BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Tuesday 16 October 2012

BTC - नेहरू ग्राम भारती डीम्ड विवि की बीटीसी डिग्री मान्य नहीं : हाईकोर्ट

BTC - नेहरू ग्राम भारती डीम्ड विवि की बीटीसी डिग्री मान्य नहीं : हाईकोर्ट



इलाहाबाद (एसएनबी)। इलाहाबाद हाईकोर्ट ने नेहरू ग्राम भारती डीम्ड विवि, जमुनीपुर कोटवा द्वारा जारी की जा रही बीटीसी डिग्री को वैध मानने से इनकार कर दिया है और ऐसे अभ्यर्थियों द्वारा सहायक अध्यापक के रूप में नियुक्ति प्रक्रिया में शामिल करने की मांग को लेकर दाखिल याचिका खारिज कर दी है। कोर्ट ने कहा है कि एनसीटीई की क्षेत्रीय कमेटी के दो वर्षीय बीटीसी कोर्स चलाने की अनुमति देने मात्र से विवि को छात्रों का प्रवेश लेने का अधिकार नहीं मिल जाता है। विवि को शैक्षिक सत्र शुरू करने से पहले परीक्षा नियंत्रक प्राधिकारी से कोर्स शुरू करने की अनुमति लेनी चाहिए। यह आदेश न्यायमूर्ति दिलीप गुप्ता ने शशि कुमार द्विवेदी व अन्य की याचिका पर दिया है। याची के अधिवक्ता जीके सिंह का कहना था कि एनसीटीई ने धारा 15 (3) में बीटीसी कोर्स की अनुमति दे दी है क्योंकि विवि स्वयं परीक्षा प्राधिकारी है। ऐसे में परीक्षा नियंत्रक प्राधिकारी से अनुमति लेना जरूरी नहीं है। अपर महाधिवक्ता सीवी यादव का कहना था कि विवि यूजीसी द्वारा स्वीकृत कोर्स को ही चला सकता है। 27 फरवरी, 04 के शासनादेश के तहत गठित परीक्षा नियंत्रक प्राधिकारी एक परीक्षा विभाग है जिसकी अनुमति ली जानी चाहिए। कोर्ट ने कहा कि विवि को बीटीसी शिक्षा सत्र में प्रवेश लेने व परीक्षा कराने का अधिकार नहीं है। पूर्व मंत्री अवध पाल सिंह की याचिका खारिज

Source - Rashtriya Sahara
16-10-2012

93 comments:

M Tomar said...

case ka kya hua mr mahesh

M Tomar said...

sabhi bhai kaha gaye

***Raghuwanshi*** said...

Next date 18 oct yani parso.

***Raghuwanshi*** said...

Next date 18 oct yani parso. Sab kuch clear hai

Unknown said...
This comment has been removed by a blog administrator.
Unknown said...

9 inch aapki news ka source kya h

Shabbir hussain said...

Do din me vigyapan jari karne ke court ke nirdesh.

Unknown said...

high court ne diya vigyapan nikalne ka aadesh,court ne btc,tet,b.ed ka sanyunkt vigyapan nikalne ko kaha
source india news

Unknown said...

Tondan ne gov.ko 2 din m add. Nikalne ka nirdesh diya. Next hearing date 18 oct.

Unknown said...

aaj tondon ne kamal kr diya bhaiyo gov ko sirf do din diye h vigyapan jari krne k liye...next date18 oct h...ab dekh yh h ki gov cort k is adesh ka kha tk palan krti h...gov on back foot...its realy good news.....

Unknown said...

thats good news ...

pawan said...

Navratro ke pavan pavitra utsav per tandon g dwara gov ko jhatka. do din mei joint adv nikalme ka aadesh diya. pls bhaiyo ab koi aur rit sehen na hogi

Unknown said...

Is this true?

bhanu said...

Bhaiyon kya ye sahi hai.. news.

Unknown said...

Its just fake news

Unknown said...

Fake

Unknown said...

Tondon ne kaha ki btc walo ki jald bharti kare

Unknown said...

Afwa q faila rhe ho?
Agar ye news sahi h to news ki source kya h ?

bhanu said...

Bharti 2020 k bad hogi source. Ltv.

ABHAY SINGH SRINET @GORAKHPUR@ said...

BLOG EDITIOR JI AAP KAHA H ? ARE YAAR KUCHH NEWS HO TO SHARE KAREN,

Unknown said...

vigyapan wali news ka source india news hai jo ki sahi hai 12 baje ki breaking news thi

Unknown said...

Tondon-gov btc ki bharti ka software 2 din me launch kare.

ABHAY SINGH SRINET @GORAKHPUR@ said...

Pushkar/ Tomar sir sanyukt bigyapan, me btc aur bed/tet ke liye base ek hi rahega ya alag alag?

santosh gaur said...

Whr r u mr. Prabhat? Kya blog bnane tk ka hi kam aapka hai ya jo news post hui h court related usko certified b karenge aap? Aise din to aap gayab ho jate ho.....

Unknown said...

Dosto badhai ho ab intjar ki ghadi khatm ab add aa jayega.

Unknown said...

BLOG EDITOR G aap is news ke bare me confirm kyon nahi karte

Anonymous said...

sab sale fake news de rahe hai

bhanu said...

2020 k pahle bhul jaye..... teeacher banna..ye sp gov. Hai..

bhanu said...

Add aa gaya hai... jan s....

Unknown said...

bhanu tet suppoter hai kya...

rajeev kumar said...

Haseen aur bhanu tum kutte ho kya.?????
Jab only4uptet par bhi add. Bali khabar post hai to tum kyo bhok rahe ho.albida............

bhanu said...

Bharti supporter...

Anonymous said...

sp govt ko 2014 main vote nahi dena hai inhe jamin per lana hai bhiyoo

UPTET said...

नियमावली के आधार पर बनेगी विशिष्ट बीटीसी चयन की मेरिट
जागरण ब्यूरो, लखनऊ : परिषदीय स्कूलों में शिक्षकों के 72,825 पदों पर भर्ती के लिए होने वाले विशिष्ट बीटीसी चयन में उप्र बेसिक शिक्षा सेवा नियमावली में निर्धारित व्यवस्था के आधार पर मेरिट बनायी जाएगी। शासन स्तर पर इस बारे में सहमति बनने के बाद अब इस प्रस्ताव पर बेसिक शिक्षा मंत्री से मंजूरी ली जाएगी। उप्र बेसिक शिक्षा (अध्यापक) सेवा नियमावली, 1981 में शिक्षकों की नियुक्ति के लिए मेरिट तय करने की जो व्यवस्था निर्धारित की गई है उसमें अभ्यर्थी को हाईस्कूल में मिले प्राप्तांक प्रतिशत के 10 प्रतिशत, इंटरमीडिएट में हासिल प्राप्तांक प्रतिशत के 20 प्रतिशत और स्नातक के 40 फीसदी अंश को अंकों के रूप में जोड़ा जाएगा। यदि उसने बीएड की परीक्षा में थ्योरी और प्रैक्टिकल में प्रथम, द्वितीय और तृतीय श्रेणी हासिल की हो तो दोनों के लिए उसे क्रमश: 12, छह और तीन अंक दिये जाएंगे। प्रमुख सचिव सुनील कुमार की अध्यक्षता में हुई बैठक में यह तय हुआ कि शिक्षकों की भर्ती के संदर्भ में अभ्यर्थियों को छह महीने का विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षण देने के लिए जो चयन होगा उसकी मेरिट उप्र बेसिक शिक्षा सेवा नियमावली के प्रावधान के अनुसार होगी। परिषदीय स्कूलों में शिक्षकों के 72,825 पदों पर बीएड डिग्रीधारकों की भर्ती के लिए पहले छह माह के विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षण के लिए उनका चयन किया जाएगा। विशिष्ट बीटीसी प्रशिक्षण पूरा करने के बाद नियुक्ति की प्रक्रिया अपनायी जाएगी। पूर्व के वर्षों में विशिष्ट बीटीसी चयन के लिए अभ्यर्थियों के हाईस्कूल, इंटरमीडिएट, स्नातक और बीएड परीक्षाओं में हासिल प्राप्तांक प्रतिशत को जोड़कर मेरिट बनायी जाती थी। हाल ही में शासन स्तर पर यह विचार भी उभरा था कि विशिष्ट बीटीसी चयन में विभिन्न बोर्ड और विश्वविद्यालयों के अंकों में समतुल्यता हासिल करने की पद्धति अपनायी जाए लेकिन फिलहाल इस सुझाव को ठंडे बस्ते में डाल दिया गया है।

bhanu said...

Source batao... news ka
......

UPTET said...

। हाल ही में शासन स्तर पर यह विचार भी उभरा था कि विशिष्ट बीटीसी चयन में विभिन्न बोर्ड और विश्वविद्यालयों के अंकों में समतुल्यता हासिल करने की पद्धति अपनायी जाए लेकिन फिलहाल इस सुझाव को ठंडे बस्ते में डाल दिया गया है।

Anonymous said...

tet b,ed walo ka add do din main aa raha hai

Anonymous said...

source etv utterpradesh

Unknown said...

dosto adhiktar fake news de rahe hai apni santusti k liye kal k paper mein dekhna wahi sahi hoga blog per kuch log gumrah kar rahe hai kisi k behakabe mein na aye....wait karein kal tak..

ABHAY SINGH SRINET @GORAKHPUR@ said...

Bikas vajpaee ji blog par aaiye, add will be published within 2 days

Vipin said...

Dosto kya govt. Ne purane add ke draft vapas kiye ?nahi to soch lo fir koi writ jarur dali jayegi .jin logo ne itne paisa lagaya tha kya be chup baithenge.

Anonymous said...

hello friends

Madhavi Gangwar said...

Open downloads folder Clear all
Today
Oct 16, 2012

INDIA TV 16-10-12 (1)
http://wfs05.wapka.mobi/download-981650-2e0458c8a9-254c8f8c2ff43985acad/INDIA%20TV%2016-10-12

Anonymous said...

monika je
abhi nahi kiya

Unknown said...

PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR JI)
aap kuchh latest news publish q nahi karte ho.
Kya sunwai hui court mai kuchh to batao?
Ya ye blog Afwa felane walo k bharose chhod rakha h.

Madhavi Gangwar said...

news true hai upar diye address par click karke dekh sakte hai news india pe publish news add within 2 days aa raha hai court ne coudesh diya ha

Anonymous said...

sp govt paise tp vapas kar doo

dewali manani hai

Unknown said...

Monika ji ye gade murde ukhane ka time tumhe abi mila h. Kuchh time shan rho wo sab baad ki baat hai.

Unknown said...

pratmik siksko ki bharti ka mamla-hc ne btc+sbtc+b.ed,tet ka joint vigyapan ka aadesh diya_@ INDIA NEWS.....

Madhavi Gangwar said...

Ranjeet Singh Yadav Aaj court ne srkar se kha ki kya ap vighyapan layen hai to AAJ ne kha ki hmne pravinta prapt logo ka vighyapan jari kr dia hai is pr court ne kha ki hm kuch nhi jate ap ek do di it means 17, tk S.BTC ka complete vighyapan nikale anytha ki isthti me case punh Tuesday ko put up hogi aging for further hearing. Uprokt adesh orally hua hai yani ki vighyapan within 2 dayss me nikale .ydi gov 2 din me vighyapan nhi Lati hai to 18.10 . 12 ko is mamle me vyapak mod aa skrta hai .

Madhavi Gangwar said...

dekhte hain dosto 2 din me kya hota hai

M Tomar said...

mahav ji tuesday to aaj hai iska matlab next week 23-10-12

***Raghuwanshi*** said...

tum sab soch rahe ho ki vigyapan aane par bharti ho jayegi, h h h h ,
vigyapan aane to do ek step nahi chalne diya jayega s p sarkar ko,
aaj tak kabhi aisa hua hi nahi ki 2 baar vigyapan aaye aur badli prakriya se koi service pa jaye,
jai mata di
ek step bhi mahnga padega...soch lo...

Anonymous said...

sp

Unknown said...

hii

sanjeev said...

blog editor g please update todays court order if any .there is nothing except rumour .

Vipin said...

Gen /art./male/gunank ke chance kya hai?58 par kya ho sakta hai

pawan said...

Exclusive news n nine inch go to hell waha jagah khali hai abhi abhi tazi khabar behti hawao se prapt hui hai.

sanjeev said...

adv nikalne ke liye kam se kam 3days pehle g o jari karna parta hai .g o abhi tak kewal btc wa vbtc candidates ke liye jari hua hai .justice tondon g has not yet given any order for 72825vacancies .you don t trust on me then wait and see what is going to happen .insane guys .kam se kam koi rumour to na phailao jab sahi news nahi hai to mat bolo .

Unknown said...

koi news h

M Tomar said...

prabhat dixit ji please aaj ki hearing update kare kuch log fake news de rahe hai

Vipin said...

@9 inch kya aapki didi aapke comment padhkar bahut khush hogi.

Unknown said...

sahi kaha manoj

Unknown said...

arvind bhai . what happened in the cout ? if you have any lattest news, share with me.

vinod said...

are court me kya news update hua use to update kariye.

***Raghuwanshi*** said...

Abhi sarkar koi add nahi degi
kitna murkhtapurd nirday hai hamare judge mahoday ka ki ab sayukt vigyapan nikalo
ek baar alag karo ek baar sayukt
good job mr tandon
waise ab tandon ji btc,v.btc,urdu btc k vigyapan ko bed se nahi jod payenge kyoki matter double bench me hai.
Aur inhe tet se chhut mil jayegi kyoki inke baki sathiyo ko service mil chuki hai. Ye matter bhi double bench me jayega. Hum taiyyar hain.

Vipin said...

Lagta hai is tet ka kuchh nahi hoga.

Unknown said...

Hello

Anonymous said...

hello

Unknown said...

Prabhat ji aaj ki sunwai publish kare

Unknown said...

Tet ka kisi state se form nilalA ho to wo bhi publish kare

raj said...

koi aisa vanda nai jo court de sake chahe wo +ve ya -ve bas ye batao hua kya

Unknown said...

Jisko b aaj k high court allhabad k order ki source chahiye wo www.only4uptet.wapka.mobi par login karke india news option par click karen

Unknown said...

Sanjeev yar apna chekup karao aur india tv ki news only4uptet click karo

sanjeev said...

honourable tondon g ap is blog par aaye iske liye thanks .lekin ye batye ki yadi aaj govt 20oct ko jari hone adv ka chayan process nahi de saki to apne sachiv par jurmana q nahi lagaya .bar bar date de dete hai akhir q .hamare bhaiyo ka dukh tumeh dikhai nahi padta .btc wa trained v btc ki bharti chahe ap on line karrai ya off line hume isse koi matlab nahi lekin yadi hamari bharti ko old adv se nahi karaya to ap ke decision ko double bench se lekar supreme court tak challenge kiya jayega s c ko kya jawab dena hai abhi se soch kar rakhiye .dear tetians har bar ki tarah is bar bhi govt koi aisa base nahi rakh saki jo sabhi boards wa universities ke candidates ko saman awasar de sake yadi govt 20oct se pehle ek pardarshi process court ke samne nahi rakh payi to 20oct ko btc wa trained v btc ke liye jari hone wala on line adv delay ho sakta hai is isthit par ye ho saktahai ki govt adv amendment notification jari karna pade .friends till then keep on giving your interesting comments .

sanjeev said...

vijay bhai bus 2din ki hi to bat hai ap bhi yahi par hai aur mai bhi dekhte hai kon sahi hai aur kon galat .rahi news ki bat to mai apko ye bata du ki sari problem trained (btc ,v btc tet qualified )untrained (b ed ,tet qualified )candidates ka adv ek sath nikalne se hua .ap ye kehna chahte hai govt wahi kam phir se duhrane ja rahi hai taki recruitment should be stayed again .what do you want to say ?please justify .

***Raghuwanshi*** said...

Dear Sanjeev,
Vigyapan aane to dijiye,ghabra kyo rahe hain
mere andar ki baat to gov bhi nahi janti
yadi add me kuch galat mila to ise reject kar dunga
mai aatmik rup se tet merit holders k sath hu
mai janta hu ki double bench previous add ko inforce kar degi par mai primary rup se aap k liye background taiyar kar raha hu

K.G YADAV said...

Blog par kuch log ulte comment matlab sahi baat ko bhi galt trike se comment kr rhe hai, t.v par saaf likha tha b.ed tet walo ka adv ayega. Aur gov ko bharti to krni hi hai, ha ye sahi hai k thoda let jrur hua hai, aur us let k karan kuch arajk log jinhe bharti se koi matlab nhi hai dusro ko preshan kr rhe hai, ink hath me kuch nhi hai, bas ek low qulity ka mobile hai jisse ye ulte sidhe coment krte hai, bharti to gov ko krni hai, aur court k adesh par hi kr rhi hai, phir bhi pta nhi ye kyu preshan hai, hairan hai.

sunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com said...

WE FULLY SUPPORT TO SANJEEV

sunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com said...

yadi aaj govt 20oct ko jari hone adv ka chayan process nahi de saki to apne sachiv par jurmana q nahi lagaya .bar bar date de dete hai akhir q .hamare bhaiyo ka dukh tumeh dikhai nahi padta .btc wa trained v btc ki bharti chahe ap on line karrai ya off line hume isse koi matlab nahi lekin yadi hamari bharti ko old adv se nahi karaya to ap ke decision ko double bench se lekar supreme court tak challenge kiya jayega s c ko kya jawab dena hai abhi se soch kar rakhiye .dear tetians har bar ki tarah is bar bhi govt koi aisa base nahi rakh saki jo sabhi boards wa universities ke candidates ko saman awasar de sake yadi govt 20oct se pehle ek pardarshi process court ke samne nahi rakh payi to 20oct ko btc wa trained v btc ke liye jari hone wala on line adv delay ho sakta hai is isthit par ye ho saktahai ki govt adv amendment notification jari karna pade .friends till then keep on giving your interesting comments .

Anonymous said...

tondon ne kha 18 tak vigyapan nikalkar court mai rakhe gov. c.b. yadav ne kha TET ko weighteg dekar nikala jayega vigyapan.satish kumar dehli

Unknown said...

जो होगा देखा जायेगा

Unknown said...

जो होगा देखा जायेगा

Unknown said...

bhartee to purane se hogi hi kuki naye me age 18 se 21 kiya gaya hai jo galat hai aur 18 year na hua to mamla rukega...dekhte rahiye sb.

Unknown said...

bhartee to purane se hogi hi kuki naye me age 18 se 21 kiya gaya hai jo galat hai aur 18 year na hua to mamla rukega...dekhte rahiye sb.

Unknown said...

bhartee to purane se hogi hi kuki naye me age 18 se 21 kiya gaya hai jo galat hai aur 18 year na hua to mamla rukega...dekhte rahiye sb.

Unknown said...

bhartee to purane se hogi hi kuki naye me age 18 se 21 kiya gaya hai jo galat hai aur 18 year na hua to mamla rukega...dekhte rahiye sb.

Unknown said...

Breaking news-up cabinet ki meeting kal.(source etvup 8.32pm)

Unknown said...

Vikask535@gmail.com

sanjeev said...

if govt is unable to present recruitment process before court by 18th oct ,the on line adv which is to be issued 20oct may be delayed .it is not easy for the govt to befool tondon g .

sanjeev said...

prabhat g please remove the hurdle .thanks .

Unknown said...

Today, court me 72825 ko lekar kuch nahi hua, court ne B.T.C. and V.B.T.C. ki selection process ko clear karne k liya 2 din ka time diya, agar court ko usme kuch galat lagta hai, to usse kharij kar sakti hai, isse clear hai ki government abhi 72825 ke liye aur samay legi. Sayad kal ki cabinet ki meeting me kuch good news mile.
Next date of hearing 24 october

Unknown said...

Bharti suporter GAURAV YADAV Obc Sci.
Gudank 65.9
flat 258
118