UPTET - टीईटी चयनित बीएड की नियुक्ति मामले में हलफनामा तलब
हाईकोर्ट ने पूछा-केंद्र सरकार ने बीएड डिग्री धारकों को नियुक्ति में ढील दी है या नहीं 6 नवंबर को होगी अगली सुनवाई
इलाहाबाद (एसएनबी)। इलाहाबाद उच्च न्यायालय ने टीईटी चयनित बीएड अभ्यर्थियों को प्रदेश के परिषदीय विद्यालयों में नियुक्ति मामले में बेसिक शिक्षा सचिव उत्तर प्रदेश से हलफनामा मांगा है और पूछा है कि क्या केंद्र सरकार ने बीएड डिग्री धारकों को नियुक्ति में ढील दी है या नहीं। न्यायालय ने याचिका की सुनवाई की अगली तिथि 6 नवम्बर नियत की है। यह आदेश न्यायमूर्ति अरुण टण्डन ने अखिलेश त्रिपाठी व अन्य की याचिका पर दिया है। आज न्यायालय में बेसिक शिक्षा बोर्ड के सचिव ने हलफनामा दायर कर बताया कि बीएड डिग्री धारकों को विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षण देने पर विचार चल रहा है। न्यायालय ने इस आशय के विज्ञापन की तिथि की भी जानकारी मांगी है। याची अधिवक्ता सिद्धार्थ खरे का कहना था कि केंद्रसरकार ने छूट दे दी है अब टीईटी चयनित बीएड डिग्री धारकों की नियुक्ति का विज्ञापन निकाला जाना चाहिए। किन्तु ऐसा कोई आदेश न्यायालय में पेश नहीं हुआ है। ऐसे में यह स्पष्ट होना चाहिए कि नियुक्ति दी जायेगी अथवा विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षण देने के बाद नियुक्ति दी जायेगी। सरकार का कहना था कि केंद्र सरकार ने अनिवार्य व मुफ्त शिक्षा देने के अधिकार की समय सीमा 31 मार्च 2015 तक बढ़ा दी है। केंद्र सरकार से नियुक्ति प्रक्रिया में ढील देने की अनुमति मांगी गयी है।
हाईकोर्ट ने पूछा-केंद्र सरकार ने बीएड डिग्री धारकों को नियुक्ति में ढील दी है या नहीं 6 नवंबर को होगी अगली सुनवाई
Source - Rashtriya Sahara
19-10-2012

134 comments:
DOSTO G M
dosto hamare pass ab do hi raste bache hai ek to suprime court ka rasta or vishal andolan kyoki sarkaar aur tandon milkar hamare sath 1 saal se game khel rahe hai dosto ab tet merit ya acd ya gunank per ladne ki jarurat nahi hai kyoki merit agar 10 lakh students mein se lagti hai to apka no nahi ayega aap kud hi soch lo merit fir kaha jayegi ab ladna hai to sirf bharti k liye suprime court hi iska faisla jaldi hi finish kar dega kyoki allahabad , aur lucknow court sarkaar k under mein hai suprime court nispaksh tareeka apna sakta hai aur koi nahi .....
LAST CHANCE
abhi bhi bakt hai naukari lene ka,warna tet2012 ke bad kabhi jindgi me naukari nahi milegi na kahi aur comptition nikal paoge.
NCTE se time mil gaya hai,ye kewal time pass karne ke liye bebkoof bana rahe hai.
jo gov. ke add ka intjar karega wo kabhi naukari nahi payega.
KEWAL ek hi rasta hai AANDOLAN.
jo log kah rahe ki hum 2014 me sp ko vote nahi denge .AGER 2014 ME HAR JAYEGI TAB BHI USKI STATE ME SARKAR RAHEGI.
LEKIN AAPKO KABHI NAUKARI NAHI MILEGI.
ELECTION TO 5 SAL BAD FIR AYEGA
dosto aap is baat ko kyo nahi samajh rahe hai ki jiski sarkaar hoti hai usi ka court hata hai tondon per jab sc ka dabab padega to usko faisla dena hoga kyoki sc ne khud kaha hai ki 6 month mein teachero ki bharti desh mein karni hai to fir suprime court mein jane mein bhalai hai tet pass students suprime court chalo kyoki hum avedan phele kar chuke the aur hamare paise bhi kharch hua the to sarkaar esa kaise kar sakti hai in vacancy per sirf tet pass students ka haq hai aur kisi kar nahi....jago dosto jago
LAST CHANCE
abhi bhi bakt hai naukari lene ka,warna tet2012 ke bad kabhi jindgi me naukari nahi milegi na kahi aur comptition nikal paoge.
NCTE se time mil gaya hai,ye kewal time pass karne ke liye bebkoof bana rahe hai.
jo gov. ke add ka intjar karega wo kabhi naukari nahi payega.
KEWAL ek hi rasta hai AANDOLAN.
jo log kah rahe ki hum 2014 me sp ko vote nahi denge .AGER 2014 ME HAR JAYEGI TAB BHI USKI STATE ME SARKAR RAHEGI.
LEKIN AAPKO KABHI NAUKARI NAHI MILEGI.
ELECTION TO 5 SAL BAD FIR AYEGA
dosto mujhe apni chinta nahi hai kyoki meri age 28 saal hai paruntoo unke bare mein socho jo log kuch time baad age over ho jayege unko noukri nahi milegi ab akhri chance hai bharti ka ab bhi waqt hai jag jao...blog padne aur likne se kuch nahi hoga apne dosto se sampark banao aur age ki ranneeti tayaar karo dosto waqt nikal gaya to zindgi bhar pachtana padega...
DOSTO SUPRIME COURT CHALO AUR ANDOLAN KARO TABHI KUCH HO SAKTA HAI NAHI TO BHOOL JAO VACANCY KI APNE KABHI TEACHER K LIYE FORM DALE THE.....
bhiyo agar hum aise hi 6nov ka intzar karte rahe to hame kuch nahi milega phir date milegi tondon bewakfoo wali bat kar raha itne di n hearing karte hue ho gaye aur usko ye nahi pata ki kya order sign hue hai court govt milkar hamara future barbaad kar rahe hai
bhiyo sirf ek option hai sarkar aur court ki kirkiri karne ki hum sabhi apni dist ke bsa office per dharna de parteyek dist me mondey ko or sab log dm office me dharna de nahi to kuch nahi bachega agar humne six nov ka intzar kara
Anil Ji Namaskar,Mai aap ki baat se puri tarah sahamat hoo yeh sarkar aur Tandan ki mili bhagat hai jo ki hum jaise berojgat logo ke bare me bilkul andhi ho gai hai aur apni Rajneet karney me lagi hai . Ab asmay aa gaya hai ki hum sabhi TET candidates plan kar ke sarkar ke khilaf ek ugra Andolan suru karen tabhi is sarkar ki need khulegi. Thanks all TET candidated
ab to training ke liye sabhi b. ed holder eligible hai
niyukti ke liye satrawar add nikala jayega alag se
jaise abhi purane btc,svtc walon ka nikla hai
niyukti ke time par tet pass aniwarya hoga
niyukti ke time par sarkar chahe to tet wieghatage ge sakti hai.
jha tak mera swal hai main es process ka puri tarah se samarthak nhi hu
whatever,,, bharti honi chahiye kaise bhi ho
agar 6 ko bhi add nhi aaya to....
andolan hona chahiye shantipurwak
gyi bhais pani me
sarkar ke pass very clever buerocrates hai..
unhone aisa danv khela ki sabhi charo khane citta ho gye
dosto ab kuchh nhi ho sakta
bharti esi tarah hogi
cabinate ke faisle sanvaidhanik hote hai ,court kuchh nhi kar skta
cabinate ne kuchh din phle decision liya tha ki phle traing hogi uske bad niyukti hogi
sarkar ne ek teer se do nishane mar diye hai
ab court par nirbhar krta hai ki unhe sahi krar de ya foul de.....
apni ray jrur de shantipurwak[not abusive ,, nhi to main abusive me p.hd hu]

Dear All TET passed Bed Candidates it is our right to fight for our Haq and if we will fight sure we will win but if we will not start we can not achieve our target ,the Govment and Tandan are not in favour to you to provide the Job but they wants to delay the job for their befits ( Rajneet/ election) , here we are only 2.5L candidates and now govt is thinking to add more candidates by new tet 2012 so they are providing us only date .....date.......date.........again date.....but no job ..
Sabhi log milkar Lucknow Jane ka program banao
plz 1 date fix karke news papers and blog par update Karen
government and court Ko apni takat dikhane ka time Aa gaya h
rha purane add ka swal
to tet leader s.court kyu nhi gye abhi tak..
sarkar ke against [add radd krne ]supreme court kyu nhi gye..
agar kisi ke pass,,, [high court ne add radd krna shi mana tha ya galat, ya kisi bhi tarah ki news add radd krne ke sambandh me],,es matter se judi koi bhi news ho to share kre..
es news ke analysis krne se malum pad jayega ki ab[purane add ko radd krne ke sambandh me]] es case me kitni dam baki hai.
agar es case me koi dam nhi baki hai to,,,,,,
bharti esi tarah hogi jaisa ki maine abhi upar btaya hai...
dekh lena,,
court jane se bhi kuchh nhi hoga
sirf thoda time or waste hoga
jyada se jyada etna ho skta hai ki tet ko thoda waightage mil jaye
I think Tandon is eirher fool or he is supporting the Govt or he is making fool to all TET passed Bed candidates because every date of TET he demands some new documents from Govt and then by this methods he takes the new date from court Pending.....Pending..........Pending.......
Bhaiyo mujhe nahi lagta ki ye government aur court dono milkar hum sabko koi bhi rahat denge isliye bhaoyo yahi samay hai akhilesh ki goongi bahari sarkar jo soi huyee hai use jagayen varna ye raji se hamen humara haq nahi denge isliye Ab humen aandolan ke liye uth khade hona hoga
Bhagat Singh Attri
Lucknow aandolan ki kya date fix hui hai.
What we are loosing ...i) Money by Phone ii) Money by Internet use iii) money lost for old add in Postage, Photocopy and Draft etc. iv) Our Confidence for new competition and What we are gaining-i) Frustration ii) ego iii) Mental harassment and Torcher by Govt .Lets thinks after waiting of 11.5 months ( 335 days) what is our mental condition- we are unable to beat any competition it is true. So Please fight against the Govt who is responsible for all above.
NAMASKAAR VERMA JI
dosto aaj jahan the bahi aakar kade ho gaye jara soco hamne kya paya aur kya khoya hai ...dosto humne mehnat keval uptet pass karne k liye ki thi aur apna mazaak udwane k liye up tet pass kiya tha aaj hamein absos ho raha hai ki hum log up aur bishar mein kyo paida hote hai is se accha hai bhutaan country k kisi lower kasve mein paida hua hote to kam se kam apna buisness kar rahe hote is traha job k liye sangharsh nahi karna padta....
dosto
tandon ka adesh dikhawa matr tha agar court ne case ko seirous liya hota aur sarkaar ko fatkaar lagai hoti to aaj ye case final ho gaya hota jis vacancy per only 270000 students ka haq tha unper aap sabhi ki merit kaise laga sakte hai kyoki hum log avedan kar chuke the dhandli to 10th 12th mein bhi hoti hai kya bina kisi saboot k kisi per case chalaya ja sakta hai sarkaar k pass is baat ka saboot hi nahi hai ki koun se students ne no badwaye hai to phir purana add radd karne ka kya matlab hai ab ye bharti ho sakti hai to old add per or kuch nahi mein bhi bharti samarthak tha paruntoo case ko dekhte hua vapas aana hi padega kyoki vapas to hum ab bhi aa gaye hai to kyoun na phele wale add per hi bharti ki maang rakhi jaye..mein ye bhi janta hoo ki kuch logo ko mera suggetion accha nahi lagega paruntoo uske liye ...sorry
Dear Friends,
Its my request to all friends(TET MERIT,ACED.MERIT & BOTH)to please stay together and will move to Lucknow for a big agitation against govt.Force govt. to publish the add in the news paper irrespective of any status(merit.acedemic).Please otherwise we all are become losers.please throw away all the bloody politics,be unite and fight.If you are not unite then you do not deserve for fight with the govt. and this what the govt.wants.
Anil Ji Thanks ,Abhi to hum kud aapas me lad rahey they magar ab waqt aa gaya hai jab hum EK JUT hokar sarkar ke khilf morcha khol de otherwise Sarkar kuch nahi karna chahti hai aur hum logo ko berojgar bana kar ghumati rahegi . Ek date fixed karen aur Lko Move karen.
Meri Samajh se Sarakar Niyukti Prakriya Ko kewal latakana Chahati hai and Arun Tondon bharpur uska sath de rahe hai. Nahi to ab tak 4-5 bar samay diya ja chuka hai sarakar ko. jab sarakar ke pass power nahi hai new viggyapan nikalne ka to kaun nahi purane viggyapan ko hi man Lti. Kya karen hum musibat ke mare hai. Sarakar Kitna Gir sakati hai eski koi sima nahi hai. sarakar ko apni EGO kai pari hai hamen apne life ki.
Dear Subash Ji Very Very Thanks good Article in the favour of TET + bed
Anil ji shayad aap thik hi kah rahe ho...it is the last and only option for service
Logo ne SP ko is liye nahi elect kiya tha ki ek din woh logo ke carrier ke saath khilwad kare.SP hamare upper hammering kar rahi hai --Socho..........
Plz friends, it requires a huge agitation for old ad.
dosto is waqu blog per bath kar bahut accha lag raha hai kyoki mujhe jo umeed thi umeed k mutabik mere tet pass dost blog se jud rahe hai aur apni acchi pirtikirya de rahe hai ab agar isi pirkaar hum log lucknow ka rukh karein to sayad gougi sarkaar sun le
Hum Bhi to Chah Rahe hai ki Purani vigyapti bahal ho jay. aur primary education ka khi uddhar ho sake jo es samay gart me ja raha hai. "OLD ADVERTISMENT IS THE BEST OPTION"
dosto mein ghaziabad se blong karta hoo mein chahta hoo ki ghziabad mein rehne wale jitne bhi tet pass students hai mujh se is no per sampark kar sakte hai....9555301210
UMESH VERMA JI
situation ko dekhkar age bada jayega kyoki hamara maksad tet merit per bharti lena ya fir acd per lena nahi hai bharti hone chahiye kisi bhi base per ladai hamari yahi honi chahye aap log meeting karo apne apne distt mein students ko ek karo aur lucknow ka rukh karo..hum apke sath hai...
Anil Ji you are right , We have to plan and take a solid decision for this also please decide the date and time , Now this is the Actual VOICE of TET+Bed candidated who have cleared the all exams by thier hard efforts.
Bhaio sabhi log apney apney area ke tet passed candidates se baat karen aur apna Mob. No. bhi Blog par note kar de taki dusre bhaio ko help mil sake . Mai Ghaziabad se hoo aur Anil Ji se juda hoo.
DOSTO
GHAZIABAD ke jitne bhi students tet pass hai hum se sampark kar sakte hai hum ek meeting rakh rahe hai ye tabhi sambhav hai jab aap logo ki sankhiya adhik hogi aap blog se judein aur apni pirtikirya viyakt karein...
My Cell No.-8860362244 Ghaziabad
TET PASS STUDENTS K HELP NO
ANIL KUMAR 9555301210
RAMAN RANA 9873827181
R S VERMA JI 8860362244
PARVESH JOSIA 9999199656 IN no per sampark kar sakte hai ghaziabad k students k liye
Praveen Singh- न्यूज डायरी शिक्षक भर्ती के आवेदन आन लाइन भरे जाएंगे अलीगढ़। बेसिक शिक्षा विभाग मे भर्ती के लिए बीएड डिग्री धारकों का शिक्षक पद पर चयन के लिए आवेदन अब आन लाइन भरे जाएंगे। इस बारे में प्रदेश सरकार ने फैसला ले लिया है, ऑन लाइन फार्म के लिए आवेदन करने की तिथि सचिव शिक्षा सुनील कुमार तय करेंगे। संकेत मिले हैं कि 20 अक्टूबर से आवेदन ऑन लाइन भरने की प्रक्रिया शुरु हो जाएगी। राष्ट्रीय सूचना विज्ञान केंद्र के निदेशक एसबी सिंह ने बताया कि शासन ने बीएड डिग्री धारकों के शिक्षकों के आवेदन ऑन लाइन जमा कराने का फैसला लिया है। उसी के तहत एनआईसी ने सॉफ्टवेयर तैयार करके व्यवस्था कर ली है।
Source: only4uptet news
Prabhat ji, pleas sir aap bataye ki ye jo news only4uptetnews pur publish ki gyi hai kya ye sahi hai.
plz................ sir,
Reply me
devender ....9012339692...dist ghaziabad
devender ....9012339692...dist ghaziabad
devender ....9012339692...dist ghaziabad
DEVENDER KUMAR JI APKE SAMPARK MEIN JITNE BHI TET PASS STUDENTS HAI UNSE SAMPARK KARO AUR JO DATE FIX HOGI MEIN APKE NO PER MSG KAR DUNGA...ANIL KUMAR
hi,i am deepak sharma from modinagar
DOSTO BLOG PER EVENING MEIN 7 PM PER MILUNGA
DEEPAK JI APNA NO SENT KARO
Mahanand
mo.no
7275495360
jo bhi date ho pls msg kijiye.
Dits-Ghazipur
Dear Anil Ji more peoples are coming in our touch from Ghaziabad Distt. so may be you will get their cell nos . please update the nos . in your diry/ cell for the next information and meeting purpose. Thanks.
Dear All TET Passed friends please , please be connected to each other in your respective distt as well as other distt for better plan and information , now it is time to not wait only move forward against govt policy for our Haq.
All tet pass student jo b andolan ki date fix hogi usme adhik sankhya me samil ho.
Yaro puri life ki bat hai.
Chup baithne
chudi pahnane se kuch nhi hoga. Thank
सरकार और कोर्ट की अभी तक की प्रतिक्रियाओं को देखते हुए आप सभी में क्रोध आना स्वाभाविक है, और आप सभी की इच्छा सरकार के लिए भद्दे से भद्दे शब्दों का प्रयोग करने की भी होना स्वाभाविक है पर आप अपने धैर्य और शिक्षित होने का परिचय देते हुए अपने विवेक से काम लें और सोशल साइटस पर भद्दे (अभद्र) शब्दो का प्रयोग न करें।
धन्यवाद
अब समय ये सोचने का नही है कि मेरा गुणाँक इतना है, मेरा एकेडमिक इतना है, मेरे टेट मे इतने है तो मेरा होगा या नही, सब एकजुट होँ तो क्या हासिल नही हो सकता, सरकार ने तो कोर्ट 31 मार्च 2015 का समय बताया है, हम सबको एक खबर मिल जाती है और हम उसको पूरा होने का इन्तजार करने लगते है, अब इन्तजार का समय नही है, याद करेँ जब सरकार ने अप्रैल मेँ जाँच पूरी कर फैसला लेने के लिये कहा था तब से आज तक कुछ हुआ, सबको तैयार करो हमे अपना हक लेना है
आप अपने धैर्य और शिक्षित होने का परिचय न देते हुए अपने विवेक से काम न लें और सोशल साइटस पर भद्दे (अभद्र) शब्दो का प्रयोग करें।
धन्यवाद
Now I am in New Delhi But I am from Mainpuri Distt. Those candidates belongs to Mainpuri can Contact me we will make a group of people and whichever date'll be fixed for demonstration we will be there in Lucknow so get ready.
Rajnesh Kumar
Mainpuri
My E-Mail ID
gsm4raj@gmail.com
I already have a large number of group of TET candidates
E LO BTC04/07/URDU WALO KI WEBSITE (http://upbasiceduboard.gov.in/registration.aspx)
CHALU B HO GAYI. SITE PE BED WALO K LIYE OPTION HI NAHI. PAKKA HO GAYA KI HARAMKHOR GOVT ABI APNI BHARTI NAHI KARNA CHAHTI.
ISLIYE LKW ME AANDOLAN K ALAWA AB KOI RASTA NAHI.

SORY 4 REPEATING CMT ( by mistake )
U.P. GOVT ka primery teachers ki bharti se koi lena dena nhi hai. Tabhi itni deri ho rhi hai.
S.P. Govt ne apna sara dhyan CHUNAVI GHOSNA PATTRA pr hai.
Q ki wo chunav b isi lubhavne PATRA ki vajah se jiti hai.
Sarkar k pass avi BEROJGARI BHATTA,KANYA VIDHYA DHAN,LAPTOP,TAB, in pr dhyan hai. Sarkari khajani me entna paisa nhi hai ki wo 72825 Teachers ko de ske so esi vajah se wo delay kr rhi hai aur ADD nhi nikal rhi hai.
aur sath he sath 2014 lok sabha cunav ko dekhte huve wo 2012 wale TET ko v mauka dena chahti hai taki uska vote bank badh ske....
Esliye aap svi mil kr kisi bade ANDOLAN ki tayari kre agr nhi to aise he date pe date padte rehge.
Aur dusri bat in schoolo me na to kisi NETA ka ldka padhta hai na kisi MANTRI,OFFICERS KA sare grab logo k bachche he padhte hai.
is vajah se v sarkar aur adhikarion ko es mamle me koi jaldi nhi dikh rhi hai.....
ab samay aa gya apni takat dikhane ka
.
.
.
.
JAI HIN JAI SHISHAK SAMAAJ
SORY 4 REPEATING CMT ( by mistake )
SORY 4 REPEATING CMT ( by mistake )
mitro, ab ye saaf ho gaya h k kuchh nahi hone wala.
time 2014 tk mila h aur court me 2015 bataya ja rha jisse court abhi time de aur govt. se aap kya aasha rkhte h jo b parties yaha h sb whi kaam krti h jisse vote bank bane.
aap sb abhi aaps me lad rhe h jiska advntg govt le rhi aap khud sochiye k tet2012 ho gaya to base chahe jo hoga fir se sb k liye fight bad jayegi aur abhi jo chanc h b wo khtm ho jayegi. aaiye hm sb milkar 6nov k pahle govt ko majboor kr de.
ham sab ko ek visal dharna dena hi hoga..kyo ye sarkar b.ed ko naukri nahi deni chahti hai.kyoki hame c.m sahab jo ki Australiy se padai karke aaye HAI aur we videso ki tarh apne u.p me bhi leptap aur tablet batna hai..isliye we 72825 lego ke salery ka central gov se bheje paiso se we leptap aur tablet banwa rahe hai kyo unko apne vote bank ko badane ke liye sicha mitro aur kanyavidya dhan batna hai...abhi tak inki sarkar bane 9 mahine ho gaye lekin pure u.p koi vacency nahi khole..ye sarkar agle 5 saal tak kisi ko naukri nahi degi..ye sirf berojgar bhatta hi degi...wah re s.p gov (kya samajwad )hai

my email id.(amit.arya2210@gmail.com) kya hoga primary vidyalay ka bhagwan hi jane
amit.aryan2210@gmail.com updr kuch mistake ho gaya tha
kal 20oct ko uptet walo ka lucknow me vidhan sabha k samne anischit kaleen dharna pradarshan laga hua hai.aap sabhi log bhari sankhya me pahuche.dhanyawad
bHAYIO
YE RAHA LINK
http://upbasiceduboard.gov.in/main.aspx
PAR APNA bed WALA OPTION NAHI HAI
Blog editor mat udao comment.ye sale isi ke patra hain, kamine sab
My Brothers , ek ho ja o BTC 2012 ho ya teacher vacancy sabhi me 10th & 12th ki merit hat jaye to sabhi padhene wale boyes ho jaege. why 10th & 12th up me bahut nkal hoti hi...
Sabhi vacancey BA. BSC, B.com.BED @ tet pe karne ke liye koi case kyo nahi kar raha hi..& BTC 2012 ka salection ke liye BA. BSC, B.com.& tet per karne ke liye case kare to sahi hoga ..jago jago ..sab bawal 10th & 12th ki merit ke chalte ho raha hi..if BA. BSC, B.com. & BED pe merit banegi to sabhi nkal wale bahar ho jayge...& koi court bhi nahi jayega..sabhi vacancy nkal wale hi nahi hone de rahe hi...jago ..jago please reply
Bhai logo ab planing hi krte rhoge ya phir date b fix kroge.. m taiyar baitha hu yar date btao jasdi se. andolan ki.......
BTC bhi yek nukri hi hai...so ye bhi to tet per hona sahi hoga...please brothers case kre ham sath hi...please reply...nkal walo ko kyo muka de rahe ho.......
10th & 12th ki merit hat jayegi to sabhi bawal smapt ho jayega...
sc ke bina kuchh nahi hone wala
nkal wale hi to nahi vacancy hone de rahe hi..10 th & 12th ki merit abhi sarkar hata de , sabhi nkal walo ka jose danda pad jaega...
10th & 12th ki merit if sarkar hta de to abhi nkal walo ka jose thanda pad jaega...Aur Vacancy hone lagegi ..koi virodh karne wala nahi rahega...please reply.
Dosto date and time fix karo aur net, paper and call se sabhi ko suchna do. Ab samay aa gaya hai hai sarkar se mahasangram ka. court ke intzar me padenge to zindagi bhar rona padega. thodi si laparvahi kahi hamare liye zindagi bhar k liye nasoor na ban jaye. so lucknow chalo. . . . . . jai TET.

Plan1 ye hai ki aap kewl apne grup k saath ya singal hai to akele hi kal 10 baje vidhansabha k paas pahuche hame kisi neta ki jrurat nhi, bas santipurwak c.m se baat krne ki mang krke b.ed walo ka adv nikalne ki baat karna hai, plan2- agar police ne jabrjasti ki to thoda hangama kark waha se nikal lena hai, hmara maksad kewal media aur c.m ko apni problem btakar adv jald se jald nikalwana hai.
Arree gazzzzaaab,
Dosto date and time fix karo aur net, paper and call se sabhi ko suchna do. Ab samay aa gaya hai hai sarkar se mahasangram ka. court ke intzar me padenge to zindagi bhar rona padega. thodi si laparvahi kahi hamare liye zindagi bhar k liye nasoor na ban jaye. so lucknow chalo. . . . . . jai TET.
Dosto date and time fix karo aur net, paper and call se sabhi ko suchna do. Ab samay aa gaya hai hai sarkar se mahasangram ka. court ke intzar me padenge to zindagi bhar rona padega. thodi si laparvahi kahi hamare liye zindagi bhar k liye nasoor na ban jaye. so lucknow chalo. . . . . . jai TET.
BLOODY POLITICIAN . YE SUB AMERICA KE ESHARE PAR HO RHA HAI.
abhi kuch ni hone wala........paresan mat hoiye.
sarkar abhi bhartee ni karana chahti.......b.ed.walo ka.
abhi kuch ni hone wala........paresan mat hoiye.
sarkar abhi bhartee ni karana chahti.......b.ed.walo ka.
pankaj singh agra
9770371084
maine sb k commnt padhe h or is natije pr aya hu ki siddhhi ungli se ghee nahi niklta h to abjagoo...
tetpassed
andolan ki jarurt h
c.m. bhi chahte h ki puri INDIA k logo ko pta padhe ki S.P. sarkar bhi h
qki mulayam p.m ka khwab jo dekh rahe h.
isi bhane apni p.m. pad ki dawedari kar sake.
agra k as pass wale contact kare
aam admi ko nyay mil sake isliye nyayalaya ki vyavastha ki gayi thi
nyaypalika ka karya vyavasthapika aur karyapalika k galat karyo per ankush lagana hai kintu yadi nyaypalika inko apne sahare ke galat
mansoobo me kaamyab hone me madad karti hai to ab hum sabko ye nahi kahna chahiye ki hamara desh loktantrik hai hamen saharsh ye sweekar karna hoga ki hum ek tanashahi sarkaar k adheen hain jahan ek aam admi ka ilaaj nahi ho sakta adhikari ko jinda jalane ka prayaas kiya jata hai kisi bhi adhikari ka apaharan kiya jata hai
aur yogya ummeedwar jo ki teacher bankar desh ka bhavishya bana sakte hain unka arthik mansik sharirik shoshan kiya jata hai aur unhe suicide karne ke liye ya apradhik karya karne k liye badhya kiya jata hai
meri email id
pankajsinghcool208@gmail.com
facebook pr bhi mil sakte h
pata nahi ye sarkar kis vyaktigat swarth ke chalte hame dhokha de rahi h hamare sabra ka baadh toot gya ab waqt aa gya inhe hamare unity ko dikhane ka govt ne pahle tet phir flat acd aur fir gunank ke jariye hamari unity ko toda aur jab use lag raha h ki ye kuch nahi kar sakte to apni tanashahi dikha rahi hame pagal samjh rahi h kuch to karna chahiye election koi option nahi hamare haq ka.pahle sab tet passed ko ek hona padega aur apne kam dhande ko kuch time ke liye bhoolna padega tabhi ham apna future bacha sakte h warna ab to kale badal dikh rahe bharti per jab date clear karne ke bad court aur govt hame bewkoof bana sakti h to kya guarnty ki ye apni abcd phir se strat nahi karegi is yadav ke bacche ki baat ka koi ek percent bhi bharosa nahi h dogla h .hame andolan karna chahiye aur apne uper ho rahe anyay ko print media ke sath aur electronic media ke sath milkar sarkar ko avgat karna chahiye .
ham logo me se kisi n kisi ko lucknow vidhan sabha ke samne apne badan me petrol dalka aag laga hi behatar option bacha hai...roj roj ke ghut-ghut ke marne se achha hai ek baar hi mar jaye...puri mehnat aur education ye akhiles aur uske mantri mandal ke membes barbad kar diye...ham kahi ke nahi rahe...kya neta hai s.p ke sab gwar aur jahil wo kya jane ek berojgar ke liye naukri ki ahmiyat..,(amit.aryan2210@gmail.com)

Bina andolan ke ye akhal lesh kuch nahi karega.kal andolan lakhnau me jayada se jayada sankhaya me chale
Dosto maine pahle bhi ye sujhav diya tha ki goongi bahari sarkar jo soi huyee hai use jagane ke liye humen ekjut hoker itni jor se lalkarna hai ki is goongi bahari sarkar ke kan ke parde khul jayen
hum Aligarh wale har kadam par aapke sath hain Jo date tay karo please tell me on my cell no. is 9758111212
Bhagat Singh Attri
Mobile no. 9758111212
Editor ji please mera comment publish Karen
jab sarkar s.c. ke 6 months mai sabhi school mai teacher bhartikarne ke order ke bare mai vichar tak nhi karti to h.c . ke order ko bhi nhi manegi
DOSTO,
SARKAR KO 270000 TETIONS KE NAHIN BALKI 1000000 B.ED. HOLDAR K VOTE CHAHIYE.
IS LIYE SABKI BHALAI ISI ME HAI KI SRKAR PAR DABAW BANAYE KI AB HAM AUR FORM NAHIN DALENGE BECAUSE HAM ALREADY APROX 10000 RUPAYE KHARCH KAR CHUKE HAIN AUR AUR KHARCH KARNE KI CHHAMTA NAHIN HAI KYA BAR BAR SARKAR BADLE TO SE BAR BAR FORM BHARA JAYE SARKAR KI MANSHA DHANDHLI KE NAM PAR KEWAL TET KI IMPORTANCE KO KAM KARNA THA TAKI WAH 1000000 B.ED. HOLADARS SE VOTE LE SAKE NAKI 270000 SE IS LIYE AB MAUKA AA GAYA HAI EK HONE KA AUR APNI EKJUTTA PRDARSHIT KARNE KA EK BADA ANDOLAN KIYA JAYE AUR TET 2012 TAB TAK NA HONE DIYA JAYE JAB TAK SARKAR RUKI BHARTI PRAKRIYA KO JALD SHUROO NA KARE.
Hi main Aligarh se hoon mera mobile no.
9758111212
Please tell me about movement for going to Lucknow
ham sab tet passed candidates ek h .kyonki SANGTHAN MAI SAKTI HOTI H.TET paased ya ete merit ya tet +acd ya gunank kaise bhi .
DOSTO,
SARKAR KO 270000 TETIONS KE NAHIN BALKI 1000000 B.ED. HOLDAR K VOTE CHAHIYE.
IS LIYE SABKI BHALAI ISI ME HAI KI SRKAR PAR DABAW BANAYE KI AB HAM AUR FORM NAHIN DALENGE BECAUSE HAM ALREADY APROX 10000 RUPAYE KHARCH KAR CHUKE HAIN AUR AUR KHARCH KARNE KI CHHAMTA NAHIN HAI KYA BAR BAR SARKAR BADLE TO SE BAR BAR FORM BHARA JAYE SARKAR KI MANSHA DHANDHLI KE NAM PAR KEWAL TET KI IMPORTANCE KO KAM KARNA THA TAKI WAH 1000000 B.ED. HOLADARS SE VOTE LE SAKE NAKI 270000 SE IS LIYE AB MAUKA AA GAYA HAI EK HONE KA AUR APNI EKJUTTA PRDARSHIT KARNE KA EK BADA ANDOLAN KIYA JAYE AUR TET 2012 TAB TAK NA HONE DIYA JAYE JAB TAK SARKAR RUKI BHARTI PRAKRIYA KO JALD SHUROO NA KARE.
My cell no. 9758111212
ham sab tet passed candidates ek h .ab sab ko ek sath hone mai hi kuch ho sakta vyaktigat swarth se uper socho jiska ho jayega ho jayega jiska nahi ho payega wo apna kuch aur dikhega jhoothi umeed mai kab tak baithe rahege .tet merit ho ya acd per ya tet+gunank jaise bhi ho ab hame sirf bahrti chahiye hamare sath bahut dhokha hua h is ladai mai sabka yogdan hona chaiye kyonki haq sabka h .
DOSTO NAMASKAAR
DOSTO ghaziabad k tet pass students ki ek meeting rakhi gayi hai jismein ghaziabad bad se alag koi bhi students usmein samil ho sakta hai koi badyata nahi hai ADD:- RAM MANOHAR LOHIA PARK RAJENDRA NAGAR SAHIBABAD GHAZIABAD UP
MEIN 21 OCT SUNDAY 3 SE 5 DOPAHAR KO PAHUNCE APKA HAARDIK SWAGAT HAI...
R S VERMA JI 8860362244
ANIL KUMAR 9555301210
RAMAN RANA 9873827181
PARVESH JOSIA 9999199656 PER SAMPARK KAR SAKTE HAI
Editor ji please mera comment. Publish karo please
DOSTO ANDOLAN KIS DIN HONA CHAHIA APNI RAI DEIN KYOKI KUCH LOG JOB BHI KARTE HAI SUNDAY YA MAONDAY 28 OCT YA 29 OCT
PLZ REPLY JAROOR KAREIN KYOKI APKI VOTING JAROORI HAI SEHMATI K LIYE...
Shi keh rahe ho bhai
उत्तर प्रदेश सरकार द्वारा टेट पास विद्यार्थीयो के साथ सौतेलापन एवँ छल के द्वारा बदला लेने की गन्दी चाल
डा अमित कुमार अग्रहरि महराजगँज के द्वारा
साथियो सरकार का कमिनापन जगजाहिर हो गया है सरकार मायावती सरकार से भी नीचे गिर गयी है ईस सरकार ने पहले कहा की अभी एनसीटी से अनुमति नही मिली अशोक खरे जी ने जब ये कहा की अनुमति 31 मार्च 2014 तक मिल गयी है तब फिर सरकार ने झुठ बोला की अनुमति 2015 तक मिलि है सरकार की नीचता देखिये ये कोर्ट को भी झुठ बोलके गुमराह कर रही है खैर सरकार झुठ बोलके फँस गयी है अब तो इन्हे एनसीटी का पत्र भी कोर्ट मे दिखाना है खैर हमारी स्थिति दिन प्रतिदिन मजबूत होती जा रही है अब अगर विज्ञापन 10 दिन के अन्दर नही आया तो तय है कोर्ट का फैसला आ जायगा
http://uptet.jagranjunction.com
DOSTO,
SARKAR KO 270000 TETIONS KE NAHIN BALKI 1000000 B.ED. HOLDAR K VOTE CHAHIYE.
IS LIYE SABKI BHALAI ISI ME HAI KI SRKAR PAR DABAW BANAYE KI AB HAM AUR FORM NAHIN DALENGE BECAUSE HAM ALREADY APROX 10000 RUPAYE KHARCH KAR CHUKE HAIN AUR AUR KHARCH KARNE KI CHHAMTA NAHIN HAI KYA BAR BAR SARKAR BADLE TO SE BAR BAR FORM BHARA JAYE SARKAR KI MANSHA DHANDHLI KE NAM PAR KEWAL TET KI IMPORTANCE KO KAM KARNA THA TAKI WAH 1000000 B.ED. HOLADARS SE VOTE LE SAKE NAKI 270000 SE IS LIYE AB MAUKA AA GAYA HAI EK HONE KA AUR APNI EKJUTTA PRDARSHIT KARNE KA EK BADA ANDOLAN KIYA JAYE AUR TET 2012 TAB TAK NA HONE DIYA JAYE JAB TAK SARKAR RUKI BHARTI PRAKRIYA KO JALD SHUROO NA KARE.DOSTO,
SARKAR KO 270000 TETIONS KE NAHIN BALKI 1000000 B.ED. HOLDAR K VOTE CHAHIYE.
IS LIYE SABKI BHALAI ISI ME HAI KI SRKAR PAR DABAW BANAYE KI AB HAM AUR FORM NAHIN DALENGE BECAUSE HAM ALREADY APROX 10000 RUPAYE KHARCH KAR CHUKE HAIN AUR AUR KHARCH KARNE KI CHHAMTA NAHIN HAI KYA BAR BAR SARKAR BADLE TO SE BAR BAR FORM BHARA JAYE SARKAR KI MANSHA DHANDHLI KE NAM PAR KEWAL TET KI IMPORTANCE KO KAM KARNA THA TAKI WAH 1000000 B.ED. HOLADARS SE VOTE LE SAKE NAKI 270000 SE IS LIYE AB MAUKA AA GAYA HAI EK HONE KA AUR APNI EKJUTTA PRDARSHIT KARNE KA EK BADA ANDOLAN KIYA JAYE AUR TET 2012 TAB TAK NA HONE DIYA JAYE JAB TAK SARKAR RUKI BHARTI PRAKRIYA KO JALD SHUROO NA KARE.
kya hoga ab??????????????????????????
9412183434
DOSTO,
SARA BAWAL MERIT KA HAI IS LIYE U.P. BOARD WALO JAGO WARNA SARKAR KABHI GUNANK KABHI FLATE KABHI ALL B.ED. HOLDAR JAISE CHAKKAR ME FAANS RAHI HAI IS LIYE EK JUT HO JAO AUR MERIT
GRADUATION + B.ED.+ TET
HI KARWAO
WARNA FULL LIFE PACHHTAO

mein apse kuch discus karna chahta hu mere sawaal kuch ese hai ki jo apko jhakjhor kar rakh sakte hai jo mujhse GORAKPUR K EK DOST RAJESH JI NE PUCHE HAI
NCTE SE SAMBANDH MEIN
1. KYA sarkaar NCTE k rule k anusaar work kar rahi hai.
2.kya siksha mitro ki itni percentage hai jo NCTE k rule ko follow kar rahein hai.
3.NCTE ki guidlines mein siksha mitro ka koi rule hai ya jikar hai jo unhen teacher banaya ja raha hai.
4.NCTE ki guidlines mein jurnal catageory k liye 50% marks ki patrta rakhi gayi hai chahe apne TET kyona pass kar liya ho apko training k baad bhi bahar ka rasta dikha diya jayega.
5.NCTE ne sc/st cat ko b.ed passing percentage par karwaya hai yani 36% to Ncte k rule mein 45 % aur 5% ki discount jab ki ab tak inko pass % per b.ed karwai gai hai to % kis liye to kya inki B.ed bekaar hai.
6.Ncte k rule mein likha hai ki jin B.ed students ne 2012 se phele special training kar li hai wahi valid hai.
7. SIKSHA MITROIN ki parcentage 70% students k 40 pct se kam hai to 2 saal ki training karne k baad vo log valid kyoin hai hum kyon nahi.
dosto is per apne pirtikirya ya suggetion jaroor dein kyoki apke suggestion se kisi ka udhar ho sakta hai aur kyoki jab aap bharti lene jayege to bhi apko bahar ka rasta dikha diya jayega to esi b.ed se kya fayda...anil kumar
ab to sosite karne ka man kar raha ,.aur iska jimedas s.p gov hoga
friends now you have two option ~1 save old advertisement 2 be ready to apply for next advertisement for s btc with 750000candidates .
Dosto andolan k date fix karo..
LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KHYENGE PAR BHARTI ABHI KARAYENGE!!!LATHI GOLI KH
bhaiyon jaisa ki ap jante hai govt ne apni niti court ke samne spast kar chuki hai ki wah sabhi b ed degree dharko ke kiye s btc ka course karane ke bad tet qualified s btc ke chayan ke liye vigyapan nikale gi justice tondon g s btc ke vigyapan ki date 6 nov ko batane ke liye kaha hai par aisa lagta hai ki govt abhi aur delay karegi ab apke pas 2 raste ya to old adv ko bahal karai ya s btc ke through 750000candidates ke beech fight kare .
KIS KAM KI WAH PATRTA JISKI NA HO KOI MAHATTA
KIS KAM KI WAH PATRTA JISKI NA HO KOI MAHATTA
KIS KAM KI WAH PATRTA JISKI NA HO KOI MAHATTA
Date fix karo......raebareli se koi hai... 9026970384
are aandolan ki date fix karne se pahle roop rekha tiyaar karna jarori h. nahi to pahle ki tarh galiyo me hamare kai bhi bhatakt rahi the.
bhai jo bhi date fix kare bho pori jimmedari ke sath hamare sabhi sathiyon ko apna aur apne sathiyo ka.mob.no.aur dharna sthal ki poori jankari 2 days pahle hi kara de.
jay bheem jay bharat.
abb ladai hogi ki angreg jise yaad rakhen...
WAH KYA BAAT HAI LAGTA HAI HAMARI MEHNAT RANG LAYEGI DOSTO IS BAAR SANKHYA ITNI JYADA HONI CHAHIY KUCKNOW ME KI SARKAR KAANP UTHE LUCKNOW ME BAS HAM HI NAJAR AAYEN
Isi soch ke karan bsp ki 204 ki 80 seats rah gayi
Bilkul shi soch rahe ho bhai . Ab to hd ho gyi
Ab to hd ho gyi ........
Andolan Andolan Andolan Andolan...................
yar batao andolan kab h
Dear Friend, Please be united and fixed the date of before the 6 NOV otherwise Court will again provide nest date and Tandon will say for some more documents . Tandan is favouring the SP Govt.ANDOLAN date must be before 6 Nov as Mr. Anil has already asked above.
Sathiyo ab bhi samay hai jaag jaao
varna rasta khula hua hai bhaag jaao
mein aapko yaad dilana chahta hoon ki humen datkar in makkar netaon ki is dhoort chal ka mukabla karna hai jo ye humen gumrah kar rahe hain
mitro jaisa ki humare kuchh sathiyo ki raay hai ki date 24October ki date tay ki jaye wo thodi samajh se pare hai kyonki us din dusshara hai or tyauhar par yah sab theek nahi rahega
mitro mujhe lagta hai ki date tay karni chahiye jisase kuchh log jo private job ya koi anya kaam kar rate hain vo bhi ismein samil ho jaye ye mera sujhav hai baaki aap sabhi log milkar jobhi date tay karenge mein bhi usi faisle ke saath hoon
Bhanu ji kya aapne aaryan istitute Agra se b.ed kiya hai please tell me
Post a Comment