BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Tuesday 8 January 2013

UPTET - शिक्षक भर्ती में कला-विज्ञान कोटे को अलग-अलग रखने की मांग खारिज

Court No. - 30

Case :- WRIT - A No. - 68599 of 2012

Petitioner :- Rajesh Kumar Yadav And Another
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Vinod Sinha,Manoj Kumar Dwivedi
Respondent Counsel :- C.S.C.,Mrigraj Singh

Hon'ble V.K. Shukla,J.
Petitioners have approached this Court for issuing writ in the nature of certiorari quashing the Paragraph No. 10 (2) of the Government Order dated 05.12.2012 which treats all the post of Prasikshu Shikshak into one category (Annexure No. 6 to the writ petition).
Petitioners submit that while proceeding to make selection on the post of Prasikshu Shikshak classification ought to have been made by dividing Prasikshu Shikshak in two categories i.e. in the category of Arts and in the category of Science to the extent of 50% each. Petitioners have submitted division of posts in Arts and Science category are relevant and there has been classification in the said direction and in view of this by treating all the posts as one, without any division of the posts into Arts and Science category the advertisement in question is bad.
In pith and substance petitioners are questioning the validity of the policy decision, which has been so taken by the State Government under Government Order dated 5th December, 2012 wherein the State Government in its wisdom has not chosen to classify and divide the posts in Arts and Science category and to the contrary has proceeded to invite applications from all those candidates, who have passed the B.Ed. examination and has further passed the TET examination.�
Once the State Government in its wisdom has chosen not to make any classification based on Arts category and Science category and has proceeded to make selection appointment on the post of Prasikshu Shikshak by treating them into once category, then this Court cannot come to rescue or reprieve of the petitioners, once same is in the realm of policy decision.
Consequently, writ petition is dismissed.
Order Date :- 3.1.2013
Shekhar




Source - Hindustan
8-1-2013

12 comments:

UMADEV said...

tet supporter paresaan mat ho humari jeet sunischit hai hamara case supreme court me pahuch chuka hai. Aur ek rp goyal advocate k madhayam se pil bhi sc me lag gayi hai jiska base rajsthaan k double bench ka order hai. Order me kaha gaya hai exam se pahle jo rule bane the bharti bhi usi base me hogi. To humari bharti bhi tet merit se hogi. Don't worry be happy yaar chinta gunak wale kare jay tet merit.
umahankar
9058749811
moradabad

UMADEV said...

, SLP aamtaur par tab hoti hai jab nichli adalat me chal rahe mamle ke kisi paksh ko lagta hai ki HC dwara kuchh cheejo ko andekha kiya gaya hai ya galat kiya gaya hai jis se uske hito par galat prabhav pad raha hai aur aise mamle ke ek ya anek binduo ko SC ke vichararth pesh kar na sirf sambandhit bindu par twarit rahat ki wah mang karta hai, sath hi SC se yah bhi prarthna karta hai ki SLP me ullikhit binduo ke sambandh me jo uchit samjhe, adesh de. Is kaaran se SLP ke mamle me SC dwara diye jane wale adesh ka dayra ek line ke direction ya koi adesh dene se lekar kuchh binduo ka nirnay tak kar dene tak vyapak ho jata hai. Waise bhi SC kee adhikar-kshetra ki vyakhya aur uski vyapakta ka anuman lagana asan nahi hai. Hamare mamle me to ek direction hi HC ke liye bahut hoga aur agar jyada kuchh mil gaya to kahna hi kya?

UMADEV said...

Tandon ji ke bare me prediction karna, kam se kam main to khud ko is kabil nahi samajhta. Koi bada dhamaka bhi ho sakta hai ya hamesha ki tarah fir se ek gol-mol adesh ka jhunjhuna thamaya ja sakta hai jise hum agli tareekh tak bajate rahe aur Govt manmarji se process chalati rahe. Aadharheen prediction main nahi kar sakta. Aur SC me apna matter Ratnesh bhai ke nam se dakhil SPL me hai,

UMADEV said...

is yachika me wo sab hai jiske liye hamari ladaai chal rahi hai, TET-merit se chayan, Over-age ka mudda, naye vigyapan ke jariye naye avedankarta judne se pahle ke mukable badhi hui pratispardha, Sarkar ki manmani, Tandon ji ka ajeeb ravaiya, nyay pane aur riktiya bharne me ho rahi deri, sabkuchh shamil hai. abhi ye batana bahut hai, bus prarthna karta hu ki yah prayas parwan chadhe aur safal ho.

Unknown said...

TET MERIT SUPORTERS 22 JAN KO APNI AUKAT JAAN JAYENGE

Anonymous said...

old bharti to cencell ho chuki hai or new bharti cour ka anusar shri tondon ji ko dikhane ke bad ahye hai yee bharti to hokar rahegee.

umadev logo fees ke name per paise mat dhagoo.
bharti to hoo chukhi hai wo bhi acd marit per bas ab to resut anna hai

Anonymous said...

acd see hi barti hogi

Anonymous said...

court ne 23 january ki new date di hai.

Umesh Verma, Azamgarh said...
This comment has been removed by the author.
UMADEV said...

HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
Court View - High Court of Judicature at Allahabad
CASE HEARING DATE-09/01/2013
TIME-AT 10.00 A.M. COURT NO.-38
CASE HEARING NO.11 JUDGE-HON'BLE MR. JUSTICE ARUN TANDON HON'BLE MR. JUSTICE RAMESH SINHA
WRIT NO. AND PETITIONER-39674/2012 AKHILESH TRIPATHI & OTHERS SIDDHARTH KHARE ASHOK KHARE Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C. A.K. YADAV WITH WRIA- 29/2012 SHIV PRAKASH KUSHWAHA S.K. MISHRA Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C. RAJESHWAR SINGH

Umesh Verma, Azamgarh said...
This comment has been removed by the author.
Umesh Verma, Azamgarh said...
This comment has been removed by the author.