BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Friday 5 October 2012

UPTET - NEW CASE FILLED BY PAWAN KUMAR TRIPATHI & 25 ORS.

UPTET - टीईटी - TET

UPTET - NEW CASE FILLED BY  
PAWAN KUMAR TRIPATHI & 25 ORS.IN ALLAHABAD HIGH COURT-  LUCKNOW BENCH 
REGARDING ADVERTISEMENT OF 72825 TEACHERS RECRUITMENT




23.SERS -5393/2012  PAWAN KUMAR TRIPATHI & 25 ORS.  RATNESH LAL
                       Vs. STATE OF U.P. THROUGH PRI-  C.S.C.
                       N. SECY. BASIC SHIKSHA LKO. & 
          District-LUCKNOW                                  D.O.F. 03/10/2012
          [ Appl. 88010/2012 => Application for Interim Relief ]

30 comments:

Unknown said...

misson 2014

Unknown said...

please mention full detail of rit

DILIP ALIGARH said...

agar govt 9 oct tak new vigyapan nahi nikalti hai to 10 oct ko ek vishal dharne ke liye taiyar rahna chaiye dharna sthal
vidhan sabha / highcourt
all bharti supporter

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
REENA YADAV said...

Dosto, jaisa ki mai blog par dekh rahi hu ki log soch rahe hai ki scert koi naya base banayegi. Lekin aisa nahi hai,up board aur cbse,icse ka antar kam karne ke liye hi gunak method banaya gaya hai. Keval aupcharikta ke liye hi scert se prastav manga gaya hai. Add 8 oct tak aa jayega.

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

Case ki full detail evening tak mil jayegi
thnx

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

you r right reena ji

DANGER PAPA said...

Mere nam ka galat estemal karke koun mughe blog par badnam kar rha hai(k.g. Yadav) esi nam ka estemal oun kar rha hai
blog editor ji clear kijye

Rishi uttam said...

Pawan kya chahta hai yah wahi jane mera manna hai ki jo log riet vigyapti ko lekar dal rahe hai wah kisi morogchikitsak se samprk kare mushe lagta ki yah sab manorogi hai.

Madhavi Gangwar said...

ab bharti ka koi chance nhi h dosto hamare kuch bhai log hi bharti nhi karana chahate isme sarkar ya court ka koi dosh nhi hai ab dalte raho writ or lelena noukri dhare me

Madhavi Gangwar said...

2004 btc me bhi aisa hi court ka chakkar pada tha writ baji ka or us batch ko aaj tak noukri nhi mili hai or ahi hal ab iss bharti ka hone bala hai pakkkkkaaaaaa

Unknown said...

Best of luck pawan kr. Tripathi.me tumhare sath hu aur sabhi tet merit suporter bhi har tarike se apke sath he.

Anonymous said...

writ kharij ho gai hai mohit ji

8909213544 said...

oye yahan koi tet merit supporter nahi h . yahan sab bharti supporter h.

8909213544 said...

i m satisfied with u madhav ji

jitendra said...

Bhut h Sarkar jb tet merit pe form nikala to Jena pdega : tet merit jindabad

Madhavi Gangwar said...

bharti ho bas

Unknown said...

bharti honi chahiye...at any rate..

Unknown said...

Madhav ji ap ne to kha tha ki 3oct tak vigyapan ajaega ap ke kisi dost ne bataya tha to kuch is bare me batae bharti supporter for any base

Unknown said...

Yaha per kuch log aise bhi hai jo tet fail hai jo tet2012 me apear honge yahi log rit dalkar bharti ruka rahe taki ye 2014 ke bad ho gov ko chahie ki janch karakar jo bharti rukwana chahte hai unhe jail me dal de

Unknown said...

Sabhi bharti supporter is blog se chale gae hai kya any persion is their

Anonymous said...

jay ho

Anonymous said...

jay ho

Shameem said...

Bharati ab latak gai hai.
2013 se pahale hogi lagata nahi hai.

Kyo ki jisaka bhi mane hota hai court chala jata hai.

Anonymous said...

bharti sirf tet merit se hogi nahi to kabhi nahi tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad

Anonymous said...

bharti sirf tet merit se hogi nahi to kabhi nahi tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad tet merit jindaad

Abhinav said...

FRIENDS..B.ED 2011-12 ke candidates jo tet paas kar certificate bhi le chuke hain.. kya vo bharti ke liye apply kar sakte hain..

Abhinav said...

FRIENDS..B.ED 2011-12 ke candidates jo tet paas kar certificate bhi le chuke hain.. kya vo bharti ke liye apply kar sakte hain..as now they hv got marksheets also

vipin said...

reena u r right because niyamawali me 15 sansodhan me saaf likha hai ki merit gunank se hi banagi.aur niyawali me change 6 month k bad hi ho sakta hai ..31 august k 6 month bad

Unknown said...

Deena nath ji koi bat nhi ek hi writ to kharij hui he.aur bhi writ padengi.tondon ko apna faisla to dene do.double bench me kam se kam 40 writ aur padengi aur supreme court me 10 writ.sarkar ko naya vigyapan to nikalne do asli maza to tab ayega.bharti to tet merit se hi hogi warna abhi nhi hogi.tet merit zindabad.