CAUSE LIST - ALLAHABAD HIGH COURT - LUCKNOW BENCH
CASE NO - 5135-2012 ARVIND KUMAR
COURT NO - 6
POSITION- 79th
TO VIEW ONLINE
CLICK HERE
CASE NO - 5135-2012 ARVIND KUMAR
COURT NO - 6
POSITION- 79th
TO VIEW ONLINE
CLICK HERE
79. SERS 5135-2012 ARVIND KUMAR SINGH & GANGA SINGH
-50 ORS.
BY COURT ORDER Vs.STATE OF U.P. THROUG C.S.C.
-H CHIEF
AT : 02:00 P.M.
COURT NO. 6
HON'BLE MR. JUSTICE SHABIHUL HASNAIN
आज शायद हमारे केस का न॰ ही नही आयेगा
ReplyDeleteB +
Deletesb theek hoga
good morning frends
ReplyDeleteSabhi tet2011 wale jinka gudannk gen-68, obc-66, sc-62 kam hai,unke liye ab waqt sarkar per bhroosa kar ke date ka intzar karne ka nahi hai,ab ager naukari leni hai to jagne ka hai.
ReplyDeleteager sasnadesh 18 tak nahi hota hai ya vigyapan 20 tak nahi aata hai phir vigyapan tet2012 ke hi bad ayega.
wo din door nahi 1-2 date ke bad sarkar kah degi ki abhi traning ke liye jagah nahi , abhi hum 2-3 mahinee tak bharti nahi kar sakte.
abhi SP ke hue YUVJAN SAMMELAN me
SP ke manifest me abhi tak ki uplabhdi ke roop me SIKSHAMITRO KI TRANING,1427 LT KI bharti thi ,aur
MISSION 2013 me MARCH ,APRIL me TET pass walo ki bharti ka jikr tha.
tet walo ke pass kewal do hi solution hai
1-ager 20 tak kuch nahi hota hai to
,dharna dekar sarkar per dabab banaya jaye
2-ager koi case HC pahuch jaye tab usme koi naya samil nahi ho sakta,ager vigyapan dubara se aa raha hai to kewal unhi logo ke liye jinka mamla court me chal raha hai
Nishant ji tum shangrash karo ham tumhare sath hai.
DeleteSabhi log 20 Oct. K dharne k liye b tayyar rho.
editor ji bura mat maniye.this is true.yadi apne site banyi hai to information bhi provide kariye tabhi to interest badega.
ReplyDeleteallahabad court me case number 4 start ho gaya hai
ReplyDeletecsae no 4 start ho gaya hai
ReplyDeleteKya yar Sabhi bharti bharti chilla rahe ho bharti tet 2012 ke bad hi aayega kyonki court sarkar ke anusar chal rahi hai.bekar me apna samay blog par barbad kar rahe ho.use time kyonki time wapas nahi ata.
ReplyDeleteHearing running
ReplyDeletekyon apna time blog par barbad kar rahe ho.bharti tet 2012 ke bad hi aayege.court bhi sarkar ke anusar chal rahi hai.
ReplyDeleteok
ReplyDeleteaccha decision aa jaye
ReplyDeleteMahesh ji kuch court ki update dijiye ...plz
ReplyDeleteallahabad mai start ho chuka hai
ReplyDeleteRajpal singh ji
ReplyDeleteupdate date rahiye plz
court main kya chal raha hai
ReplyDeletemata rani aaj hum logo ka intjaar khatam ho jai
ReplyDeletekoi to kuch bataye bhai
ReplyDeletekoi court m h kya
ReplyDeletebechaini bad rahi hai . hearing 10 minute se chal rahi h online show ho raha hai
ReplyDeletekya hua koi update to do ya court mein neend aa gayi dosto...
ReplyDeletecourt hamare paksh mein faisla de raha hai ya nai agar nai to tayaar rahein hinsatmat pirdarshan k liye...
ReplyDeletearvind bgai . court me kya hua.
ReplyDeleteBlog Editor Ji,
ReplyDeletePls batayie ki court me kya chal raha hai, lko & allbd dono court me.
pls sir, aur kal ki diet Principal ki meeting me kya hua. uski bhi koi news nhi h, sir pls news update kijiye
Vigyapan ka adesh de dia court ne .btc ,tet.bed ka combind vigyapan ka adesh dia gya hai
ReplyDeleteSource india news
ReplyDeleteanshu singh ji plz puri jaankari update karein plz
ReplyDeleteblog editor ji aap kaha hai sir
ReplyDeleteBLOG editor ji blog banake chod diya is per news update to karo...
ReplyDeletekya apna case is samay chal raha he & isme kya ho raha he?
ReplyDeleteapna case khatam ho gaya bhai, case ki detail bhai aap log kal paper me pad h lijiyega, kisi ki bhi galat khabar par vishwas na kare, believe what is in printed media only
ReplyDeleteAnjani Dubey G, Plz poit ko clear karke batayein.
ReplyDeletebreaking news-high court ne diya vigyapan
ReplyDeletenikalne ka aadesh,court ne
btc,tet,b.ed ka sanyunkt
vigyapan nikalne ko kaha
source india news
breking news-high court ne diya vigyapan
ReplyDeletenikalne ka aadesh,court ne
btc,tet,b.ed ka sanyunkt
vigyapan nikalne ko kaha
source india news
breaking news-high court ne diya vigyapan
ReplyDeletenikalne ka aadesh,court ne
btc,tet,b.ed ka sanyunkt
vigyapan nikalne ko kaha
source india news
gyan prakash singh ji age ki news batao ye news hamein phele mil chuki hai... plz
ReplyDeleteBlog editor ji agar aapk pass aaj ki lucknow hearing se related koi news ho to plz share kare...Neeraj
ReplyDeleteyaar aj court me kya hua, yadi ye apko pata ho to batao?
ReplyDeleteTondan ne gov.ko 2 din m add nikalne ka nirdesh diya h. Next date of hearing .,.18 oct.
ReplyDeleteBlog Editor ji aap ko koi khabar mili ho to please tell me
ReplyDeleteAre koi ye to btao court ne Base ko lekar kya kha... Kuch final huaa ?
ReplyDeleteGudank base per bharti krne ka aadesh diya court ne
ReplyDeleteVery good
ReplyDeletebhaiyo kya aap log sahi news de rahe hain ya kal ki tarah bhawnao se khel rahe hai.....
ReplyDeletePRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR JI)
ReplyDeleteaap kuchh latest news publish q nahi karte ho.
Kya sunwai hui court mai kuchh to batao?
Ya ye blog Afwa felane walo k bharose chhod rakha h.
kuch to detail do
ReplyDeletegyan prakash ji koi sahi detail do
ReplyDeleteagr kisi ko sahi news milti h to pliz 9770371084 pr msg kare
ReplyDelete