BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Saturday 29 September 2012

UPTET - अदालत में किया विरोध तो अब कैसे दें टीईटी से छूट

UPTET - टीईटी - TET

UPTET - अदालत में किया विरोध तो अब कैसे दें टीईटी से छूट
जागरण ब्यूरो, लखनऊ : विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षण उत्तीर्ण कर चुके अभ्यर्थियों को शिक्षकों की भर्ती में अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) से छूट देने के मामले में शासन को अपने पैर वापस खींचने पड़े हैं। शासन स्तर पर तय हो गया है कि विशिष्ट बीटीसी 2004, 2007 व 2008 के सामान्य व विशेष चयन के अभ्यर्थियों को शिक्षकों की भर्ती में टीईटी से छूट नहीं दी जा सकती हैवजह यह है कि टीईटी से छूट देने के संबंध में विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षुओं की ओर से हाई कोर्ट में दायर की गई याचिकाओं का बेसिक शिक्षा विभाग अदालत में प्रतिशपथपत्र देकर विरोध कर चुका है। परिषदीय स्कूलों में शिक्षकों की नियुक्ति के लिए शैक्षिक अर्हता बीटीसी है। शिक्षकों की कमी से निपटने के लिए राज्य सरकार ने राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) से 2004, 2007 व 2008 में विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षण की मंजूरी ली थी। विशिष्ट बीटीसी के तहत बीएड उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को छह महीने का प्रशिक्षण देकर उन्हें शिक्षक नियुक्त किया जाता रहा है। विशिष्ट बीटीसी के इन बैचों के कुछ अभ्यर्थियों को कुछ कमियों का हवाला देकर ट्रेनिंग से रोका गया था। बाद में कोर्ट के निर्देश से इनकी ट्रेनिंग पूरी कराई गई। अभ्यर्थियों की ट्रेनिंग पूरी होने पर यह कहकर नियुक्ति देने से मना कर दिया कि अब टीईटी उत्तीर्ण करना अनिवार्य है। सूबे में सत्ता परिवर्तन होने के बाद विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षुओं ने बेसिक शिक्षा मंत्री राम गोविंद चौधरी से गुहार लगाई थी कि उन्हें शिक्षकों की भर्ती में टीईटी से छूट दी जाए। तर्क यह दिया गया कि उन्हें छह महीने का प्रशिक्षण देकर शिक्षक नियुक्त करने संबंधी विज्ञापन 23 अगस्त 2010 को जारी एनसीटीई की अधिसूचना के पहले प्रकाशित कर दिए गए थेइसलिए 23 अगस्त 2010 को जारी अधिसूचना की धारा-5 के तहत उन्हें शिक्षकों की भर्ती में टीईटी से छूट दी जा सकती है। मंत्री की पहल पर विभाग ने इस मामले में विचार मंथन किया तो यह तथ्य सामने आया कि टीईटी से छूट देने की मांग को लेकर कुछ प्रशिक्षुओं ने हाई कोर्ट का दरवाजा खटखटाया था। कोर्ट में दायर प्रशिक्षुओं की याचिकाओं का बेसिक शिक्षा विभाग ने प्रतिशपथपत्र देकर विरोध किया था
Source - Jagran
29-9-2012
*************

It is a shocking news for sbtc 2004, 2007, 2008 candidates. Now they have to qualify tet. Without tet they will not be joined in primary schools.

FOR GUNANK MERIT  CLICK HERE

137 comments:

Unknown said...

Salo sote rho new news aa gayi hai. Kamino bharti chalu hone wali hai. Sdm kaha gaya.

Unknown said...

S d m ka accident ho gya. Aur wah cort cort chila rha hai. Source- Hindustan news

Unknown said...

Somesh mishra bharti start hone wali hai. Diwali manao achchhe se.

Unknown said...

T m k c salo.

K.G YADAV said...

Gunak 70= 270, 65= 260, 63=250, 60= 240 may be.....

Unknown said...

Bharti shuru hone vali h, hay bhgvan,allah,vahe guru, help sab thik ho

Unknown said...

Neetu apka gudank kitna hai.

Neha Yadav said...

muje mere upper prmry ke markshet kha se milegi,plz koi btaye plz...

Unknown said...

Neha ap kaha se belong karti hain.

Neha Yadav said...

rajeev ji m ghaziabad s hu..

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

EK BAT TUM SABKE SAMAJH ME NAHI AATI HAI

CM KE GHAR KE HO JO TUMKO PATA HAI BHARTI GUDANK PAR HOGI?

MUJHE BATAO KIS NEWS PAPER ME SUNIL KUMAR KA BAYAAN CHHAPA HAI.

KIS AKHBAR KI KHABAR SAHI MANOGE?

AMAR UJALA KI

YAD KARO, JAB TET PAR BAWAL HO RAHA THA DECEMBER 11 ME US WAQT UJALA 72825+80000 KO FILL KARWA RAHA THA

KAHA GAYE BAKI 80000?

AAJ BHARTI EK LAKH KI LIKHI HAE LEKIN AAGE "LAGBHAG" LAGA HAI

LAGBHAG MATLAB "UTNE HI,JITNO KI HONI HAI"


AB SUNO-

NEWS YE HAI KI KAL SHAM TAK 62 DIET PRINCIPLES KE LETTER MSP OFFICE PAHUCH CHUKE HAIN

BUS KAL TAK KA WAIT!

I HOPE KAL CM,EM,SS, KE SIGNETURE HO JAYENGE AUR SITE KA ORDER NIC KO MIL JAYEGA

AAP TAK NEWS PAHUCHTI RAHEGI LEKIN REQUEST BHI HAI AUR SUGGETION BHI HAI

NO COMMENTS ON GUDANK OR FLATE MERIT

AB AGAR KISI KO KOI PROBLEM HAI TO MERA NUMBER MENTION HAI UPAR.........

Unknown said...

prabhakar ji ap hi merit ke bare me kuch bataye

Unknown said...

sayad apko rampur me ajam khan ke bayan kebare me nahi pata isi liye ap esi bat kar rahe hai

Unknown said...

prabhakar ji jabab de mai apka wait kar raha hu

Unknown said...

ajam khan ne kaha tha ki bharti up board walo ko dhyan me rakhakar banegi

Unknown said...

is liye gunank hi banegi

Unknown said...

gunank is the best for up board candidates

Unknown said...

Gunank par bharti kabhi nahi ho sakti.only
flat merit

Neha Yadav said...

upper primary ki marksheet kha se milegi plz koi btye.i am from ghaziabad.

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

SAHAB EK BAAT UPTET JI KO

APKO PATA HAI AJAM KHAN KI REPOTATION SAPA ME?

AGAR GALAT BAYAANI NAHI HOTI TO 2 BAR NISHKASAN NAHI HOTA
3 BAR SAPA SE NIKALNE KI DHAMKI KA KOI TO ASAR HOTA

USKE 2004 KE KIYE WADE AAJ TAK POORE NAHI HUE TO AB KYA HONGE

DUSRI BAAT WO SIFR NETA HAI
EDUCATION MINISRER YA EDUCATION SECRETARY NAHI

BAKI AAP NETA KA ROLL POLITICS KI INDUSTRY ME ACCHE SE JANTE HAIN

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

SAHAB EK BAAT UPTET JI KO

APKO PATA HAI AJAM KHAN KI REPOTATION SAPA ME?

AGAR GALAT BAYAANI NAHI HOTI TO 2 BAR NISHKASAN NAHI HOTA
3 BAR SAPA SE NIKALNE KI DHAMKI KA KOI TO ASAR HOTA

USKE 2004 KE KIYE WADE AAJ TAK POORE NAHI HUE TO AB KYA HONGE

DUSRI BAAT WO SIFR NETA HAI
EDUCATION MINISRER YA EDUCATION SECRETARY NAHI

BAKI AAP NETA KA ROLL POLITICS KI INDUSTRY ME ACCHE SE JANTE HAIN

Unknown said...

Hineha ji

Unknown said...

Neha apkat gudank kitna hai

Unknown said...

Apke mandal se milegi

Unknown said...

Btc 2012 ke liye koi news hai kya

UPTET 2011 NEWS said...

Age ka kuch decide hua if anyone aware about thir matter but tell me if u' have solid concreate base. NO COMMENTS IF U ASSUME OR GUESS.

Unknown said...

apas me ladhai mat kro or jo bharti k khilaf aawaz utha raha h us se ladhai kro.

Unknown said...

pls koi mujhe ye bata sakta hai uttar pradesh rajrshi tandon open university se b ed kiye hue log valid hai ki nahi

ali said...

Dear Blog Editor/V.k. yadav ji,

ye to clear hai ki har candidate har jile me apply kar sakta hai,
par ye koi batayega ki kya shulk bhi alag alag dena hoga ya ek hi challan shulk se kam chal jayega.
Regards
Ali

Unknown said...

valid hAI SADHANA JI
DONT WORRY

Amit Kumar said...

hello friends...

Good Morning...

ABHAY SINGH SRINET @GORAKHPUR@ said...

Dosto GUDANK IS the best way for U.P.BOARD STUDENT... K.P.SINGH GORAKHPUR

Unknown said...

ashuji ye apko kaise pata

Amit Kumar said...

Doston...

Na jane kyon mujhe lag raha hai ki bhari toh Gunank Merit par hi hogi varna jo hota aaya hai usme koi change hi nahi hoga...

Ye toh wahi baat hogi jis jagah se chale the wapas usi jagah laut aaye...

Isliye flat merit sayad hi bane ab...

Most possible hai ki Gunank Merit hi bane ab...


Thanks!

Unknown said...

2008 ki vaccancy me rtou ko gov ne manya kiya tha

Unknown said...

amit ji processis:h.s+inter+grad+bed(theory)+bed(practical)

Amit Kumar said...

ashu ji,

hone ko kuch bhi ho sakta hai hamare U.P. me, lekin B.Ed. practical ke marks toh kisi bhi condition me nahi judne wale...

Unknown said...

practical ko final teaching kha gata hai.teaching kohi. submit nhi kiya gayega. imppossible

Unknown said...

ashuji shayad aap ko nahi pata ki 2008 me open university wale valid nahi the

mukesh1986 said...

koi clear kare ki tet ko wtge 10% diya gaya hi kya

rishi said...

Ab sabhi log sarkar per dabav banaye ki vigyapen main deri kyo ho rahi hai.ye tet 2012 walo ko bhi muka dena chahte hai.my mb.09415002153

rishi said...

Sarkar chahti hai ki tet 2012 ke baad acdmic se bharti karege.vigyapen main deri kyo?bhaiyo phale sahi vigyapen bher ke 2011 tet wale safe ho jao.pher koi kadam uttana.nahi to kuch haat nahi aayega.

Unknown said...

ha aisa hi lag raha h k sarkar tet2012 k bad bharti kre kyonki udhar tet2012 wale b apna sangthan bana rahe h k bharti tet2012 k baad ki jaye

Unknown said...

or unki ye mansha arvind jaise log puri karavaenge.

MANOJ MAU said...

koi bech ka rasta nikal kar bharti jaldi karni chahiye

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

open university se bed candidates ko maya sarkar ne 72825 recruitment me form fill karne ki anumati nhi di thi aur court(single bench) ne bhi un logo ko koi rahat nhi di thi par bad me double bench ne kewal form bharne ki anumati to de di par sath me yah bhi kah diya ki antim nirnay ke bad hi yah tay kiya jayega ki joining di jayegi ya nhi.
thnx

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
Case Status - Allahabad

Pending
Special Appeal : 2297 of 2011 [Allahabad]
Petitioner: KRISHNA KANT YADAV AND OTHERS
Respondent: STATE OF U.P. AND OTHERS
Counsel (Pet.): ABHISHEK SRIVASTAVA
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Special Appeals Special Appeals-Against Final Order Of Single Judge In Writ Petition
Date of Filing: 25/11/2011
Last Listed on: 15/05/2012 in CJ Court
Next Listing Date (Likely):


yah us case ki status report h

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

old case regarding correspondence
Chief Justice's Court
Case :- SPECIAL APPEAL No. - 2297 of 2011
Petitioner :- Krishna Kant Yadav And Others
Respondent :- State Of U.P. And Others
Petitioner Counsel :- Abhishek Srivastava
Respondent Counsel :- C.S.C.,Ajit Kr.Singh,R.A.Akhtar
Hon'ble Syed Rafat Alam,Chief Justice
Hon'ble Ran Vijai Singh,J.
Mr. R.A. Akhtar, learned counsel appearing for the NCTE submits
that he has received instructions from the NCTE pursuant to this
Court's order dated 01.12.2011. He further states that as per
instructions received, the candidates having done two years' B.Ed.
Course through correspondence, are also eligible to appear in the
TET Examination. However, he prays for and is granted 10 days'
time to file counter affidavit. The counter affidavit must be sworn
by the Member Secretary of the NCTE.
At this stage, Mr. Shashi Nandan, learned Senior Counsel
appearing for the appellants, submits that the last date for
submission of forms seeking appointment is 19.12.2011. He
further submits that the selection/appointment is to be made on the
basis of marks obtained in the TET Examination. He, therefore,
prays that in the meanwhile, the interest of the appellants may be
protected.
Looking to the facts of the case and the nature of the controversy
involved, it is provided that the appellants shall be permitted to
submit their forms provisionally, which would be subject to the
final result of this appeal.
Connect this appeal along with Special Appeal No.2296 of 2011
and list on 09.01.2012.
Copy of this order may be given to the learned counsel for the
parties by tomorrow, if possible.
Order Date :- 12.12.2011
RKK/-
(S.R. Alam, CJ)
(Ran Vijai Singh, J)


Unknown said...

tum log govt ki chal nahi samaj rehe ho hum log writ dal kar govt ka kam aasan ker rehe hai jese ki aaj ki news main hai ki sayad bed valo ki bharti tet 2012 ke bad ki jaygi reasion court main case ka chalna theek doosri bat agar tet2012 hua to 6 months gaye tab tak shiksha mitro ke 2 batch ready ho jayegi uske bad ncte ki choot khatam hone ko aajaygi phir agar lok sabha ke election hu to 6 month pehle acchar sahinta lag jayegi soocho bed valo phir kaha stand keroge

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

abhi tak ki news ke anusar Rs 500 ka ek hi chalan banega jisase sabhi distct me form online bhare ja sakenge
thnx

Unknown said...

hum logo ko chayiye ki bed vale sab ekjut hokar sirf aur sirf bharti ke suru kerne ka dabao govt ke upper banana chahiye naki bharti ke adhar ko leker apas main ladna bat ko samaj lo abhi samay hai varna hath malte reh jaoge samay nikal jayega

Unknown said...

ye log jo writ dal rehe hai enko find out kar ense bat kar enhe samjahna chahiye ki bhi logo esa karke kuch hasil nahi hoga agar mane to theek nahi to enke khilaf bhi writ dalni chahiye hum logo ko sirf bharti suru hone se matlab hona chhiye base ka kam chodo ye kam hamara nahi hai govt ka hai use kerne do waqt ki keemat ko pehchan lo esi main hum sab ki bhalai hai nahi to kisi ke hath kuch bhi nahi lagega pachtaoge.

Neha Yadav said...

blog editor ji please ek bat clear kr dijiye ki ye 8 octobr tk add kiska niklega.news m to aya h ki b.ed walo ka b niklega lkn blog pr kich log kh rhe ki kewal btc walo ke liye hi ayega.plz koi clear kre plz...

Rajpal Singh said...

kitne log form bharenge prt mai (eligible)

Rajpal Singh said...

kitne log form bharenge prt mai (eligible) please koi bataiye

Unknown said...

YARO LATEST REPORT KYA HAI. SABSE BDA SARDARD HAI YE WRIT DALNE WALE. NA KHELENGE NA KHELNE DENGE.. FRIENDS LETS BE UNITED AGAINST THE NOTORIOUS THOUGHTS OF THE GOVERNMENT AND RUMOUR SPREADING PEOPLE.(A.K.SINGH . REOTI ;BALLIA)

Neha Yadav said...

plz koi btao add kis kis ka rha h plz...akshay ji .rajpal ji plz btaye..

Rajpal Singh said...

sabhi ka

Rajpal Singh said...

jitne tet pass huye the usme se kucch bahar bhi to ho gaye jaise ki bped vaale to ab kitne eligible hain

Rkyadav said...

Writ dalne walo tumhri ma bahan bhi tumahre tarh......madharchod puri zindgi tham ke ghumoge bhosadi randi ki aulad ye nhi jaise ho rha hai hone de apni .... De rhe hain tandan je ko sale dogle madha.....ndi..,ki ....gande khun bhos.....jo court jayega ya bat karega

Rkyadav said...

Sorry prabhat je and any body, kya karu yaro 10 month se court ki bat ho rhi aur ab gov. Kuchh karna bhi chahti hai to kuchh gandi thought ke log apni....madharchod sale writ pe writ dal rhe hain aise gov. Kya karegi

Rkyadav said...

Sorry boy's and girls

RAJVEER SINGH CHAUHAN:J.P.NAGAR AMROHA said...

JAB ITNA TIME NIKAL GYA TO OR BHISAHI

***Raghuwanshi*** said...

Double bench me reappeal ki ja rahi hai. Tandon ki bench sambhawtah badal sakti hai.

***Raghuwanshi*** said...

Is baar sarkaar jarur haregi. Waise bhi tet waitage ki jagah b.ed ka waitage nahi diya ja sakta. Bharti usi aavedan par hogi time chahe jitna lage.

Unknown said...

Blog editor ji please meri samasya ka hal batane ki kripa kare.
1. mera father's name highschool me Ram asrey bhargava hai inter me Ramasarey kai grad. me R.bhargava jabki b.ed/tet me Ramasrey hai. counceling me koi dikkat to nahi hogi. kya sapath patra banwana padega.
2. meri har mark sheet me suneel hai jabki grad. me sunil hai EE ki jagah I ho gaya hai . kya iske liye bhi sapath patra banwana padega.

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

vinod ji sure apko sapath patra banvana padega.

K.G YADAV said...

Blog editor ji aapk anusar 1 counsling me gunak kya ho sakta hai ?

Unknown said...

Neha ji, add b.ed. valo ka bhi aayega. Do'nt worry. Aapki merit kya h

K.G YADAV said...

Blog editor ji writ ki charcha chodiye, write to bahut padegi aur kharij hogi, but abhi jo sambhawna ban rhi hai (according 2 newspapers) 'gunak' par comment kijiye, pls gen art & sci k 1 cut off par kuch logical comment kijiye...

Unknown said...

Gen sci 63.12%male hoga ki nhi

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

bhaiyo
m ye khabar apko thodi der bad dena chahta tha lekin kuchh dosto ne request kiya to main abhi likh raha hu

m yaha blog par sirf isliye hu ki ap logo ko correct information provide karayi ja sake

aaj ke jagran me publish khabar niradhaar hai
unke pas is news ka koi source nahi hai

hakikat ye hai ki meeting kal bhi thi aur aaj bhi hui

gov. is conclusion par charcha kar rahi hai ki adv. C.B.YADAV dwara court me kaha gaya ki 60% wahe eligible honge
kya ise lagu karna sahi hoga aur

2nd- agar bharti gudank se hoti hai to b.Ed ko kis tarike se waitage diya jaye

aaj bhi aakhri nirnay nahi ho paya hai

is beech NEWS ye hai ki sabhi diet principales ke signatures ki copy pahuch chuki hai MSP office
aur hopfully kal delhi ke liye nikal jayega

jaha ise web site building me use kiya jana hai

baki ki NEWS main apko deta rahunga

REQUEST HAI KI AP LOG BLOG PAR YA KAHI BHI KISI TARAH KE GUDANK YA FLATE KI AFWAH NA FAILAYEIN.

aage ap logo ki shanka ke samdhan ke liye apka dost prabhakar hai

jo PAKKI khabar apko chahiye main apko dunga

Sushil said...


2008 batch ke svbtc jinka selection trening ke liye abhi 1 month pahle hua h , lekin ve tet pass nahi h yadi ve 6 month trening karne ke bad 31 marh 2014 tak tet pass nahi kar pate h tu kya vah bad me teacher nahi ban sakte ,
Pls comments de
Just no

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

bhaiyo ye news main ap logo ko bad me dena chahta tha lekin kuchh dosto jaise neha sharma, rajveer ji,abhay shukla,umashankar,dr. ajay yadav aadi logo ne mujhe abhi publish karne ko kaha isliye apko bata rahu ki

pahli khabar ye hai ki DAINIK JAGRAN me publish khabar niradhar hai
is news ka koi source nahi hai ki bharti ek lakh ki hogi isliye aage LAGBHAG LIKHA HAI.

DUSRI BAAT kal bhi meeting aur aaj ki meeting me yahi conclusion nikalne ki baat ho rahi hai ki jaisa ki gov. ke lawyar C.B.YADAV ne court ko bataya ki 60% wahe hi eligible honge
aur gudank me b.Ed ko kitna waitage diya jaye

inhi do baton par sarkar ko nirnay lena hai

aage NEWS ye hai ki sabhi DIET PRINCIPLES ke signature ki copy govt. ko recieve ho chuki hai aur aaj hi use C.M., E.M., S.S. ke approval ke bad NIC ko bhej diya jayega

baki ap logo se request hai ki kisi tarah ki afwah blog par ya apne aas pas na spread karein

baki aap logo ko AUTHENTIC NEWS dene ke liye prabhakar yaha maujood hai

kisi ko koi bhi problem hai to poori koshish ki jayegi ki use solve kiya ja sake

bus aap roumer na spread karein

Neha Yadav said...

neetu ji mera gunank 66 h.or flat 248 gen art fml.kya chance lgta h apko.....

K.G YADAV said...

Muche lgta hai hme gunak ya flat ya other acd method k liye kuch wait krna chahiye, sayad kuch aur authentic news mil jay..

Mahendra Yadav said...

bich ka rasta yahi hai ki bharti satrawar ki jay.

Mahendra Yadav said...

bich ka rasta yahi hai ki bharti satrawar ki jay.

Mahendra Yadav said...

satrawar bharti merit ke dosho ko dur kr dega. 21to 35 aayu ke abhyarthiyo ki satrwa bharti aane ki sambhavna hai.

Rkyadav said...

Mahendra je jb aisa kbhi nhi hoga present time me to aap aisi bat kyo karte hain jisase mood distarb hota hai please aisi advice mat dijiye uljhan bdhe

Anonymous said...

Blog Editor ji,

There is a problem in my high school certificate.My father name is shiv sagar and in high school certifacate name is shi vsagar.

Please suggest if any issue comes what are the solutions??????.


Unknown said...

please sir sapath patra ka praarup bata dijiye. kya father's name and suneel/sunil dono ka alag alag sapath patra banwana padega. sir meri ID hai sunilkumarbhargava@ymail.com.

Unknown said...

prabhat ji mera vishaya sangyan me lene ke liye dhanyawaad lekin mujhe abhi bhi clear nahi hua hai ki mai eligible hu ki nahi waise aisa hi ek case slp9967/2008 supreme court me chal raha tha jo ki 29 aug ko kharij kar diya gaya hai aise me kya stithi banti pls mujhe bataye

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

salo kyu fek rhe ho

Unknown said...

salo kyu fek rhe ho

Unknown said...

salo kyu fek rhe ho

Unknown said...

Prabhakr ji News share krne ke liye thanks, hm bhi yahi chahte h ki bharti jald se jald ho jaye

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

abhi ek bhai ne mujhe phone kiya

shayad tundla (agra ke pas) se bol rahe the

apni jankari prapt karne ke bad unhone mujhse puchha,

aap kya karte ho?

ajeeb sawaal hai yar

tum aam khao
ped ginne me kyo lage ho

maine bhi kah diya

C.M. KE GHAR KHANA BANATA HU (COOK) HU

AJEEB HAL HAI YAR

AAP LOGO KE LIYE NEWS BHI LATA HU

AUR AISE BEHOODE SAWAAL PUCHH KAR DISTRACT KAR DETE HO!

UMADEV said...

thanks PRABHAKAR G

Unknown said...

please prabhat sir sapath patra ka praarup bata dijiye. kya father's name and suneel/sunil dono ka alag alag sapath patra banwana padega. sir meri ID hai sunilkumarbhargava@ymail.com.

Unknown said...

Neha ji sorry mai thoda bisy tha kafi wait krna pda aapko, aapki dono merit badhiya h, chinta na kare aapka ho jayega 100%.

Unknown said...

Mr Prabhakar or Mr VK yadav anybody tell me ke add bed valo k liye bhi aayega ya keval vbtc / btc valo k liye hi aayega.

Unknown said...

sahi news ke liye dekhe servicerelatednews.blogspot.in

Unknown said...

Frnds mera kya chans h gunak 62.5 and acd 247 h. Obc male scince

Unknown said...

yadi is blog per koi bijnor se ho to bataye.

Unknown said...

@neetu dusro ki bhavishiy wadhi k wajah apni hi kr liya kro

raj said...

Prabhakar ji thank you

Unknown said...

unknown ji no problem

Unknown said...

vinod ji dono ka sapath patra alag-2 banega aur adhik jankari ke liye apne disct ki DIET par sampark kare
thnx

Unknown said...

sadhna ji pls wait till coming add

Unknown said...

8 oct ko add sbtc and bed candidates dono ke liye ayega pls fake news par dhyan n de
thnx

MANOJ MAU said...

PRABHAT DIXIT BLOG EDITER JI SHIKSHA BISARAD WALE PRT YA GIC ME FORM DAL SAKTE HAI KI NAHI

MANOJ MAU said...

PRABHAT DIXIT BLOG EDITER JI SHIKSHA BISARAD WALE PRT YA GIC ME FORM DAL SAKTE HAI KI NAHI

hamid rehan said...

hi

hamid rehan said...

hi

hamid rehan said...

hi

raj said...

Prabhakar ji aap ki khabar bilkul authentic h lekin me janana chahta kya te 2012 se pehle ye bharti ho jayegi ya nai kripaya bataye i m waiting

raj said...

Prabhakar ji aap ki khabar bilkul authentic h lekin me janana chahta kya te 2012 se pehle ye bharti ho jayegi ya nai kripaya bataye i m waiting

raj said...

Prabhakar ji aap ki khabar bilkul authentic h lekin me janana chahta kya te 2012 se pehle ye bharti ho jayegi ya nai kripaya bataye i m waiting

satya dev said...

bhai ye fb par koi news de raha hai ki 72825 shikshko ki bharti par lag sakta hi grahan bharti prakriya agle saal karane ki mansa,..,,.
Jagran buro Faizabad se
pls koi cnfrm kare

satya dev said...

bhai ye fb par koi news de raha hai ki 72825 shikshko ki bharti par lag sakta hi grahan bharti prakriya agle saal karane ki mansa,..,,.
Jagran buro Faizabad se
pls koi cnfrm kare

Unknown said...

Merit kaisi banegi kya aapko jaankari h ?
I mean flat or gunank....

Bahut afwah sun rha hu isiliye ye q kiya,
i wail for yr ans...
Confirm ho to batayiyega n to koi baat nahi,
gd9t

Neha Yadav said...

satya ji sab vakbas h bhut jldi bharti start hone wali h.or plz esi news ap is tome publish na kiya kre ab rat kese ktegi subh ke newspaper ka intzaar h bs sb cler ho jayega....

Neha Yadav said...

pta nhi ye bharti kb clear hogi or kb chain ayega.god plz jaldi ye bharti krado..

Unknown said...

Neha kay hua

Unknown said...

i l u neha

Unknown said...

hi ritu

Unknown said...

शिक्षक भर्ती के लिए 40 वर्ष वालेभी होंगे पात्र
लखनऊ। बेसिक शिक्षा परिषद के स्कूलों में शिक्षक बनने के लिए 21 से 40 वर्ष की आयु वाले पात्र होंगे। शिक्षक बनने से पहले टीईटी पास बीएड डिग्रीधारकों को 6 माह की विशिष्ट बीटीसी की ट्रेनिंग करनी होगी। इसके लिए 8 अक्तूबर तक विज्ञापन निकालकर 22 अक्तूबर से आवेदन लेने की तैयारी है। इस संबंध में शीघ्र ही शासनादेश जारी कर दिया जाएगा। विशिष्ट बीटीसी ट्रेनिंग के लिए पहली बार जिलेवार ऑनलाइन आवेदन लिए जाएंगे।
राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) से अगस्त 2010 में जारीअधिसूचना के मुताबिक टीईटी पास बीएड डिग्रीधारकों को प्राइमरी स्कूलों में सीधे शिक्षक रखने की अनुमति दी गई है। राज्य सरकार इसके आधार पर यूपी में 72 हजार 825 शिक्षकों की भर्ती करना चाहती थी। पर टीईटी को लेकर चल रहे विवाद और आए दिन होने वाले मुकदमे को देखते हुए सीधे शिक्षक न रखकर पहले छह माह की विशिष्ट बीटीसी ट्रेनिंग देने का फैसला किया गया है। इस बीच टीईटी को लेकर कोर्ट से स्थिति भी साफ हो जाएगी। इसलिए जिलेवार बिशिष्ट बीटीसी की ट्रेनिंग के लिए आवेदन लिए जाएंगे। इसके लिए 8 अक्तूबर तक विज्ञापन निकाल दिया जाएगा और 22 अक्तूबर से ऑनलाइन आवेदन लेने की प्रक्रिया शुरू कर दी जाएगी। आवेदन लेने की अंतिम तिथि 23 नवंबर होगी और दिसंबर से काउंसलिंग के साथ ट्रेनिंग प्रक्रिया शुरू कर दी जाएगी।
•विशिष्ट बीटीसी ट्रेनिंग के लिएजिलेवार लिए जाएंगे आवेदन
•ऑनलाइन आवेदन 22 अक्तूबर से लिएजाने की तैयारी

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

ek aisa mudda jo apko jalaa dega

itejaar kijiye 10 bajne ka

wada karta hu aap apne ko rok nahi payenge

prabhkar barnwal 9696243551 ghazipur said...

aur raj ji aap aise sawaal blog par mat puchha kijiye

apne sath sath dusro ko bhi distract kar denge aap
jab tak jawaab nahi milega tab tak sab pareshan honge

number kyo mention hai waha?

hope u understand me

8909213544 said...

Neha jab tum yadav ho to genral m kaise ? Kya cat. Bhool gayen?

8909213544 said...

Rajeev ji kya neha s shaadi karne ka iraada h aapka.

8909213544 said...

Nahi

DINESH RAJPUT said...

bhaut shi ja rhe ho

Brijesh patel said...

dear blog editer pls aise com q publish hone de rahe ho.sab gavar jaisi gali likte hai.

sanu said...


DUSRI BAAT kal bhi meeting aur aaj ki meeting me yahi conclusion nikalne ki baat ho rahi hai ki jaisa ki gov. ke lawyar C.B.YADAV ne court ko bataya ki 60% wahe hi eligible honge


PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR)
GOOD MORNING SIR IAM ROOPA SIR IAM BELONG TO SC CASTE SIR JI YAY AAP KAY BLOG PAR COMMENT HAI KI GOV KEVAL 60% VALO KO HI NEW FOAM FILL KAR NAY DEGI TI IS TRUE SIR KYA SC ST KA BHI DISSCOUNT CUT HO SAKTA HAI AGAR HO SAKTA TO KYA SIR AFTER TET EXAM KAY GOV UNAY 60% PAR PASS MAAN CHATI HAI IT IS POSSIBLE
SIR PLS CONFOARM PLS SIR
ROOPA

sanu said...

sanu said...

DUSRI BAAT kal bhi meeting aur aaj ki meeting me yahi conclusion nikalne ki baat ho rahi hai ki jaisa ki gov. ke lawyar C.B.YADAV ne court ko bataya ki 60% wahe hi eligible honge


PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR)
GOOD MORNING SIR IAM ROOPA SIR IAM BELONG TO SC CASTE SIR JI YAY AAP KAY BLOG PAR COMMENT HAI KI GOV KEVAL 60% VALO KO HI NEW FOAM FILL KAR NAY DEGI TI IS TRUE SIR KYA SC ST KA BHI DISSCOUNT CUT HO SAKTA HAI AGAR HO SAKTA TO KYA SIR AFTER TET EXAM KAY GOV UNAY 60% PAR PASS MAAN CHATI HAI IT IS POSSIBLE
SIR PLS CONFOARM PLS SIR
ROOPA

sanu said...

sanu said...

DUSRI BAAT kal bhi meeting aur aaj ki meeting me yahi conclusion nikalne ki baat ho rahi hai ki jaisa ki gov. ke lawyar C.B.YADAV ne court ko bataya ki 60% wahe hi eligible honge


PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR)
GOOD MORNING SIR IAM ROOPA SIR IAM BELONG TO SC CASTE SIR JI YAY AAP KAY BLOG PAR COMMENT HAI KI GOV KEVAL 60% VALO KO HI NEW FOAM FILL KAR NAY DEGI TI IS TRUE SIR KYA SC ST KA BHI DISSCOUNT CUT HO SAKTA HAI AGAR HO SAKTA TO KYA SIR AFTER TET EXAM KAY GOV UNAY 60% PAR PASS MAAN CHATI HAI IT IS POSSIBLE
SIR PLS CONFOARM PLS SIR
ROOPA

Unknown said...

Acd me grace wale hoge bharti se bahar

Unknown said...

Blog editor ji!

Kya ye bat sahi hai k acd me grace wale bahar hoge.
Rply sir plz

Unknown said...

acd me first div. wale honge baahar. unko D.M. ki sidhi niyukti di jayegi. har city town me 1 1 dm sdm honge post 325000.ye uske liye jo grace walo ko baahar kar raha hai.

Unknown said...

is bhartee me age 18 year se honi chahiye kuki 18 year wale pichali bar avedan kar chuke hai hme ekjut hone ki jarurat hai sahyog de....9807007999

Unknown said...

is bhartee me age 18 year se honi chahiye kuki 18 year wale pichali bar avedan kar chuke hai hme ekjut hone ki jarurat hai sahyog de....9807007999

Unknown said...

is bhartee me age 18 year se honi chahiye kuki 18 year wale pichali bar avedan kar chuke hai hme ekjut hone ki jarurat hai sahyog de....9807007999

Unknown said...

is bhartee me age 18 year se honi chahiye kuki 18 year wale pichali bar avedan kar chuke hai hme ekjut hone ki jarurat hai sahyog de....9807007999

Unknown said...

sc/st 50% tet pass wale sathiyo agar serkar vigyapan nikalne se pahle sc/st ko 50% marks par pass nahi karti h to ye bharti latkegi,kyoki esa kisi rajya m nahi hua h,or hamare all. h.c m kesh bhi chal rahe h , R.P.Singh