BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Tuesday, 16 October 2012

प्राथमिक शिक्षकों की नियुक्तियों का मामला

आज आप सभी को भर्ती की अपडेट के लिए  इंतजार करना पड़ा उसके लिए हमें खेद है|

 प्राथमिक शिक्षकों की नियुक्तियों का मामला - इलाहाबाद हाई कोर्ट ने नियुक्ति के लिए बीटीसी, टीईटी और बीएड का संयुक्त विज्ञापन निकालने का आदेश दिया|

Source - India News
******************

इस न्यूज के अनुसार 72825 पदों  (टीईटी + बीएड) का विज्ञापन 20 oct तक आ जायेगा  ।

NEXT DATE OF HEARING IN ALLAHABAD HIGH COURT MAY BE 18th OCT BUT IT IS NOT AUTHENTIC

101 comments:

Sunny said...

Thanks prabhat sab, Agli date kya hai hearing ki pls bataye.sunne me aa raha hai ki tet ko weightage ke liye bhi bola hai.pls clr it

Unknown said...

Thanks prabhat ji

SHRIKRISHANCH said...

TET bhariti COuART Bharose hi sambhaw hai. ye ek sahi kadam hai. nahi to akhilesh bhaiya ko kanya vidhya dhan,laptop,berojagari bhatta aur chapluso ki jamaat se furshat hi kaha hai.inke raj me to shiksha ki jaroorat hi nahi hoti hai % ke liye wo to bonas hota hai cycle chunne ke badle.

bhanu said...

Kya ye news. Sahi hai.

Unknown said...

editor ji bhut bhut shukriyaa apka news confrm krne k liye..lkn sir ek bat to h ap wait bhut krate h. sir cmfrmtn thoda jldi diya kijiye..gdnt..

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

This news is published after authentication
thnx

Unknown said...

thanks prabhatji for providing a very good news to us.

Shivkumar moradabad said...

Hi

Shivkumar moradabad said...

Sc sci male apni gdank merit ke liye clik kare
poll.pollcode.com/ip7nas

Shivkumar moradabad said...

Sc sci male apni gdank merit ke liye clik kare
poll.pollcode.com/ip7nas

Shivkumar moradabad said...

Sc sci male apni gdank merit ke liye clik kare
poll.pollcode.com/ip7nas

Shivkumar moradabad said...

Sc sci male apni gdank merit ke liye clik kare
poll.pollcode.com/ip7nas

Shivkumar moradabad said...

Sc sci male apni gdank merit ke liye clik kare
poll.pollcode.com/ip7nas

Shivkumar moradabad said...

Sc sci male apni gdank merit ke liye clik kare
poll.pollcode.com/ip7nas

Shivkumar moradabad said...

Sc sci male apni gdank merit ke liye clik kare
poll.pollcode.com/ip7nas

Unknown said...

hi
Pta nhi ye v shi h ya nhi?kyunki aj se phle v kae date aa chuki h pr koi fayda nhi.bhgwan kre ki is bar sch me kuch ho.

Shivkumar moradabad said...

ab coart par se bhi yakeen uthta ja raha hai

Shivkumar moradabad said...

Par abki bar mata ke aashirwad se sab theek hoga

Unknown said...

kyunki is k phle v 2 bar sunne me aaya tha ki sept.last me, fir 2 bar oct.first week me aur ab 20 oct. Pta nhi is bar kya hoga?

Shivkumar moradabad said...

koi online hai ki nahi this time

DANGER PAPA said...

shiu komar kya pagal ho

ek hi commet etne bar kyu de rha hai

DANGER PAPA said...

shiv kumar ji plz ek bar me ek hi comment

Shivkumar moradabad said...

mujhe to sar dard ki tablet khane ki adat pad gai hai bina uske neend hi nahi aati.
ir bharti ne to....

sunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com said...

HAMNE DIN-RAT EK KARKE TET EXAM KI TAIYARI KI THI USE YADI KEWL PATRTA BANAYA GAYA TO YE S.P. GOVT KA 270000 TETIONS KE SAATH KHULA ANYAY HOGA KHEL K NIYAM KHEL SE PAHLE BANTE HAIN BAAD ME NAHI!!!

DANGER PAPA said...

sunil jao kisi doctor se elaz krao

din b din tumhari tabiyat bigdti ja rhi hai

Unknown said...

god kre ki aap ki bat sch ho jae shiv ji .

DANGER PAPA said...

sunil jao kisi doctor se elaz krao

din b din tumhari tabiyat bigdti ja rhi hai

Shivkumar moradabad said...

Dost vote karne ke liye site likhi hai kahi najro se bach na jaye isliye repeat....

DANGER PAPA said...

khusi ji aap kha se hai

DANGER PAPA said...

sunil jao kisi doctor se elaz krao

din b din tumhari tabiyat bigdti ja rhi hai

Shivkumar moradabad said...

Dosto merit ke liyd apas me mat lado please
ek pahle se hi dimaag tension me hai
kahi hamara billio waka hisab na kar de akhiles monkey

Shivkumar moradabad said...

S.p. parti mordabad

sunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com said...

HAMNE DIN-RAT EK KARKE TET EXAM KI TAIYARI KI THI USE YADI KEWL PATRTA BANAYA GAYA TO YE S.P. GOVT KA 270000 TETIONS KE SAATH KHULA ANYAY HOGA KHEL K NIYAM KHEL SE PAHLE BANTE HAIN BAAD ME NAHI!!!

sanjeev said...

what the hell is going on here ?blog editor g you are not expected to spread any rumour or giving any news without authentic source .SANYUKT ADV PUBLISH HONE KE KARAN PICHHLI BAR BTC AND V BTC CANDIDATES COURT CHALE GAYE THE .i would expect you to ponder over the any news before get it published .how can govt issue such adv before filing counter with justification for the cancellation of the very advertisement .the news is totally fake as tondon g has not given such order in previous hearing .the previous order was for only btc and v btc candidates .legally such order can not be issued before disposing the writs against advertisement cancellation .sorry if i am wrong .

Shivkumar moradabad said...

Kasam khao abki loksabha chunav me har tet pas condidate kam se kam 100 vote sp ke khilaf dalwayega

Shivkumar moradabad said...

Kasam khao abki loksabha chunav me har tet pas condidate kam se kam 100 vote sp ke khilaf dalwayega

Unknown said...

mein bat ye nhi ki mein kha se hun. mein mudda to ye h ki aur kb tk net pe is website ko open kr k is blog ko pdhna pdega.

Shivkumar moradabad said...

Kasam khao abki loksabha chunav me har tet pas condidate kam se kam 100 vote sp ke khilaf dalwayega

Shivkumar moradabad said...

Kasam khao abki loksabha chunav me har tet pas condidate kam se kam 100 vote sp ke khilaf dalwayega

Shivkumar moradabad said...

Khushi ji yakeen mano aankho me dard hone laga par par blog chodne ko man nahi karta kyuki yahan apne jaise log hi mil jate hain

sanjeev said...

sunil tiwari g ap pareshan na ho this news is totally misinterpreted .tondon g ne 18oct ko tet qualified btc wa vbtc ke liye court mai adv prastut karne ke bad use 20oct ko on line karne ko kaha hai .i assure you iska 72825vacancies se koi sambandh nahi .

Unknown said...

kya bhai!
Ye kb tk chlega ki ye news fake h aur wo news shi. Jb aap logo ko shi information nhi milti to dusro k imosn k sath khilwad kyun krte h? Plz for god sake aap log fake news publish na kre.

Shivkumar moradabad said...

Sunil ji , k g yadav ji , sanjeev ji, khushi ji,
imaandari se batana pollcode par abhi galat vote kisne kia hai.
galat voting ka hi to natija hai jo aaj ham itni rat me jaag rahe hai agar Sahi voting karte to aaj joining ho gai hoti.
plz sahi voting karen

Shivkumar moradabad said...

Jis news se jiska selection hota najar aata hai wo use sahi dikhai deti hai jisse uska nahi hota wo fake dikhai deti hai.
samjhi khushi ji.

Unknown said...

aakhir kb tk hm logo ko wait krna pdega? Akhir hm logo ka ksur kya h ?
Bs ye ki hm log tet pass kr lie h.iski etni bdi sja ki 1sal ho gya pr abhi tk bhtk rhe h.aakhir kyun kisi k pass koi jwab h ?

Shivkumar moradabad said...

Ye hai yuwao ka yuva C.M.
itna mansik utpidan to kabhi jindgi me na hua

Shivkumar moradabad said...

Jab tak ki gov change nahi ho jati

Shivkumar moradabad said...

Achcha friends good night

Unknown said...

ye bat to mujhe v lgti h ki sayd phle wali govt. Rhti to sayd aj km log job kr rhe hote.
Ab to bs yhi soch h ki,jis basis pr kre .pr vacancy jldi fill up kre.

sanjeev said...

shiv kumar g maine abhi tak jo bhi news di hai viswasniye logo se prapt suchna ke aadhar par di hai yadi viswas nahi hota to 2days wait karo viswas ho jayega .adv tet qualified btc wa vbtc candidates ke liye aane ja raha hai .yadi aisa nahi hua to mai is blog par apne bhaiyon ko galat information dene ke liye khud sorry boluga .

sanjeev said...

khushi ji sab kuchh hoga lekin court ke supervision mai .is govt ke hath mai kewal ek power hai wo hai bharti delay karna wo ye kar rahi hai iske alawa ye kuchh bhi nahi kar sakti .

ANOOP KUMAR SARKAR said...

Sanjeev ji ek bat b6lna chahta hun agar aap bharti ko lekar frastet hai to jakar aaram kare anap sanap bake mat kya sahi hai kya galat iska faisla to pure ek sal se ho raha hai
hausla nahi de sakte to ja kar aaram karo
aur bharti hone do@

ABHAY SINGH SRINET @GORAKHPUR@ said...

@JAI MATA DI@ G.MONG,

Unknown said...

Jai Mata Di § Gud morng frnds

Anonymous said...

court ke order ke baad gov. Ke kaan per abhi ju tak nahi rengi

Anonymous said...

ya devi sarbhuteshu shakti rupen sansitha namastasya namastasya namastasya namo mamah

Unknown said...

Kisi b newspaper m kal k order ka jikra nahi

Unknown said...

Good news.

ABHAY SINGH SRINET @GORAKHPUR@ said...

Keshav ji u r right

Unknown said...

Aise kaise ho sakta hai bhai ke newspaper me khabar nahi pher se dekh bhai.

Unknown said...

AMAR UJALWO ME NAHI BA KA ?

Unknown said...

good morning.

anuj said...

kuch nhi hoga bhaiyon sb aisa hi chalega date pe date hi milegi ye bharti b hogi to 2014 mein tet quilify 405864 student sub prabhat

K.G YADAV said...

Kya kal ki saari news afwah thi ? Maine dainik aur ujala dono news paper padhe sunwai ki koi news nhi hai.

bhanu said...

Good. Mrng............ kal se. Tum log farji. News de rahe ho aaj p

sanjeev said...

jai ho devi bramhacharni kalyan karo. good morning friends .kuchh bhaiyon ko lagta hai mai frustrated hu .o k friendship mai sab chalta hai .

K.G YADAV said...

Abhi blog par kuch talentet log aa jayege aur kahege aaj g.o jari hoga aur kal publish hoga, aur kuch extra talented log aakr kahege bharti old adv par hogi, blog par bas yahi hota.

Unknown said...

add.sirf btc and vbtc ka aayga. Source danik jagran. agra

K.G YADAV said...

Naam lete hi ek extra talentet log sanjeev aa gye ab ye din bhar blog par chilayege bharti old adv par hogi.

K.G YADAV said...

Muche blog editor ji par bharosa hai, agar unhene news di hai b.ed tet walo ka adv ayega to sach hai, b.ed tet ka adv ayega.

Unknown said...

prabhat sir allahabad dainik page 6 ki news post kare.. facebook par kuchh jikra hai.

Unknown said...

नवरात्र आज से, सज गए मां के दरबार
Updated on: Tue, 16 Oct 2012 05:36 PM (IST)

1

0
Google +
0

0

5

0



नवरात्र आज से, सज गए मां के दरबार

धर्मशाला। मंगलवार से शुरू हो रहे आश्रि्वन नवरात्र के लिए जिले के तीनों शक्तिधामों श्री चामुंडा, श्री बज्रेश्वरी देवी व श्री ज्वालामुखी मंदिरों को सज दिया गया है। इसके अलावा श्रद्धालुओं की सुरक्षा के लिए भी पुख्ता प्रबंध किए गए हैं।

तीनों शक्तिधामों में ढाई सौ से अधिक पुलिस जवान व होमगार्ड तैनात किए गए हैं। इसके अलावा मैटल डिटेक्टर भी स्थापित किए गए हैं। पुलिस शक्तिधामों में आने जाने वाले हर व्यक्ति पर नजर रखेगी। मंदिरों में लगाए गए सीसीटीवी कैमरे भी सुरक्षा व्यवस्था को मजबूत बनाने में पुलिस की मदद करेंगे। पुलिस अधीक्षक दिलजीत सिंह ठाकुर ने सोमवार को श्री चामुंडा मंदिर में सुरक्षा व्यवस्था का जायजा लिया। उन्होंने पुलिस जवानों को निर्देश दिए कि नवरात्र के दौरान आने वाले श्रद्धालुओं को माथा टेकने में किसी तरह की परेशानी न हो और कानून व्यवस्था पूरी तरह से बने रहे, का भी पूरा ध्यान रखें। तीनों शक्तिधामों में 150 पुलिस जवान और 100 होमगार्ड तैनात किए गए हैं। कुछ पुलिस जवान जिले के विभिन्न थानों से मंदिर ड्यूटी के लिए तैनात किए गए हैं, जबकि कुछ जवान बटालियन से सुरक्षा के लिए बुलाए गए हैं। करीब तीन रिजर्व मंदिरों में सुरक्षा व्यवस्था के लिए बुलाई गई हैं।

उधर, अतिरिक्त पुलिस अधीक्षक जी शिवा कुमार ने बताया कि पुलिस ने नवरात्र के लिए सुरक्षा व्यवस्था कड़ी कर दी है। चुनाव के दौरान आ रहे नवरात्र के मद्देनजर मंदिरों में सुरक्षा के व्यापक प्रबंध किए गए हैं ताकि श्रद्धालुओं को परेशानी का सामना न करना पड़े।

देवी के बारह प्रमुख रूप

कामाक्षी (कांची), कुमारी (केरल), अंबा (गुजरात), भ्रामरी (मलय), महालक्ष्मी (करवीर), कालिका (मालव), ललिता (प्रयाग), विंध्यवासिनी (विंध्याचल), विशालाश्री (वाराणसी), मंगलावती (गया), सुंदरी (बंगाल) और गुह्येश्‌र्र्वरी (नेपाल)। इन बारह रूपों में मां अपने भक्तों पर अनुग्रह करती है।

M Tomar said...

18oct ki allahabad court me tet ki koi hearing nahi hai

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

CAUSE LIST - ALLAHABAD HIGH COURT - LUCKNOW BENCH
CAUSE LIST - ALLAHABAD HIGH COURT - LUCKNOW BENCH

CASE NO - 5135-2012 ARVIND KUMAR

COURT NO - 6

POSITION- 79th

TO VIEW ONLINE

CLICK HERE

_MR_RAIN_ said...

gud morning lolz

***Raghuwanshi*** said...

Written order ka to kuch hota nahi oral order ka kya palan karenge

Unknown said...

Kya bakwas karte ho yaar

Dainik Sarkari said...

kahi kuch nhi hone bala bharti na karne k govt k pass bahut bahane hain govt bharti tet2012 k bad karegi

Unknown said...

HI FREINDS
dosto jab kamyabi milne lagti hai to raaste mein anek rukawate aati hai to isi pirkaar kuch nikkame log hamari bharti mein rukawat paida kar rahe hai paruntoo agar ye bharti nahi hoti hai to kisi kaa bhi fayda nahi hoga aur jo log ye soch rahe hai ki bharti rukwakar wo log bharti le lenge to ye unki bhool hai aur ye to confirm hai ki Tet merit per to ye bharti nahi hogi log chahe double bench mein jayein ya fir s court mein bharti goverment apne base per karegi na koi kuch kar sakta hai bus thodi der k liye rukawat jurur ho sakti hai is se jyada kuch nahi ...

Unknown said...

Dosto government bharti ko late bhale hi kar legi lakin bharti to hokar hi rahegi aaj nahi to kal aur use koi nhi rok sakta hai...

Unknown said...

dosto
kuch log court k dicision ko sunkar bhokhla gaye hai apna mansik santulan kho bhethe hai unhein kuch sooj nahi raha hai unhein lag raha hai ki ab bharti hamare hath se nikal rahi hai ab kuch nai karsakte hai isliye log blog per galat afwah faila rahe hai aur galat comments kar rahe hai ab wo log sc tak jane ki baat kar rahe hai paruntoo kuch nahi hoga kyoki sc bhi yahi kahega ki TET only qualifiying test is se jyada kuch nahi paruntoo hum bhi chahte hai ki tet ka weightage mile jaye aur sayad mil bhi jayega to sabhi ki sikayat door ho jayegi isliye bharti ko hone de rukwane se kuch nai hoga na hi ruk sakti hai let jaroor ho sakti hai aur kuch nahi hoga...

anil kr said...

hi frnd gm

anil kr said...

Sanjeev TET 2011 fail hai o soch raha hai ki fake news dekar afwah failaye aur bharti kisi tarah delay ho lekin abhi bharti hoke rahegi means govt. is last istep is very carefully

Unknown said...

dost ye hui naa naam rashi wali baat ...thanks

Unknown said...

Han sunil ji kg yadav to umpire he jo khel ke sare niyam to inhe hi pata he.bechare itne dino umpiring karte inhe ye bhi yad nahi raha ki jeet khiladiyo ki hi hoti he umpire ki nahi.

Unknown said...

Tomar bhai, aap ko kisne kaha ki 18 ko sunwai nahi hai. . . .main hearing k samay court mein mauzood tha. . . 18 ko sunwai hai. . .24 ko holiday hai!

Rajneesh said...
This comment has been removed by a blog administrator.
***Raghuwanshi*** said...

Anil bete tu apni mansik dasha k bare me soch
SC jane wale tere jaise gadho k renkne se nahi rukenge
le form dal aur karwa le bharti
hum bhi dekhte hai ki kiske me kitna dam hai
abe 3 baar to haar chuke ho single bench se aage bhi taiyyari kiye raho ek funk marunga sab ud jaoge

Unknown said...

Khel k niyam ki duhaai dene wale yeh kyon bhool jaate hain ki aapat sthiti mein khel k rule beech mein b change ho sakte hain. . .jaise ki cricket mein match k beech rain hone par playing conditions change ho jaati hai

***Raghuwanshi*** said...

H'm,
abhi to form bhi nahi aaya
aa jane do
fir btate hain bharti kaise hoti hai
waise bhi tet waitage jodkar ye sabit kar de rahe hain ki kitni dhandhli hui hai
aur abhi patrata kewal 60% ko maan rahe hain
bas khel dekhte jao

***Raghuwanshi*** said...

H'm,
duhai nahi bete chetawni de raha hu.
Hum maangte nahi apna haq chhinte hain
chal abhi add to aane de abhi se mat garam ho

Unknown said...

Aaj kisi bhi peper me 2 din me add k aane wala high court ka aadesh nhi aaya h ????
.
Ye kya ho raha h ??

Blog editor ji.....plzzz kuch to clear kariyeee

mantu said...

advertise naya tet k baad aayega ye mera dawa hai kahiye to mai stapm paper me likh dun

Unknown said...

Hc per bharosa rakho my frnds sb kuch thik ho jayega 2.3 din me

Unknown said...

Cabinet me liya gya faisla, kal vigyapan aa jayega, base hai ACD * 50% & TET * 50%,

source. 24x7 news

KUMAR SANU said...

mere friend ke chacha diet ke principal h...wo kah rhe ki proforma ready h har diet pe....ye news authentic h ki do din ad. aa sakta h.....guys ...dont worry...mehnat ki h humne sab achha hi hoga....

AJAY YADAV ETAWAH said...

ajay

AJAY YADAV ETAWAH said...

kya gunank hi rahega

Unknown said...

hi frinds good morning
koi nai news ho to batao....

Unknown said...

hi frinds good morning
koi nai news ho to batao....