BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Tuesday 11 September 2012

UPTET - अगली सुनवाई 27-9-2012 को

UPTET - टीईटी - TET


UPTET - अगली सुनवाई 27-9-2012 को

आज कोर्ट ने विशिष्ट बी0टी0सी0 वालों के लिये आदेश दिया है कि 15 दिनों के अन्दर उनके लिये अलग से विज्ञापन निकालकर कोर्ट में 27 तारीख तक प्रदर्शित करे और एक बार फिर सरकारी वकील द्वारा counter affidavit न देने के कारण 27 तक जमा करने का आदेश दिया|
 


By Blog Viewers

41 comments:

RAJVEER SINGH CHAUHAN:J.P.NAGAR AMROHA said...
This comment has been removed by a blog administrator.
PRABHAT DIXIT (BLOG EDITOR) said...

YADI KISI PERSON KE PAAS GUNANK G.O. KI COPY H TO USE AAP MAIL KAR SKTE H.
thnx

uptetbreakingnews@gmail.com

Jay Patel said...

Matlab ki ab 72825 teacher vacency vbtc ka add 27 ke pahle nikalana padega goverment ko. Kya ye conform ho gaya hai....

RAJVEER SINGH CHAUHAN:J.P.NAGAR AMROHA said...

sorry blog editor ji pr kya kru gussa aa gya

Unknown said...

go ki copy maine mail kr dia hai apko

Nitesh Sharma said...

ab ye bharti kabhi nahi hogi

RAJVEER SINGH CHAUHAN:J.P.NAGAR AMROHA said...

lagta h ki ye 2007-08 walo ke liye h. jo 5500 seats thi.
koi to btaye ji.

Sushil said...

15 din ke andar new adv. Kya ye sahi

Sushil said...

Ye 72825 ka adv. H pls. Koi clear kare

Nitesh Sharma said...

uptet ki agli sunwai 27 ko hogi,govt ne affidavit jama nhi kiya aur 15 din me naya add tet pass 2007-08 v.btc walo k lye hoga,hamari sunwai 27 ko hogi

Nitesh Sharma said...

ye bharti kbhi nhi hogi,confirm

RAJVEER SINGH CHAUHAN:J.P.NAGAR AMROHA said...

100%sure 2007-08 walo ke lye h.

Piyush Khatter (meerut) said...

bharti nahi hogi kaise rumour de rahe ho

Jay Patel said...

Aaj v.k.yadaw ji kanha hai kuchh conform nahi ho pa raha hai.

Unknown said...

agar koi confirm news ho to blog per share karo varna aafwah na felaye

sunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com said...

vishal ji please aap meri id par bhi mail kar de,
sagaretawah007@gmail.com

Nitesh Sharma said...

aese hi tarikh milti rhegi,govt. ne fedevvit nhi diya to court ne sidhe 15 din diye,27 ko bhi nhi degi to 1month milega

Nitesh Sharma said...

aese hi tarikh milti rhegi,govt. ne fedevvit nhi diya to court ne sidhe 15 din diye,27 ko bhi nhi degi to 1month milega

Unknown said...

Blog editer ji gudank G.O. ko publish kijiye

Piyush Khatter (meerut) said...

dixit g go ki copy blog par upload kare

Unknown said...

apko bhi mail kr dia hai sagar ji

Unknown said...

sagar ji maine g.o ki copy apko bhej dia hai

Piyush Khatter (meerut) said...

vishal g ya to blog par de do varna meri id par mail kar do piyush.khatter01@gmail.com

Unknown said...

muje lagta hai ki abhi kuch din pehle news aayi thi basic shiksha mantri dwara ki govt (72825+5500)ke liye adv nikalne ja rahi hai aur ab jo court ka adesh hua hai uske acoording jo adv aane vala hai agle 15 days main vo yahi hai bhaiyoon

Unknown said...

piyush apko bhej dia hai g.o ki cpy apke mail pr

Unknown said...

dixit ji go ki copy publish karo pls

Unknown said...

Pls snd me G.O. copy to my emailid amitbhatibtc@gmail.com

VIVEK SINGH said...

vishal ji plz mujhe a gunank go ki copy mail kre -vik30k@gmail.com

Dr PRAVEEN SINGH JADAUN said...

vishal ji aap mujhe bhi praveensjadaun@gmail.com par G.O copy mail kar dijiye

Unknown said...

prveen ji apko maine g.o post kr dia hai,aur ab dixit ji ne blog pr bhi ad kr dia hai

Jay Patel said...

Please g.o. Ki copy publis kar dijiye ya to meri mail id jaysingh.718@gmail.com par bhej dijiye please

Unknown said...

Aaj court me justice sir ne AAG se puncha ki apne new amendment k behalf pr abhi tk vighyapan jari nhi kia ? chalie to fhir 15 tk vighyapan jari Karen .
Jari vighyapan me ydi koi truti hogi to use 27 ko further hearing me dor kr dia jayega .
Aaj tet merit aur purvarti vighyapan k bchav me ek amendment application ko court ne allow bhi kia hai .
Yadi judge shab chahte to 3 ko hi kapil ki writ withdrawn hone k sath sesh petitions ko service ki regular court it means V.K.Shukla jik yha transfer kr dete
tandan sir shikchak bharti new amendment aur tmam mamlo ki monitoring ab apne hath me le lie hai .
hme dhirya rkhna hoga aur jiska hit prabhavit hoga o baithne walabhi nhi hai n kahu se dosti n kahuse bair

Unknown said...

Vishal jh g.o. Ki copy mail kijiye
Kamleshmaurya02@gmail.com

Unknown said...

Jo log ye afwah faila rhe h,k b.ed kliye ni niklega to bta dun unhe kchbate..
1.btc vbtc aur b.ed jo k vbtc me h ata h unka vigyapan 1 sath niklega.
2.1 job 1 base pe hoga nirny..
3.15 din ke andar vigyapan ayega.
4.base acdmic hoga
5.age 40 tk kiye jane pe ho rha vichar

Unknown said...

Shyam Dev Mishra
72825 trainee teachers ke mamle me hui aaj ki sunwai ke barey me filhal itna pata chala hai, abhi iski pushti honi bakee hai, ki court ne sarkar se 15 din me prathmikta keaadhar par TET-qualified BTC(1st) aur VBTC(2nd) walo ke liye alag aur B.Ed. (3rd) walo ke liye alag vigyapan nikal kar 27th Sept.2012ko court me use pesh karne ka adesh diya hai.

Unknown said...

kmlesh ji apko g.o ki copy bhej dia hai

Unknown said...

Syam dev jhoot nahi bolega kyo ki ye tet merit sppoter hai

raveendra said...

kya lagta hai ki kisi ki koe accountibilty hai hi nhi nhi court ki aur nhi sarkar ki by raveendra

mukesh1986 said...

kya bed walo par bhi gunank system lagoo hoga .........

Unknown said...

sachin bhai age limit 18 karne par b vichaar ho rha h kya?

Unknown said...

VISHAL JI MUJHE BHI G.O. KI COPY MAIL KAR DIJIYE--dr.ashishkumarmishra@gmail.com