Pages

Wednesday, 9 January 2013

UPTET - NEXT HEARING DATE - 11-JAN-2013

UPTET - ALLAHABAD HIGH COURT - NEXT HEARING DATE - 11-JAN-2013


BY BLOG VIEWERS

3 comments:

  1. Aasha karta hu ki thande dimag se
    padhenge. Ek bar me kuchh baaten
    clear n ho to kripayaa dusri bar
    padh len. Fir apne valuable cmnts
    dena bilkul n bhoolen. Thanx a lot
    in advance.
    .
    .
    Nyaymoorti Tandan ji karwana kya
    chahte hain?
    .
    Govt new advt se kitna paisa kma
    chuki, yah bhi poochh liya. Pahle
    humse kitna kmaya tha, wo bhi
    poochh liya. Zaahir hai, new se kmai
    zyada hui hai. Humare old advt wale
    forms khud bhi swikar kar liye hain
    aur govt se bhi karwa k rahenge.
    Base ki baat fir wehi dhak k teen
    paat. Lekin humare old advt k forms
    maan liye gye to base bhi wehi hoga
    jaisa ki shuru se ab tak aasha hai.
    .
    Lekin baat aati hai, bharti ya
    training ki. Ye to hume bharti laayak
    nhi pahle sirf training laayak maan
    rhe hain. Qki inhone humare padon
    ko ncte aur 1981 ki niymawali k
    anusar traini ke pad mana hai,
    appointy ke nahi.
    .
    To iss bharti ka naam badalkar
    kuchh aur rakhna chahte hain kya?
    .
    Ye 1981 ka hwala dekar kya kahna
    chahte hain?
    .
    Usme to B.T.C. walo ko yearwise
    bhi liya jata tha to kya ab ye pahle
    TET clear karne walo ko usi tarah
    lena chah rhe hain aur isi kaaran ye
    pahle hum 72,825 ko training poora
    karwayenge (waise vigyaapan k
    anusar pahle training to honi hi hai)
    fir bharti qki hum B.Ed. wale hain
    B.T.C. wale nhi. Isiliye pahle to
    humari 72,825 ki hi training honi
    hai qki humne hi to pahle T.E.T.
    clear kiya hai. Uske baad jab bhi
    bharti karenge to hum hi wo pahle
    honge jo TET qualified honge jo aane
    wali bhartiyon me sabse pahle apna
    sthan pakkaa kar chukenge.
    .
    Lekin
    .
    Kya govt fir se 72,825 ki bharti ka
    advt nikalegi?
    .
    Govt k pas humari bharti k liye
    March tak ka samay hai.
    .
    Yah kaise hoga?
    .
    Aakhir traing bhi to 72,825 ki hi
    honi hai aur teachers ki bharti bhi
    itne hi padon par to kya kewal itne
    hi trained abhyarthiyon se hi itni hi
    sankhya k liye aavedan maange
    jaayenge?
    .
    Respected Tandan ji aakhir itni bdi
    gutthi ko kaise suljhayenge?

    ReplyDelete
  2. UP-PRT MEIN ASAMNTAE!
    1-UP BOARD AUR CBSE BOARD KE MARKS MEIN
    2-UP BOARD RESULTS YEARWISE MARKS MEIN
    3-OTHER UNIVERSITY AUR SAMPURNANAND GARDUATION RESULTS MARK MEIN
    4-ALAG-ALAG UNIVERSITY MEIN B.ED. KE PRACTICAL MM ALAG-ALAG
    5-PRT APPLICANT JISKI AGE 21 AUR 40 HAI UNKE TOTAL GUNANK MARKS ?
    yadi kuchh samantae hai to wah hai TET MARKS jisko na to govt. Dekh rahi hai na hi court SOCHIYE? AUR SAHI RASTA NIKALIYE
    HEMANT KUMAR GUPTA
    MAHRJGANJ JAUNPUR
    Mb. No.9792223292

    ReplyDelete
  3. tandan jee strawar bharti karna chah rhe hai kya?

    ReplyDelete

आपके शब्द आपकी सभ्यता का प्रतीक हैं|
शब्दों का प्रयोग आपके व्यक्तित्व का परिचय है ।
अभद्र भाषा के प्रयोग पर आपकी प्रतिक्रियाओ को बाधित किया जा सकता है ।