke bad hi aayega kyonki court sarkar ke anusar chal rahi hai.bekar me apna samay blog par barbad kar rahe ho.use time kyonki time wapas nahi ata.

    ReplyDelete
  6. kyon apna time blog par barbad kar rahe ho.bharti tet 2012 ke bad hi aayege.court bhi sarkar ke anusar chal rahi hai.

    ReplyDelete
  7. Mahesh ji kuch court ki update dijiye ...plz

    ReplyDelete
  8. allahabad mai start ho chuka hai

    ReplyDelete
  9. Rajpal singh ji
    update date rahiye plz

    ReplyDelete
  10. court main kya chal raha hai

    ReplyDelete
  11. mata rani aaj hum logo ka intjaar khatam ho jai

    ReplyDelete
  12. bechaini bad rahi hai . hearing 10 minute se chal rahi h online show ho raha hai

    ReplyDelete
  13. kya hua koi update to do ya court mein neend aa gayi dosto...

    ReplyDelete
  14. court hamare paksh mein faisla de raha hai ya nai agar nai to tayaar rahein hinsatmat pirdarshan k liye...

    ReplyDelete
  15. arvind bgai . court me kya hua.

    ReplyDelete
  16. Blog Editor Ji,
    Pls batayie ki court me kya chal raha hai, lko & allbd dono court me.
    pls sir, aur kal ki diet Principal ki meeting me kya hua. uski bhi koi news nhi h, sir pls news update kijiye

    ReplyDelete
  17. Vigyapan ka adesh de dia court ne .btc ,tet.bed ka combind vigyapan ka adesh dia gya hai

    ReplyDelete
  18. anshu singh ji plz puri jaankari update karein plz

    ReplyDelete
  19. blog editor ji aap kaha hai sir

    ReplyDelete
  20. BLOG editor ji blog banake chod diya is per news update to karo...

    ReplyDelete
  21. kya apna case is samay chal raha he & isme kya ho raha he?

    ReplyDelete
  22. apna case khatam ho gaya bhai, case ki detail bhai aap log kal paper me pad h lijiyega, kisi ki bhi galat khabar par vishwas na kare, believe what is in printed media only

    ReplyDelete
  23. Anjani Dubey G, Plz poit ko clear karke batayein.

    ReplyDelete
  24. breaking news-high court ne diya vigyapan
    nikalne ka aadesh,court ne
    btc,tet,b.ed ka sanyunkt
    vigyapan nikalne ko kaha
    source india news

    ReplyDelete
  25. breking news-high court ne diya vigyapan
    nikalne ka aadesh,court ne
    btc,tet,b.ed ka sanyunkt
    vigyapan nikalne ko kaha
    source india news

    ReplyDelete
  26. breaking news-high court ne diya vigyapan
    nikalne ka aadesh,court ne
    btc,tet,b.ed ka sanyunkt
    vigyapan nikalne ko kaha
    source india news

    ReplyDelete
  27. gyan prakash singh ji age ki news batao ye news hamein phele mil chuki hai... plz

    ReplyDelete
  28. Blog editor ji agar aapk pass aaj ki lucknow hearing se related koi news ho to plz share kare...Neeraj

    ReplyDelete
  29. yaar aj court me kya hua, yadi ye apko pata ho to batao?

    ReplyDelete
  30. Tondan ne gov.ko 2 din m add nikalne ka nirdesh diya h. Next date of hearing .,.18 oct.

    ReplyDelete
  31. Blog Editor ji aap ko koi khabar mili ho to please tell me

    ReplyDelete
  32. Are koi ye to btao court ne Base ko lekar kya kha... Kuch final huaa ?

    ReplyDelete
  33. Gudank base per bharti krne ka aadesh diya court ne

    ReplyDelete
  34. bhaiyo kya aap log sahi news de rahe hain ya kal ki tarah bhawnao se khel rahe hai.....

    ReplyDelete
  35. PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR JI)
    aap kuchh latest news publish q nahi karte ho.
    Kya sunwai hui court mai kuchh to batao?
    Ya ye blog Afwa felane walo k bharose chhod rakha h.

    ReplyDelete
  36. gyan prakash ji koi sahi detail do

    ReplyDelete
  37. agr kisi ko sahi news milti h to pliz 9770371084 pr msg kare

    ReplyDelete

आपके शब्द आपकी सभ्यता का प्रतीक हैं|
शब्दों का प्रयोग आपके व्यक्तित्व का परिचय है ।
अभद्र भाषा के प्रयोग पर आपकी प्रतिक्रियाओ को बाधित किया जा सकता है ।