UPTET - टीईटी वालों को फिर जगी उम्मीद
बदायूं: टीईटी पास अभ्यर्थियों ने मालवीय आवास गृह पर बैठक करके नौकरी लगने संबंधी मौजूदा स्थिति पर विचार विमर्श किया। इसके साथ ही अदालती कार्रवाई से उम्मीद की किरण नजर आने की बात भी कही गई।
यूपी टीईटी संघर्ष मोर्चा की बैठक में जिलाध्यक्ष हृदयेंद्र शर्मा ने बताया कि हाईकोर्ट के न्यायमूर्ति अरुण टंडन द्वारा बार-बार नियुक्ति संबंधी विज्ञापन निकालने के लिए जब प्रश्न पूछा गया तो सरकार के वकील ने कहा कि नया विज्ञापन जारी करने के लिए सरकार कोई विचार नहीं कर रही है। उन्होंने कहा कि ऐसी स्थिति में नवंबर 2011 के पुराने विज्ञापन को सही घोषित करते हुए बहाल करने की आशा बढ़ गई है। उन्होंने कहा कि टीईटी बेरोजगार चिंतित न होकर सक्रिय रूप से संगठन से जुड़े रहें।
जिला महासचिव विपिन सक्सेना ने खुशी जाहिर करते हुए कहा कि सभी सदस्यों को एकजुट रहना है और न्यायालय में लगातार पैरवी करते हुए अपना सक्रिय सहयोग देना है।
बैठक में मनोज कुमार, गौरव सक्सेना, छविनाथ, धर्मपाल, सुशांत सक्सेना, अरविंद कुमार सिंह व धीरज आदि मौजूद रहे।
Source Jagran
21-10-2012
29 comments:
purane vigyapan se vacancy nahi bharne denge
kaise bhi new vigyapan lana padega
kyu no. kam h kya tet me?
padhai to bas ki nahi hai writ hi daloge tum log ............
tarun mera tet marks 101.
obc(art) kya chance hai
mr. no. km nahi h mera b.ed ka result nahi aya tha to form nahi daal paye the
tet me 115
flat-278
gunak -69.5
ye sarkar kewal pagal bana rahi hai NCTE ke rule pehle aur ab me saf saf likha hai ki appoinment ke bad hi b.ed wale ncte ki 6 months ki traning me samil ho sakenge.
matlab tet niyukti and 6 months ki traning dono ke liye compulsury hai.
kuch log naye add. ki baat kar rahe hai wo MURGE 2011-12 B.Ed. wale hai.unki baat per dyan na dekar sabhi tet2011 wale jaldi se bharti ke bare me soche.
ok gud magar vigayapn new ayega ya nahipliz blog editor clear kare
kaha pr ho umesh and abhinav ji
Ayega
ana hi chahiye
nshant ji e abhadra bhasha apko sobha nahi deti
kya is NCTE KE LETTER ki ek copy koi media ko nahi de sakta.hindustan,amarujala wale kya ise publish nahi karenge.
Shant raho bhai log.kaha kuch aa raha hai.
pankaj vigyapan to naya hi ayega,aapne jo tet2011 pass kiya hai na wo kabhi valid nahi hai.aap kewal tet2012 ke bad hi dal sakte hai.
nishant sir mera ctet bhi clear h
mgr job e h to yhi pehle karenge
mera result late se aya h
mera b.ed 2010 ki h
Bahut acche bhaiyo sabko yaha apni apni pari hai swarth mai dube logo ki wajah se hi latka hai bagwan kare latka hi rahe jab tak log apne swart ki bat kare
latka rahega to bhooke to mr nahi jaenge
Update news
jinki b.ed. Ki marksheet tet ke bad ki hai wo unvalid hai
vigyapan 1 nov. Ko jari hone ki suchna hai
sarkar jald hi legi faisla
Bhukhe nahi maroge to jao yaha kya ukhad rahe ho.
plz positive rahen, agr purana Add revoke ho jaye to bahut hi good hai. Nahi to new k liye dharya rakhna hoga pata nahin Tondan kitne Fe davit lega.
SP Gov chor hai doston ye kisi ka bhala nahin chahti bas yahi chahti hai k sab berojgari k line me lage rahe rahen nahin to bhatta kaun kega aur sab padh kenge to jagruk ho jayenge aur unhen bewakuf nahin bana payenge.
Jai Ho
jo apas m ladna chahte h vo ak dusre ki m.. Or bhahan ch.. Madar jat
HA BHAIYO VIGYAPAN TO PURANA HI RAHENA CHAHIYE ISAKE LIYE CHAHE JO KRNA PADE......
HA BHAIYO VIGYAPAN TO PURANA HI RAHENA CHAHIYE ISAKE LIYE CHAHE JO KRNA PADE......
HA BHAIYO VIGYAPAN TO PURANA HI RAHENA CHAHIYE ISAKE LIYE CHAHE JO KRNA PADE......
HA BHAIYO VIGYAPAN TO PURANA HI RAHENA CHAHIYE ISAKE LIYE CHAHE JO KRNA PADE......
bander baat kise labh hua hai aaj tak ? aap log aise karte rahege to kisi ko naukri nahi milegi. sarkar to yahi chah rahi hai ki aap sabhi aapas me marte rahe hum iska labh lete rahe. yadi aap sabhi yahi chahte hai to yahi sahi. kahe ke liye andolan kiyja rahe band karo inko. jab job jayegi tab sabhi ke dimag khul jayege.
up tet 50% marks per pass wale sathiyo app soch rahe h ki hum sant baith gaye h nahi hum sant nahi baithange hamara mudda lambit h or hame ummid h ki hum saphal ho jayenge kiyonki hamare kuchh sathiyo ke vayactigat order ho gaye h . apka sathi R.P.Singh singhum
Prem pal singh
Sabhi saathi bhaiyo ko Radhe Radhe..
Maine adhikansh sabhi saathiyon ke blog ko padhkar dekha jismai Gussa adhik sujhav kam rakhe hai.. Friends mai aapke is gusse ko acchi tarah samajh sakta hu aur gussa aana swabhavik hai.parantu is gusse se kam nhi chalega. Kam chalega to ek acchi radneeti se. koi bhi kary agar acchi radneeti se kiya jaye to safalta ke acche awasar hote hai. Isliye mai aapko apni radneeti btane jar ha hu. Aap mujhse kitne sahmat hai please mujhe jarur btana..
1. Ham sabhi blog per gussa na dhika kr vidhan sabha par anishchit kaalin dharne par baith jaaye…aur tab tak baithe rhen jab tak vigyapan na nikal jaye..
2. Agar har dharne par baithne mai saksham nahi hai to suprim court ka darwaja khatkhataya jaye ..jismai highcourt aur sarkar dono ki party banaye jaye aur manniya suprim court se yah nivedan kiya jaye ki high court se lambit maamle ko ati sheeghr niptane ka adesh karain aur sarkar ko vigyapan nikalne ko nirdeshit krain..
3. Agar sarkar naya TET kraye to high court se us par stay lagana chahiye. High court se yah nivedan krna chahiye k jab tak sarkar hamara vigyapan na nikale tab tak naye TET par stay dene ki krpa krain..
Friends mai Prempal singh ( Aligarh) meri suprim court k taiyari bde joro pe chal rhi hai mai kai suprim court ke vakeelon se mil b chukka hu.Bas aapke sahyog k jarurat hai …Mujhe aasha nhi balki purn vishvash hai ki aap log meri radneeti par apne vichar krke apne Mat denge…
Thank you PremPal singh
Mob. 9411039852
Fax. No. 0571-2400471
Post a Comment