UPTET - NEXT DATE OF HEARING IN ALLAHABAD HIGH COURT (LUCKNOW BENCH)- 7-11-2012
Case Status - Lucknow Bench
Pending | |
Service Single : 5135 of 2012 [Lucknow] | |
Petitioner: | ARVIND KUMAR SINGH & 50 ORS. |
Respondent: | STATE OF U.P. THROUGH CHIEF SECY. VIDHAN BHAWAN LKO. & ORS. |
Counsel (Pet.): | GANGA SINGH |
Counsel (Res.): | C.S.C. |
Category: | Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Miscellaneous |
Date of Filing: | 22/09/2012 |
To Be Listed on: | 07/11/2012 in Court No. 6 |
This
is not an authentic/certified copy of the information regarding status
of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter
VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be
brought to the notice of OSD (Computer).
34 comments:
Dhayan dene wali bat u.p. Main sirf teacher becancy par rok nahi har depart main rok hai
ex- upp constable, up s.i., lekhpal, kanon go,sinchai bibhag, and other.
Court ki jankari dena ka is matter me ab koi matlab nhi hai, quki court neutral hai. Court= 0.
Nirash hone ki jrurat nahi hai, bharti to hogi chahe chunav k labh k liye hi ho, aur dec na sahi jan me hi sahi bharti ka adv to ayega hi.
Lagata hai Jitane Teacher Ki Bharti Karni hai yah Sarkar utani bar niyam hi badalati rah jayegi.Roj Ek Naya niyam. TET chada Rajneeti Ki Bhet Bhaiya.
mitron age kitani h.......21 ya 18 agar 21 to fir ho gaya bhartee muskil me pad jayegi.........itani asani se ni ho ayegi.ye sarkar jo apane man ka kr rhi h na wo galat h usane 21 year age karake sahi ni kiya ladake ni manenge.........
hiu
fghjhf
prt bharti ke liya pressure banye rakhna chayea nahi to ye govt 2,4,6 maheene karke yakeen maniya 2014 tak le jayege
DOSTO NAMASKAAR
dosto ye baat to bilkul saaf ho gayi hai ki bharti pirkirya mein abhi kam se kam 3-4 mahine ka time lag jayega aur tab tak march 2013 aa jayega aur lok sabha chunav ka fayda lene k liye sarkaar bharti karegi paruntoo sarkaar k baar baar time mangna kahein tak jayage hai ye paitra sirf bharti rukwane aur latkane ka tarika hai koi sambhidhan to banwa nahi rahe hai jo itna time lag rahe hai ncte ne manyta de di hai to baar baar kavinate meeting bulaana kyo pad raha hai kavinate bhi to apki hai jaisa aap karenge us faisle ko koi badal nahi sakta hai to ye naya draam kyoin chor ki daadi mein tinka bharti hamaari aur fayda sp sarkaar ka sale sab apna dekhte hai ye log ye nahi samjh te hai ki aap log accha work karoge to janta aapko fir se mouka degi aur aap unki akanshoin per khare nahi utarte ho to wo aapko upper se niche gira bhi sakti hai sab k sab neta ameer banne ka sort cutt dekhte hai aur apni rajneeti chamka te rahete hai nikaame neta...
Bhai aap chahte kia h sab par rok lagi rahe
govt niyamawali sansodhan q kar rahi hai siksha samwarti suchi mai aata hai jispar kendra wa rajya dono niyam bana sakte hai .ncte guideline ke anusar chayan ke bad training honi chahiye aisa prawadhan purane vigyapan mai bhi tha wa niyamanusar(according to central law by ncte ) tha ye bat court mai bhi rakhi gayi hai .finally bharti old process (tet merit )se hogi govt bus time pass kar rahi hai .bhaiyon wait karo jo hoga legal hoga chahe h c se ya s c se .
bhai log kuch latest nahi mil raha hai. Kya chaudhary je ne sabko niruttar kar diya.Gd Evening
Hi
Ks
U r right sir
Blog editer ji mere coment publise kyo nahi ho rahe hain?
Sir ye blog khali kyo pada hai?
Good night
Kya koi naya blog bana liya hai . Plese reply.....
OK GOOD NIGHT FRNDS
HAVE A GOOOOOOOOOOOOOD NIGHT
6 NOV KO HI CLEAR HOGA I AB TETIANS KA KYA HOGA
GOOD DAYS
Y
BAD DAYS
SO LET SEE AGAIN,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
K.G. YADAV
jam
iss govt ko bharti ki koi jaldi nahi hai ye to bus andolan ko thanda karna chahti hai iss leye meeting li nautanki karti hai,or iss bar to essa thanda kiya ki ab koi blog par hi nahi aa raha hai
DOSTO,
IS GUNANK SYSTEM ME JAB TAK TET K MARKS BHI ADD NAHIN HOTE YE SYSTEM BEKAR HAI BECAUSE 1. TET KA IMPORTANCE BANA RAHEGA 2. YOGYA PERSON HI TEACHER BANEGE TAMAM BOARDS AUR NUMBERS KI VISANGATIYAN KAM HONGIN 3. MERIT SE BAHAR HONE WALE CANDIDAT K LIYE AAGE SAMBHAWNA BANI RAHEGI.
साथियो अब जो नियम बने है उसमे सीधा second div.को फायदा हुआ है कारण बी एड दोनो मे जिनका first था उनको सीधे तीन से छह अंको का नुकसान हुआ और जिनका एक मे फर्स्ट और दुसरे मे सेकेण्ड है उन्हे न कोई घाटा और न कोई फायदा हुआ पर अब जाके सरकार ने टेट पर फुल एन्ड फाईनल फैसला करके सभी टीटियन के चेहरे पर रौनक ला दी पता चला gov.नियमावली मे सँसोधन करके ही विज्ञापन निकालेगी ताकि कोई इसे चेलेन्ज न कर सके खैर मेरे 5 अँक कम हो गये है लेकिन भर्ती प्रक्रिया जल्द से जल्द शुरु हो ईस आशा के साथ जय टेट
http://uptetnews.wapka.mobi
GOOD MORNING .
Mr.Prabhat sir & torab ahmad sir & all my dear frnds
and have a nice day.
ye sarkar gir ke hi rahegi
Akhilesh yadav ne laknw khand peeth hc ko diye 100 carod rs : amarujala alla 1 page
good morning friends .blog editor g please wake up and update todays news .
Bharti old add se hogi it's clear.
muze lagta hai ki tet merit,flat merit,gunak,bed 24ank,b,ed30%,age21,18,age35,40 ye saab ladai chod ke hume bharti ke leye ladai ladani chaheya iss se hum sangathit ho jange or apne baat ko thik se rakh sakenge
5 /11/2012
|MAHAANDOLAN HME| |HMARA HAK LENA H.| -----------------------
5 nov ko lckw maha andolan hoga.ap sabhi se request h ki jyada se jayda sankhya me aye./amroha,rampur,bijnor,moradabad wale contect me:-9639508882
gen ph cat. Sci. Group>60.76 NEW GUNAK
DOSTO,
IS GUNANK SYSTEM ME JAB TAK TET K MARKS BHI ADD NAHIN HOTE YE SYSTEM BEKAR HAI BECAUSE 1. TET KA IMPORTANCE BANA RAHEGA 2. YOGYA PERSON HI TEACHER BANEGE TAMAM BOARDS AUR NUMBERS KI VISANGATIYAN KAM HONGIN 3. MERIT SE BAHAR HONE WALE CANDIDAT K LIYE AAGE SAMBHAWNA BANI RAHEGI.
ye kutto ki sarkar hai...kutto ko bhokne ki adat h ...aur thuk-kar chatne ali hai.
chinee bhai aap ne bilkul theek kaha iss se jyada thuk kar chatme walli sarkar humne nahi dekhi
Post a Comment