UPTET - टीईटी - TET
Source - Jagran
24-9-2012
Jagran ke anusar to avedan ki prakriya shuru bhi ho chuki hai.
UPTET - कई के सपने हो गए चकनाचूर
मधुबन ( मऊ) : आखिरकार एक लंबे इंतजार के बाद टीइटी के संबंध में
सरकार का निर्णय आ ही गया। नए शासनादेश के अनुसार उत्तर प्रदेश में 72
हजार शिक्षकों के रिक्त पदों की भर्ती अब टीइटी परीक्षा में प्राप्त अंकों
नहीं बल्कि हाईस्कूल, इंटर, बीए एवं बीएड में प्राप्त अंकों के योग से बनने
वाली मेरिट सूची के आधार पर होगी। हां इसके लिये टीईटी परीक्षा में सफल
होना अनिवार्य होगा।
इस नये आदेश से एक तरफ जहां कइयों की बांछे खिल उठीं तो कइयों के
चेहरे पूरी तरह मुरझा गये। कारण भी साफ है। वे अभ्यर्थी जिनके उपरोक्त
परीक्षाओं में तो अच्छे अंक थे लेकिन टीइटी परीक्षा में 100 से नीचे अंक
मिलने के कारण अपनी दावेदारी को लेकर पूरी तरह मायूस हो चुके थे, अचानक नये
आदेश ने उनके पंख में उड़ान भर दी। दुबारी के जितेन्द्र कुमार, दरगाह के
सतीश गुप्ता, संतोष शर्मा, आलोक वर्मा आदि जैसे कई अभ्यर्थी टीइटी परीक्षा
में संतोषजनक अंक न पाकर भी अपनी नियुक्ति को लेकर आश्वस्त हैं। क्योंकि
अन्य परीक्षाओं में इनके अच्छे अंक है वहीं परिसर के राजेश यादव टीइटी में
123 अंक पाकर भी अपने आप को ठगा हुआ महसूस कर रहे हैं। उपरोक्त परीक्षाओं
में इन्हें जो अंक मिले हैं उसमें यह शायद ही अपने आप को मुकाबला में पाएं।
यही हाल अजय शर्मा, लियाकत अली, श्रीराम, मनोज यादव जैसे लोगों की भी है
जो टीइटी में अच्छे नंबरों से सफल होने के बावजूद अपने आप को दावेदारी से
बाहर मानकर चल रहे हैं। अब तो आवेदन की प्रक्रिया शुरु भी हो चुकी है।
बेचारे कर भी क्या सकते हैं।Source - Jagran
24-9-2012
Jagran ke anusar to avedan ki prakriya shuru bhi ho chuki hai.
44 comments:
New adv me Har zile me 500 rs ka draft lagega... Hindustan allahabad
Prabhat Dixit ji Dainik jagran over confidence ka shikar ho gaya hai aur ab to ye tet passed ko bechara batakar apni haden paar karke apni gandi va simit parsonality b jahir kar raha hai.
jinhone tet2011 pass kiya tha aur ab unka result 2011-12 session ka aa gaya hai. kya wo bhi is bharti me patra hai. mujhe to lagta hai patra hona chahiye jabki kuchh log mana kar rahe hai. waise agar bharti purane advertisement se hoti tab to ham patra nahi the. lekin ab to new adv aa raha hai. to fir patra kyo nahi hona chahiye.
May be
Har jile me 500 ka draft possible nahi hai.
Har jile me 500 ka draft possible nahi hai.
Lalji bhai , isaka yah matlab nahi h ki flat merit banegi,
aisa to newspaper me kafi pahle se chala aa rha h,
isaka sirf yahi matlab h ki acd merit banegi,
merit to ab tk k news k anusaar gunank ki hi banani chahiye,
baaki bina advnt aaye kuchh clear nahi hoga,
log tarah tarah ki baate karte rahenge,
very good news, ye news sahi hai because 10 12 BA BEd ke total ko bhi gudannk bola jata hai,cofusion door karne ke liye bbtc2008, btc2010,btc2011 ka vigyapan dekhe.yahi gudannk dekhker amar ujala, hindustan ne galat method ki afwa faila di.
2011-12 session bed wale tab form dalne ke liye valid the jab tet nahi manga jata.lekin tet2011 ,
2011-12 session bed walo ne kanoon ke hisab se galat hai.kabinet ne permission nahi di thi.ese to bp ed,aur jo khali hai unhone bhi pass kiya tha.ctet2012 me bhi bed walo ne primary ka pass kiya tha. aap kisi bhi diet me pata kar sakte hai
slp 0825/2012
sujit singh vs up state
pl.ad.
shailendra srivastava
co.no.- 9 _ se no_13
judge_ agrwal
case me stay dene se mna kar diya .judge ne kha ki ek court me sunwai ho rahi hai to wanhi apni bat kahe. Case ko tandon ke court me jod diya gya hai
Baccho do'nt worry...ye vacancy sabke liye hogi jiske pass tet aur b.ed. marksheet ho chahe vo tet kabhi bhi pass ho...
up tet to only jan 2012 tak hi valid tha fir uski vaidhata kaise bad gai....mera dost Ctet appearing pass kiya tha isi month uska result aaya hai...so aap log iske liye ladai na kare...sabhilog patra hai jinke pass tet aur b.ed marksheet hai...thanks
Deepti ji tet ki marksheet mein passing date 2011 hai or aap ki b.ed ki marksheet per 2012 hai ..ish liye aap tet pass mani hi nahi jaogi...aap li tet pass ki marksheet hi valid nahi hogi
Ek bat confirm samajna chahiye ki 2011 me tet hua hai to jahir si bat hai ki appearing sesstion 2011-12 hi hoga...ok buddy
Deepti you do'nt worry mai comfirm bata raha hu aapka jarur hoga...
Rahul pandey ji aap galat keh rahe hai...tet ya ctet ki marksheet ki pass year or b.ed ki passing year ak hi honi chayiye...ya b.ed pehle kar rakhi ho tet badme pass....
Deepti 101%disqulify hai..vo tet pass hi nahi mani jayegi...
Nitin je aap sahi kah rahe hain
RKYadav ji per inko kon samjahe...
u r right
nitehs zeyada samjhane ki zarurat nahi hai
Nitin u r 100% right
BHAI AGE LIMIT 35 HI RAHEGI YA 40 KAR DI JAYEGI ANYBODY TELL ME PLEASE
vigyapan anne do app chup raho varna sabhi logo ka dimag karab ho jayega
vigyapan main sab clear ho jayega.
kuch log khaten hai ki gurank per hoga or kuch flate.
uptet per to yee sarkar nahi karege.
Pls wait karo
bhiyo vigyapan kab ayeega
first week in October
tet sirf patrata parikcha hai..jisko logo ne appearing me pass kiya fir ye vacancy new vigyapti ke sath 2012 me aa rahi hai..aur sochnewali bat hai ki 2012 ke student hi samil nahi honge to jahir si bat hai bat aage bad sakti hai....
NIC ke dwara jab software prepare kar liya jayega uske dusre deen hi vigyapti aa jayegi..aab ye NIC par depend hai ki vo software kab tak bana pata hai,,kyoki uske dwara banaye gaye software ki help se hi form ko fill up kiya ja sakta hai...
softwear banane main kitna time lagta sakta hai
Kesav kaliya ji b.ed ek sal ka bhi hota hai aur 2 sal ka bhi hota hai jo log IGNOU OR RAJARSI se karte hai unke liye ye 1st Paper bhi valid hai...isliye mai samjhta hu ki apko jabab mil gaya hoga ki ..kaun log jo 1st Paper me ctet pass hai vacancy ke liye apply karenge...
Pratek Distric ke liye counsaling ke liye alag-alag website create hogi...jo galat hai...Meri samaj se ek hi website se mamla hal ho sakta hai magar log isme time taking process kar rahe hai...
Software to sabhi websites ke liye to ek hi rahega magar unka DATABASE apne Distric ke websites me hi save honge...
Rahul
council nov main ho sakti hai kya
rahul
software main kitna time lagega.
barti to ho jayegi na
rahul mara gurank 62.13 or tet 98, flat marit 234 sc-male- art kya bulandshahr (200 seat) main ho sakta hai
kya huwa Rohit jee kisko galiya dee rahe ho
rahul yaar hum 2011-12 ane walo se koi toh jal rha h.aisa lagta h jaise govt ne inhain special g.o bheja h.ye chahte hain hum form na daalein.bt v wil b in top nd wil get d job easily
Kya flat merit banegi? Koi to batao...
maro saalo ab new 2011-12 wale is vacancy me ghusenge jinhen ye sarkar nahin rok payegi aur flate merit bahut high ho jayegi.
is vacancy me 2007-08 se lekar 2011-12 tak k high meritians ghusenge aur un logon ki waat lagayenge jo academic academic ki rat lagaye the.
Suneel bhai is blog me jab abuse words ko mana kar rakha hai to ulte seedhd words mat use karo.
maro saalo ab new 2011-12 wale is vacancy me ghusenge jinhen ye sarkar nahin rok payegi aur flate merit bahut high ho jayegi.
is vacancy me 2007-08 se lekar 2011-12 tak k high meritians ghusenge aur un logon ki waat lagayenge jo academic academic ki rat lagaye the.
ACADEMIC SUPPORTERS NE APNI KABR KHUD HI KHOD LI HAI YADI WE EKJUT HOKAR TET MERITIANS KA SAATH DETE TO UNKA KABHI NA KABHI KALYAN JAROOR HOTA BUT ACADEMIC KE TRAC SE EK BAR BAHAR HONE K BAAD AAJ TAK KOI BHI CANDIDATE PATARI PAR WAPAS NAHI AA PAYA HAI
maro saalo ab new 2011-12 wale is vacancy me ghusenge jinhen ye sarkar nahin rok payegi aur flate merit bahut high ho jayegi.
is vacancy me 2007-08 se lekar 2011-12 tak k high meritians ghusenge aur un logon ki waat lagayenge jo academic academic ki rat lagaye the.
ACADEMIC SUPPORTERS NE APNI KABR KHUD HI KHOD LI HAI YADI WE EKJUT HOKAR TET MERITIANS KA SAATH DETE TO UNKA KABHI NA KABHI KALYAN JAROOR HOTA BUT ACADEMIC KE TRAC SE EK BAR BAHAR HONE K BAAD AAJ TAK KOI BHI CANDIDATE PATARI PAR WAPAS NAHI AA PAYA HAI
abhi bhi kuchh nahin bigda aur double bench ki taiyari suroo kar do sarkar ki baar baar badalti nitiyon par aawaj uthao wirodh pradarhan ke liye taiyar ho jao
old advt k anusar hi bharti me sabhi ka kalyan hai
Plz help me, mera flat 238 gen art male me kya chance h? Plz plz plz anybody reply
Plz help me, mera flat 238 gen art male me kya chance h? Plz plz plz anybody reply
ho jayega unknown ji
Post a Comment