UPTET - टीईटी पास प्रतियोगियों का प्रदर्शन, चक्काजाम
खोला मोर्चा, तेलियरगंज पर घंटों बाधित रहा आवागमन
इलाहाबाद।
टीईटी समेत विभिन्न आयोगों की भर्ती प्रक्रिया लंबित होने से नाराज
प्रतियोगियों ने रविवार को तेलियरगंज चुंगी पर चक्काजाम कर दिया। इसकी वजह
से वहां घंटों जाम लगा रहा तथा आवागमन बाधित रहा। लखनऊ, प्रतापगढ़ आदि
जिलों को शहर से जोड़ने वाली इस सड़क पर चक्काजाम के कारण वाहनों की लंबी
कतार लग गई थी। ऐसे में आंदोलन समाप्त होने के बाद भी आवागमन सामान्य होने
में काफी वक्त लग गया।
सरकार की ओर से
घोषणा के बाद भी प्राथमिक शिक्षकों की विशेष भर्ती लंबित है। इसको लेकर
टीईटी पास अभ्यर्थी कई दिनों से आंदोलनरत हैं। इसी क्रम में पूर्व घोषित
कार्यक्रम के तहत बड़ी संख्या में एकत्रित प्रतियोगियों ने तेलियरगंज चुंगी
पर चक्काजाम कर दिया। प्रतियोगी टीजीटी और पीजीटी की लंबित परीक्षाएं जल्द
कराने तथा नया विज्ञापन निकाले जाने, संघ लोक सेवा आयोग की तरह उत्तर
प्रदेश लोक सेवा आयोग की भर्तियों में भी वेटिंग लिस्ट का प्रावधान लागू
करने, राजकीय कालेजों में प्रवक्ताओं की मेरिट के बजाय परीक्षा के आधार पर
भर्ती करने, दरोगा और पुलिस की भर्ती शुरू करने आदि की भी मांग कर रहे थे।
प्रतियोगियों
का कहना था इन मांगों को लेकर 28 अक्टूबर तक इसी तरह आंदोलन जारी रहेगा।
तब तक कोई फैसला नहीं हुआ तो 29 अक्टूबर को कलेक्ट्रेट का घेराव किया
जाएगा। पुलिस ने आंदोलनकारियों को किसी तरह से हटाया। चक्का जाम करने वालों
में विवेकानंद पाठक, विकास तिवारी, शैलेंद्र पांडेय, अभिषेक सिंह सोनू,
इलाहाबाद विश्वविद्यालय के सांस्कृतिक सचिव देवमणि मिश्रा, संजय पांडेय,
दिवाकर दुबे, चंद्रशेखर सिंह, उमाकांत यादव, विपिन सरोज आदि शामिल रहे।
भर्ती शुरू करने, परीक्षा प्रारूप में बदलाव को लेकर 29 को कलेक्ट्रेट में प्रदर्शन की घोषणा
ठप पड़ी भर्ती प्रकिया शुरु करने की मांग लेकर रविवार को तेलियरगंज चुंगी पर चक्काजाम कर प्रदर्शन करते प्रतियोगी छात्र।
Source -Amar Ujala
22-10-2012
41 comments:
TET SATHIYO NAMASKAR & NAVRATRI KI HARDIK SHUBHKAMANAYEN. "MAA HUM SABHI KI MURADEN PURI KARWANE KE LIYE AKHILESH SARAKAR SO SATBUDDHI DE.
Sathiyon Kya Aapko Lagata hai ki Akhilesh Sarakar Kahi na kahi manamani kar rahi hai.Eske liye hame jagna hoga Aur sarakar jo yuwawo ke sath majak kar rahi hai usko samajhana hoga nahi to yah sarakar hamare pradesh ko neelam kar degi aur 28 Pradesh me hamara pradesh sabse pichhara rah jayega. Sayad Sarakar ko abhi yuwa shakti ka andaja nahi hai.
hi frnds
koi hai online
kya koi bta skta hai
ncte ne jo anumati di hai,usko kis site par dekh skte hai
pta nhi 6 nov ko kya hoga
aandolan ho sirf bharti ke liye n ki base ke liye
agar aandolan sirf bharti ko lekar hota hai jisme mang rakhi jaye ki 6 nov ko add nikala jaye[b.ed+tet] ke liye
to jyada se jyada log judenge or aandolan tabhi safal hoga
Blog Aditor Prabhat Dixit Ji Aap ke pass Agar KG Yadav ji ke Sawalon ke Jawab Ho to Kripya De ki ncte ne jo Anumati di hai,usko kis site par dekh skte hai.
KG Yadav Ji (B.Ed+TET) se aapka asaya Kya hai. Kripya Aap Vistar se Lekhe.
dosto, ncte se sambandhit anumati patra ko aap uptet ki facebook par dekh sakte he. Shri Radhe Shyam
umesh ji
ye to tay hai ki nya add aayega
lekin dikkat etni hai ki sarkar phle training krati hai to all b.ed uske liye patr hai
jab ki agar phle niyukyi di jati hai to uske liye b.ed+tet hona chahiye
shri ji
wo aadhi adhuri hai
atah main us anumati patra ki site par dekh kar analyse krna chahta hu
i think no body here to talk on my views
there are many puny gods to talk on this blog
but no body knows about what types of discussion is going here
so dont create temporring on this blogg
and blog editor ji plz remove chaos theory
b, coz u should clear ur satand[ only bharti supporter]
KG Yadav Ji Saraka Yah Soch Rahi hai ki Purane wale viggyapan me kami nahi hai to naya viggyapan kase nikale. Kyauki Court me Judge viggyapan nikale ke bad dono viggyapan ki tulna karega agar pahale wala viggyapan sahi hai to court use man lega. Kyauki usaki sari prakriya puri ho gayi hai bas counsling baki hai. Yahi sabase uttam Tarika hai.
dosto bram me mat jiyo
sabse phle khud socho ki etna sab hone ke bad ab kya hoga y ab kya ho skta hai,,,
sirf ye dkhiye ki 6 nov ko agar kuchh clear hota hai to kitne log usse santust honge
umesh ji
sarkar ne aug 2012 ko sbhi purane add tatkal prabhav se radd kar diye hai...
abb purane add ka koi mudda nhi hai
"Sabhi Chutiya hai" Yah Bat Aap jaise Buddhiji varg (Kam se kam Graduation) ko shobha nahi deti. Aisa socha karo ki yah overwriting bahut se log dekhenge.
KG Yadav & umesh ji NCTE ka letter only4uptetnews per full detail me pada hai., pls check & reply
Letter me saf likha hai ki NIYUKTI KE PASHCHAT 6 month ki training arthat joining ke bad kabhi bhi (31 march 2012 tak)
Sorry Frnds
Letter me saf likha hai ki NIYUKTI KE PASHCHAT 6 month ki training arthat joining ke bad kabhi bhi (31 march 2014 tak)
Dear Blog Editor g
2014 Anumati letter mere pass ha Yadi aap apni id bata de to main apko blog par publish ke liye bhej sakta hu...............
Piyush Khatter Ji Please me EmailId Par bhej dijia Meri Email Id Hai. "u_verma@indiatimes.com" Please Piyush Ji Send my Email Id
Gaurav Verma Ji Blog wali Ruling Mai to dekha hoo lekin vah Adhi-adhuri hai Kyauki usme Letter No. Nahi Para hai. Same hona chaia.
hamara ad 1 week me aa rha h, vasudev yadav ne kal amethi me kha.....amethi hindustan me dekh lo
piyush ji my email id is rsharmaiocl@gmail.com, please send me anumati letter 2014
Umesh ji only4uptetnews per jayie vaha per 1st line me NCTE ka letter PDF file me full detail ke sath hai
YAH 2014 TAK SAMAY NCTE DWARA DENE WALA BLOG WALA PATRA HAI.
Atah nihshulk avam anivarya bal shiksha ka adhikar adhiniyam, 2009 (2009 Ka 35) ki dhara 23 Ki updhara (2) Dawara Pradatt shakttiyo ka prayog karte hua kendra sarkar atad dwara ukat adhiniyam ki dhara 23 ki updhara (1) ke antargat rastriya adhyapak shiksha parishad dwara Class I-V se sambandhit adhisuchit niyuntam adhayapak yogyata mandando ke sambandh me samay-samay par yatha sanshodhit ukat adhisuchana ke para 3 ki dhara(1)ki updhara (A) me ullikhit vyaktiyo ko ukat updhara me nihit sharton ko pura karne ke adhin date 01 jan, 2012 ke bad Class I To V hetu adhayapak ke roop me niyukti ke liye patra vyaktiyo ko anumati pradan karte hua chhoot pradan karti hai.
2. Es adhisuchana ke antrgat di gayi chhoot nimnlikhit sharton ko pura karte hua 31 March, 2014 tak ke liye manay hogi.
(V)Rajaya Sarakar aur anaya school prabandhan yah sunishchit karenge ki parishad ki samay-samay par sanshodhit ukat adhisuchana ke para 3 ki dhara(1) ki updhara (a) me ullikhit niyukti ke pashachat prarambhik shiksha me rastriya adhayapak shiksha parishad dwara manayata prapta 6 month ka vishesh karyakaram pura ho.
3. Parishad ke Dated 11 Feb, 2011 ke patra dwara nihshulk and aniwarya bal shiksha ka adhikar adhiniyam, 2009 ke antargat jari adhayapak patrata pariksha disha-nirdesh ke paragraph 5 ke up paragraph (iii) ke anushar samay-samay par Yatha sanshodhit ukat adhishuna ke para 3 ki dhara(1) ki updhara (A) me ullikhit vyakti(person) 31 March, 2014 tak rajaya me ki jane wali adhayapak ki niyukti ke sambandh me U.P. Stat Goverment dwara ayojit adhayapak patrata pariksha me bathene ke liye bhi patra honge. (Maine jo blog me likha tha likha diya.)
Piyush Khattar Ji GO. Email karne ke liye Thanks. Mere Layak Koi sewa ho to batana. Mai. Online Computer Par Bathata hu and typist English or Hindi Language.
Sathiyon Mai to Chala Dasahare ki chhutti par. I am come back after 2 days. "Good By"
5 NOV LUCKNOW CHALO
5 NOV LUCKNOW CHALO
5 NOV LUCKNOW CHALO
5 NOV LUCKNOW CHALO
5 NOV LUCKNOW CHALO
5 NOV LUCKNOW CHALO
5 NOV LUCKNOW CHALO
5 NOV LUCKNOW CHALO
DOSTO
kya hum logo k pass ek din ka time nai hai jo ham apna haq mag sakein. ghar beth kar kuch nahi milne wala hai sab soch rahe hai ki jo sabke liye hoga wahi hamare liye hoga to kya hum ghar beth kar intjaar karte rahe ki sarkaar jab chahe humein noukri degi aur apko mil jayegi to aap ghar beth kar noukri nahi le sakte hai....
dosto
hum log hasi k patr bankar na rahe jaye ki hum date fix kar dein aur aap log na pahuchein to dosto andhi aye ya tufaan 5 NOV YAAD RAKHNA JAROOR AANA DOSTO LUCKNOW HILAANA HAI...
DOSTO
aaj bolg per uptet students k jajbe ko dekhkar lag raha hai ki hamaara jagrukta abhiyaan kamyaab ho raha hai bas ek BADE ANDOLAN KI JARURAT HAI
5 NOV LUCKNOW MEIN
LUCKNOW CHALO DOSTO HILADO VIDHAN SABHA AUR LUCKNOW KO..THANKS
5 nov lko chalo
tetians! Utho,jaago aur lko ki or chalo"
5 nov. kolakhnow chalo.
dosto ham tet+acd sab ek h. aaj jarorat h to sarkar ko apni manmani karne se rokne ki agar aaj bhi ham ghar par baithe rahe to ncet letter ke anussar kabbhi nukri ke liye aavedan nahikar payenge. kuki jab tak ye sarkar bharti karege tantak tet2012 bhi ho chuka hoga aur ctet bhi.aur marrit phir to aap hi jano.....
isliy sarkar par abhi dabav banae ka muka h. nahi to kuch nahi milega
hamare tet bhi logo ni ji 5 nov. ki date fix ki h vo sahi h aur me unka samrthan karta ho.
kuki agle hi din sunvai h.
atah aapp sabhi ab kamar kas ke tyaar ho jao aur apne sathyo ke sath lakhnow pahuchen.
jay tet jay bharat.
dost ab apna haq chhinne ka samay aa gaya h.
5 nov. ko lakhnow pahuche.
pankajsinghcool208@gmail.com
piyush ji mujhe bhi ncte ka letter send kare
hai friend.s
Dosto hame apna hak magne se koi nahi rok sakta....n.c.t.e ke niyam ke anusar hame sarkar se ye mang karna chahiye ki sarkar bharti kisi bhi base par kare lekin pahle hame joining karake phir training karaye...kyo ki is sarkar ka kuch pata nahi ye kuch bhi kar sakti hai..,iske liye pure u.p me chakka jam kare tabhi sarkar hamari mang manegi.,.inkalab jindabad..9125685240
Post a Comment