Aasha karta hu ki thande dimag se padhenge. Ek bar me kuchh baaten clear n ho to kripayaa dusri bar padh len. Fir apne valuable cmnts dena bilkul n bhoolen. Thanx a lot in advance. . . Nyaymoorti Tandan ji karwana kya chahte hain? . Govt new advt se kitna paisa kma chuki, yah bhi poochh liya. Pahle humse kitna kmaya tha, wo bhi poochh liya. Zaahir hai, new se kmai zyada hui hai. Humare old advt wale forms khud bhi swikar kar liye hain aur govt se bhi karwa k rahenge. Base ki baat fir wehi dhak k teen paat. Lekin humare old advt k forms maan liye gye to base bhi wehi hoga jaisa ki shuru se ab tak aasha hai. . Lekin baat aati hai, bharti ya training ki. Ye to hume bharti laayak nhi pahle sirf training laayak maan rhe hain. Qki inhone humare padon ko ncte aur 1981 ki niymawali k anusar traini ke pad mana hai, appointy ke nahi. . To iss bharti ka naam badalkar kuchh aur rakhna chahte hain kya? . Ye 1981 ka hwala dekar kya kahna chahte hain? . Usme to B.T.C. walo ko yearwise bhi liya jata tha to kya ab ye pahle TET clear karne walo ko usi tarah lena chah rhe hain aur isi kaaran ye pahle hum 72,825 ko training poora karwayenge (waise vigyaapan k anusar pahle training to honi hi hai) fir bharti qki hum B.Ed. wale hain B.T.C. wale nhi. Isiliye pahle to humari 72,825 ki hi training honi hai qki humne hi to pahle T.E.T. clear kiya hai. Uske baad jab bhi bharti karenge to hum hi wo pahle honge jo TET qualified honge jo aane wali bhartiyon me sabse pahle apna sthan pakkaa kar chukenge. . Lekin . Kya govt fir se 72,825 ki bharti ka advt nikalegi? . Govt k pas humari bharti k liye March tak ka samay hai. . Yah kaise hoga? . Aakhir traing bhi to 72,825 ki hi honi hai aur teachers ki bharti bhi itne hi padon par to kya kewal itne hi trained abhyarthiyon se hi itni hi sankhya k liye aavedan maange jaayenge? . Respected Tandan ji aakhir itni bdi gutthi ko kaise suljhayenge?
UP-PRT MEIN ASAMNTAE! 1-UP BOARD AUR CBSE BOARD KE MARKS MEIN 2-UP BOARD RESULTS YEARWISE MARKS MEIN 3-OTHER UNIVERSITY AUR SAMPURNANAND GARDUATION RESULTS MARK MEIN 4-ALAG-ALAG UNIVERSITY MEIN B.ED. KE PRACTICAL MM ALAG-ALAG 5-PRT APPLICANT JISKI AGE 21 AUR 40 HAI UNKE TOTAL GUNANK MARKS ? yadi kuchh samantae hai to wah hai TET MARKS jisko na to govt. Dekh rahi hai na hi court SOCHIYE? AUR SAHI RASTA NIKALIYE HEMANT KUMAR GUPTA MAHRJGANJ JAUNPUR Mb. No.9792223292
3 comments:
Aasha karta hu ki thande dimag se
padhenge. Ek bar me kuchh baaten
clear n ho to kripayaa dusri bar
padh len. Fir apne valuable cmnts
dena bilkul n bhoolen. Thanx a lot
in advance.
.
.
Nyaymoorti Tandan ji karwana kya
chahte hain?
.
Govt new advt se kitna paisa kma
chuki, yah bhi poochh liya. Pahle
humse kitna kmaya tha, wo bhi
poochh liya. Zaahir hai, new se kmai
zyada hui hai. Humare old advt wale
forms khud bhi swikar kar liye hain
aur govt se bhi karwa k rahenge.
Base ki baat fir wehi dhak k teen
paat. Lekin humare old advt k forms
maan liye gye to base bhi wehi hoga
jaisa ki shuru se ab tak aasha hai.
.
Lekin baat aati hai, bharti ya
training ki. Ye to hume bharti laayak
nhi pahle sirf training laayak maan
rhe hain. Qki inhone humare padon
ko ncte aur 1981 ki niymawali k
anusar traini ke pad mana hai,
appointy ke nahi.
.
To iss bharti ka naam badalkar
kuchh aur rakhna chahte hain kya?
.
Ye 1981 ka hwala dekar kya kahna
chahte hain?
.
Usme to B.T.C. walo ko yearwise
bhi liya jata tha to kya ab ye pahle
TET clear karne walo ko usi tarah
lena chah rhe hain aur isi kaaran ye
pahle hum 72,825 ko training poora
karwayenge (waise vigyaapan k
anusar pahle training to honi hi hai)
fir bharti qki hum B.Ed. wale hain
B.T.C. wale nhi. Isiliye pahle to
humari 72,825 ki hi training honi
hai qki humne hi to pahle T.E.T.
clear kiya hai. Uske baad jab bhi
bharti karenge to hum hi wo pahle
honge jo TET qualified honge jo aane
wali bhartiyon me sabse pahle apna
sthan pakkaa kar chukenge.
.
Lekin
.
Kya govt fir se 72,825 ki bharti ka
advt nikalegi?
.
Govt k pas humari bharti k liye
March tak ka samay hai.
.
Yah kaise hoga?
.
Aakhir traing bhi to 72,825 ki hi
honi hai aur teachers ki bharti bhi
itne hi padon par to kya kewal itne
hi trained abhyarthiyon se hi itni hi
sankhya k liye aavedan maange
jaayenge?
.
Respected Tandan ji aakhir itni bdi
gutthi ko kaise suljhayenge?
UP-PRT MEIN ASAMNTAE!
1-UP BOARD AUR CBSE BOARD KE MARKS MEIN
2-UP BOARD RESULTS YEARWISE MARKS MEIN
3-OTHER UNIVERSITY AUR SAMPURNANAND GARDUATION RESULTS MARK MEIN
4-ALAG-ALAG UNIVERSITY MEIN B.ED. KE PRACTICAL MM ALAG-ALAG
5-PRT APPLICANT JISKI AGE 21 AUR 40 HAI UNKE TOTAL GUNANK MARKS ?
yadi kuchh samantae hai to wah hai TET MARKS jisko na to govt. Dekh rahi hai na hi court SOCHIYE? AUR SAHI RASTA NIKALIYE
HEMANT KUMAR GUPTA
MAHRJGANJ JAUNPUR
Mb. No.9792223292
tandan jee strawar bharti karna chah rhe hai kya?
Post a Comment