Shakul Gupta > NAVAT judge to case end karne wala tha kyo ki advertise cancle ho gaya tha but ashok khare ne 3 din ka samay manga.ab mamla end ho gaya hai.
bhaiyon hamari aap se yahi prathana hai ki aap log apna samay is naukri ke liye barbaad mat kijiye, agar milna hoga to mil hi jayegi warna hum sabka samay aur paisa dono barbaad karegi. apne bhawishya ko sawarne ke liye mehnat akriye aur doosri jagah ke liye apply kijiye. dhanyawaad, apka subhchintak apka saathi
Dear Friends, Mai suni-sunayi baat par believe nahi karta hun aur n hi kisi ko batlata hun padhiye authentic news- Gov ne vigyapan vapas le liya hai aur tet supporters ke vakeel ne amendment wale "GO" ko challenge kiya hai eske liye new date 11 sep padi hai aur haan writ-76039/2011 ki koi value nahi rah gayi hai.just wait
Academic ka rasta clear ho gaya hy aur jab mayavati ne niyamavali change kiya tha to court ne use niti gat faisla kahte hue hast chep se mana kr diya tha! Khare apni fees ke liye case lamba kr rahe hy!
Khare Shukla ne sab tet pass ka bewakuf banaya ha jab tondon ko pata tha niyam change hote hi advertisment radd ho jaayega.to tondon ne ye niyam change karne kyo diye. khare aur shukla bhi ye jannnte the dono ke samne niyam change ho gaye dono bandar ki trah dekhte raha gye.
ram ji tumko ram govind chaudhri ka phone ya sms kya aya,ek bat soch lo koi bhi glt new is blog par mat dena kyo mai to pagal ho chuka hu mere hatho koi marne wala hai ab inka no. 3 ho gya hai(jaj,sarkar,aur ye r g chaudhri)
आज कोर्ट में मौजूद हमारे साथी रीतेश ओझा द्वारा मुझे बताया गया आँखों देखा हाल-----
टंडन जी के आने के बाद सरकारी वकील ने कोर्ट को बताया कि उन्होंने नियमावली संशोधित करके विज्ञप्ति रद्द कर दी है ,,,,कपिलदेव के वकी...ल ने अपनी याचिका वापस ले ली ,,, वह मौजूद रत्नेश पाल के अधिवक्ता अभिषेक श्रीवास्तव से टंडन जी ने पूछा कि आप क्या आप भी अपनी याचिका वापस लेंना चाहते हैं,, अभिषेक ने अपनी याचिका में संशोधन के लिए तीन दिन का समय माँगा तो टंडन जी ने 11 sept. date दे दी,,,,,अभिषेक ने कहा सर हमें कुछ डिफेन्स दे दीजिए वरना सरकार पुरानी विज्ञप्ति के पैसे वापस करने लगेगी और नयी विज्ञप्ति निकाल देगी,, इस पर टंडन जी ने कहा अगर आपकी बात सही हुयी तो मै इनका order खारिज (quash)कर दूंगा ,,,,,,,अशोक खरे आज कोर्ट रूम में नहीं आये थे और शाशिनंदन के कोर्ट रूम में पहुँचने तक नया केस take up हो चुका था ,,,
vk yadav jee pl.ye btayen ki sahi status kya hai.kapil k yachika wapas lene se kya case khatm ho jayega...agar nhi toh tet maritt ka kya hoga..pl.batayiye.
vk yadav jee pl.ye btayen ki sahi status kya hai.kapil k yachika wapas lene se kya case khatm ho jayega...agar nhi toh tet maritt ka kya hoga..pl.batayiye.
Agar 3 din ka time maga gya to 8 din kyu de diye kamine ne, agar is case ki sunwai yahi kmina judge krta raha to agle sal 3 sep ko ham log blog par eaise hi baith kr date ka intzar krege, tatkal is pagl judge ko is case se hta kr sudir agrwal ko lana chahiye.
ab lagta hai ki ham logo ki naiya samudr me dub gyi V.K. JI KUCH KAHE TO HO SAKTA HAI KI SAMUDR ME KOI ASI LAHAR AYE TO HUM LOGO KI NAIYA KINARE LAG JAYE, SO.V.K.JI COME SOON
Dosto cort ke aaj ke sunwai kapil dev yadav nein apni writ wapas le or sarkar vigyapan 2 days pehle he radd kar diya hai kyoke es writ se tet merit ka koi lena dena nahi tha isliye ye case lagbhag khatam ho chuka hai is liye jin logo ko tet merit sahi lagta hai unko ab high cort ke single banch main jana hoga nahi to accd ko accept karo vese ager old vigyapan ko lekar cort jaya jaye to jeet tet merit ke hogi kyoke sarkar ko vigypan radd karne ka adhar batana hoga jo uske pass nahi hoga
V.k. Ji ab to had ho gai.... Aap ka to kuchh pata nahi chal raha hai, please blog par aayiye aur kuchh thos jankari dijiye aaj ki date ke bare me please come dear
Or dosto ye accd wale bhi dhyan dein ke sarkar ko jobs dena hi nahi hai ager usko job dena hota to wo vigyapan radd na karke in bharti ke sath sath accd se 80000 bharti kar lete jisse tet wale bhi happy or accd wale bhi happy
Sorry friends, Aaplogo ne etana wait kiya- Abhi tak yahi information hai ki aaj court me tet merit supporter ke vakeel Ashok khare pahunche hi nahi the aur jab pahunche to new case take up ho gaya.aage 5 minutes chali sunwai me Gov ne adv vapas le liya means apni galti maan li ki vigyapan galat nikla hai aur Yadav Kapil Dev Bahadur ke vakeel Alok Yadav ne bhi apni writ vapas le li eske baad BTC ke vakeel Abhishek srivastav ne Court me es sandarbh me 3 din ka time court se manga chunki hamara case ke sath any writ bhi joint thi jo ki Justice Arun Tandon ke sath tied up aur part heard thi esliye yah punh Monday yani 11 Sep tak postponed ho gaya hai friends jitni mujhe suchana mili maine aaplogo tak share kar di baki ki information kal ke newspaper se le lijiyega.THANKS
Dear Friends, Vastav me new adv me to sabse jyada dikkat to high age walo ko hi hogi kyoki age ko lekar kahin challenge nahi kiya ja sakta kyokiage 40 par bharti hone wala adv pahle hi cancel ho gaya hai yadi koi bhi bharti purv me age 40 par huyi hoti to esko challenge kiya ja sakta tha lekin chunki es age par koi bharti huyi hi nahi hai esliye ye court me challengeble nahi hoga
Mujhe ye nahi samajh me aa raha hai ki jab Court ke samaksh Gov apni galti ko mankar vigyaptivapas le rahi hai to ham tet merit supporter highcourt double bench ya SC kis base par jayenge???kya ham court esliye jayenge ki jo cheej galat hai use court zabardasti sahi kar de???
Sab silent ho jaaye ye raha order- source-allahabadhc.in/order This is an UNCERTIFIED copy for information/reference. For authentic copy please refer to certified copy only. In case of anymistake, please bring it to the notice of Deputy Registrar(Copying). HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD ?Court No. - 53 Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011 Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur Respondent :- State Of U.P. & Others Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha Hon'ble Arun Tandon,J. Petitioner before this Court seeksquashing of the advertisement dated 30th November, 2011. Learned counsel for the petitioner submits that advertisement itself has been withdrawn by the State Government under� the subsequent notification published in newspaper on 2nd September, 2012. In view of the aforesaid, the present writ petition has becomeinfructuous. It is, accordingly, dismissed as having become infructuous. Interim order, if any, stands discharged. (Arun Tandon, J.) Order Date :- 3.9.2012 Sushil/-

Friend aaj jo mai mobile use kar raha hun usme hindi support nahi hai abhi-abhi maine ye pdf file hindi me convert ki to kuchh nahi show hua esliye mai aaplogo ko hindi anuvad nahi de sakta ummeed hai kal meri dusarh mobile thik ho jane ke baad hindi anuvad de saku kyoki ye mera dusara mobile hindi support hai.

V k yadav ji.. Thanks for sharing valuable information. Kya aap ko koi jaankari hai ki BTC ki sunvai 11 sep ko hogi ? Aur BTC ke liye bhi TET jaroori hai yanahi iska faisla bhi 11 sep ko li jayega?
240 comments:
1 – 200 of 240 Newer› Newest»Sunne me aa raha hai ki new date 11 september mili hai SARWNASH HO COURT V GOV KA.THANKS
Yes UDITmai jaunpur se hi hu
ye news authenticated nahi hai
Shakul Gupta > NAVAT
judge to case end karne wala tha kyo ki advertise cancle ho gaya tha but ashok khare ne 3 din ka samay manga.ab mamla end ho gaya hai.
YE SAB SALE EK DIN POORI TAREH BARBAAD HO JYENGE,
INHONE BAHUT GAREEBON KI HAYE LI HAI.
GAREEBON KI BADDUA KABHI BEKAR NAHI JATI.
judge ko bharti cancel kernai do or new advertisement kai liye pressure banao
Dear Friends,
sunne me aa raha hai ki GOV ne vigyapti vapas le li hai.
v k sir
u r the best
vk yadaw suni-sunayi na btayie..agar kch cnfrm news ho tbhi btayie
mai pagal ho rha hu kahi mere hatho jaj,sakar ka khon na ho gye,
V.k. Je kuchch cnfrm btaye
bhaiyon hamari aap se yahi prathana hai ki aap log apna samay is naukri ke liye barbaad mat kijiye, agar milna hoga to mil hi jayegi warna hum sabka samay aur paisa dono barbaad karegi. apne bhawishya ko sawarne ke liye mehnat akriye aur doosri jagah ke liye apply kijiye. dhanyawaad, apka subhchintak apka saathi
Dear Friends,
Mai suni-sunayi baat par believe nahi karta hun aur n hi kisi ko batlata hun padhiye authentic news-
Gov ne vigyapan vapas le liya hai aur tet supporters ke vakeel ne amendment wale "GO" ko challenge kiya hai eske liye new date 11 sep padi hai aur haan writ-76039/2011 ki koi value nahi rah gayi hai.just wait
vk yadav ji vigyapti gov k dwara vapas lene se kya mtlb hai apka..clear kriye,ye news kha tk shi hai
confirm news 2 pm
ab kya hoga ?
i m going to do anything
V.K. Ji
Vigyapan Vapus lane Ka kya Mutlub Hai Purani Vigyapti Par Bharti Hogi Kya
v.k.yadav ji writ-76039/2011 ka kya hai plz bataye
bhaad me gye yar sb...rula k chup kra de rhi hai ye court aur gov..sach me dosto koi dusari naukri khojo
Ye to
sathio hona hi tha
KYOKI JIS PER BHI
"DHANDALI",
"BHRASTACHAR,"
"APARDARSITA"
KA
;;"TAG OR MOHAR"
Lag jata hai
uska sarkar ,court,suprimcourt
koi nahi sunata;;
Kapil Yadav Ki writ Ka Kya Hua
Are bhaiya Yadav Kapil dev bahadur ki writ
YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Ki Writ Ka Ya Hua
mai ye bta rha hu ki kisi ka khon na ho jaye mere hatho(gov.ya jaj)
Kya rok hat gai hai. V.k. Ji
Dear Friends,
Plz wait till 1:30 PM for more detail valuable information by me.THANKS
Dear Friends,
Plz wait till 1:30 PM for more detail valuable information by me.THANKS
koi vistar Se Batane Ki Kripa Kare Ki 10 min Me Kya Hua Sub Aadha Adhora Jode Kar Kuch Alag He Mutlub nikal Raha Hai
stay hai recruitment par ya nahi
Vk ji iske baare mein zara vistar me bataye.
vk bhiya jaldi btayie
base badle jane ke khilaaf jo case tha uska kya raha ? kya vo bhi khatm ?
Ab wahi hoga jo kuch anpad aur gawar chahege..
V.K BHAIYA KUCH BATAO NA PLZ
V.K BHAIYA KUCH BATAO NA PLZ
ye kya ho raha hai drama
Jaudge ko to pahle se hi ghoos mil gai thi.. 28 aug ko.. To woh gov. Ki patte chati karega.
Sabhi tetians dhyan de
-
1. iske piche apna samay na gavane,
2.kisi ke bahakave me na aaye ki abhi 2ND BENTCH TATHA SUPRIMCOURT CHALE
YE KEVAL KHAYALI GHAR BHAITE2
PULAV PAKATE HAI
3.APNE ATMVISVASH SE KAM LE
4.HIMMAT HAI TO KHUD SE LADAI LADO
VARNA
DOSARO KE KANDHE PAR "BANDOOK"
rakhakar kitane dino chaloge,
5.PHILAHAL IS BHARTI KI SACHHAI KYA HAI PURA UP JANATA HAI ,
6.ISASE NAUKARI MIL JATI HAI TO BHI ACHHA HAI NAHI MILATI HAI
TO BHI ACHHA HAI
7.MEHANAT KABHI BEKAR NAHI JATI
V.K YADAV
AUR
IS BLOG KO
MAI BAHAOT BAHAOT
DHANYAVAD DENA CHAHATA HO
............
,,,
3.
Mai bta rha hu ki mar jayega sala mere hatho koi,(jaj gov.)
Ye to
sathio hona hi tha
KYOKI JIS PER BHI
"DHANDALI",
"BHRASTACHAR,"
"APARDARSITA"
KA
;;"TAG OR MOHAR"
Lag jata hai
uska sarkar ,court,suprimcourt
koi nahi sunata;;
Kuchh samajh me nahi aa raha ki kya chal raha hai
ye judge arun tandon kuch kyo nahi kar pa raha h. Vo chahe to kuch b kar sakta h saala kya ye hizda h.
kya old vigyapan cancel ho gaya hai?
its already canceled
Vigyapan cancel ho gaya hy sabhi news paper mein aaj vigvapti hy
vk bhiya pls apna mobile number de dijiye
Gov ne apana paksh khatm kar diya hai
aaj date tet ke badhyat ke liye
layer ne magi hai
Academic ka rasta clear ho gaya hy aur jab mayavati ne niyamavali change kiya tha to court ne use niti gat faisla kahte hue hast chep se mana kr diya tha! Khare apni fees ke liye case lamba kr rahe hy!
saurabh g aaj nahi kal vigyapatti thi
bhrti radd ho gayi
bhrti radd ho gayi
bhrti radd ho gayi
bhrti radd ho gayi
bhrti radd ho gayi
bhrti radd ho gayi
Piyush ji humare tarf aaj ke paper mein nikala hy! Problem ki vajah tet morcha ka sapath grahan samaroh mein baval karna main hy! Usi ka natiza hy !
Khare Shukla ne sab tet pass ka bewakuf banaya ha jab tondon ko pata tha niyam change hote hi advertisment radd ho jaayega.to tondon ne ye niyam change karne kyo diye. khare aur shukla bhi ye jannnte the dono ke samne niyam change ho gaye dono bandar ki trah dekhte raha gye.
Yadi Sarkar ne TET valon ke sath anyay kiya to lasho ked her lagegne-
ham gandhi ji ko bhi poojte hain aur shubhash chandra bos ko bhi- jayhind
By -ram govind chaudhari
besik siksa mantri
15 din ke ander new vigyapan
aa raha hai
form ka process online rahega
october november tak barti ab puri ho jayengi
Shri ram g news source . Sab talne main laghe ha kyoki sadko par vivad utpan na ho
ram ji tumko ram govind chaudhri ka phone ya sms kya aya,ek bat soch lo koi bhi glt new is blog par mat dena kyo mai to pagal ho chuka hu mere hatho koi marne wala hai ab inka no. 3 ho gya hai(jaj,sarkar,aur ye r g chaudhri)
good.
this is we want to hear.
Vk Yadav Ji
most Wanted Kahan Hai Aap 1.30 Hone wala Hai News Ka Datail Kab Daingey Aap
no it's not.After the releasing of the case from the court government can start the process as they want.
Bhai Koi Clear Kerega Kya K court Me Kya Hua Koi Bhi Court Nahi Gaya Kya Allhabad Walon Aap Bhi Nahi Gaye kya Ya Sadma Lag Gaya Hai Sabko
aj kya hua court me koyee news batao bhai.
v.k.yadav ji update news publish karein
v.k.ji plz aap bahut jaldi kare ab intjar nhi ho rha hai,
Blog Editor Ji
Aap He Bataiye K Kya Hua
R/Editor Ji
pls aj court ki news batane ki kripa kare kya hua court me koyee news nahi mil paa rahi hai pls publish kare.
kyo bhai
आज कोर्ट में मौजूद हमारे साथी रीतेश ओझा द्वारा मुझे बताया गया आँखों देखा हाल-----
टंडन जी के आने के बाद सरकारी वकील ने कोर्ट को बताया कि उन्होंने नियमावली संशोधित करके विज्ञप्ति रद्द कर दी है ,,,,कपिलदेव के वकी...ल ने अपनी याचिका वापस ले ली ,,, वह मौजूद रत्नेश पाल के अधिवक्ता अभिषेक श्रीवास्तव से टंडन जी ने पूछा कि आप क्या आप भी अपनी याचिका वापस लेंना चाहते हैं,, अभिषेक
ने अपनी याचिका में संशोधन के लिए तीन दिन का समय माँगा तो टंडन जी ने 11 sept. date दे दी,,,,,अभिषेक ने कहा सर हमें कुछ डिफेन्स दे दीजिए वरना सरकार पुरानी विज्ञप्ति के पैसे वापस करने लगेगी और नयी विज्ञप्ति निकाल देगी,, इस पर टंडन जी ने कहा अगर आपकी बात सही हुयी तो मै इनका order खारिज (quash)कर दूंगा ,,,,,,,अशोक खरे आज कोर्ट रूम में नहीं आये थे और शाशिनंदन के कोर्ट रूम में पहुँचने तक नया केस take up हो चुका था ,,,
Ye abhisek ji kis mater ki writ dale hai please tell me
sab mile huye hain sale.
vk
vk ji kahan hain ap kuch btaye
vk bhai clear kijiye ki kya hua
vk ji plz btye na....gov. ne konsi vgypti wapas li h....kya mtlb h iska....plz jldi btye na...
vk yadav jee pl.ye btayen ki sahi status kya hai.kapil k yachika wapas lene se kya case khatm ho jayega...agar nhi toh tet maritt ka kya hoga..pl.batayiye.
Abhishek ji ki writ kya hai
vk yadav jee pl.ye btayen ki sahi status kya hai.kapil k yachika wapas lene se kya case khatm ho jayega...agar nhi toh tet maritt ka kya hoga..pl.batayiye.
vk ji where are you
v k ji aap chhupa rahe hai kuch
please koi bataye ki ab kya hoga
Eaise kmine judge k karn hi tetians preshan hai, sale ko abhi bhi koi jaldi nahi hai, kamina sunwai to kuch krta nahi bas date deta hai.
v.k.ji plz comeon
Agar 3 din ka time maga gya to 8 din kyu de diye kamine ne, agar is case ki sunwai yahi kmina judge krta raha to agle sal 3 sep ko ham log blog par eaise hi baith kr date ka intzar krege, tatkal is pagl judge ko is case se hta kr sudir agrwal ko lana chahiye.
vk yadav ji kam se kam apni baat par to kayam raho . 1:30 ka vada tha kam se kam kuchh to blog par kaho.
v k please comment
kyo v.k.ji aap kyo hamare sabr ka inthaan le rhe ho,
koi etvup dekho mere dish nahi hai
ab lagta hai ki ham logo ki naiya samudr me dub gyi V.K. JI KUCH KAHE TO HO SAKTA HAI KI SAMUDR ME KOI ASI LAHAR AYE TO HUM LOGO KI NAIYA KINARE LAG JAYE,
SO.V.K.JI COME SOON
are bhaiyo plz kya hua koi btao aakhir majra kya hai aur vk sir plz ab aap hi kuch btaiye koi to news dekho
Aaj akhilesh ko fansi ki saja sunai gayi h court me 11 ko jallad us ki bari h.
Vk plese share news
Thoda intejar karte hain, VK ji kahi jarur news serch me busy honge ya lunch karne gaye honge.
Dosto aaj ke badd koi ye nahi bolega ke satya pareshan ho sakta hai parajit nahi kyoke satya pareshan bhi hua or parajeet bhi
U'are right
Aaj v.k yadav ji khud bahut pareshan.
ab to ham log bekar ho gai hi kyo kitet si job pani ki kuch umeed thi vo bhi khatam nagar aa rahi hi
Kya bharti acd se hogi...
Dosto cort ke aaj ke sunwai kapil dev yadav nein apni writ wapas le or sarkar vigyapan 2 days pehle he radd kar diya hai kyoke es writ se tet merit ka koi lena dena nahi tha isliye ye case lagbhag khatam ho chuka hai is liye jin logo ko tet merit sahi lagta hai unko ab high cort ke single banch main jana hoga nahi to accd ko accept karo vese ager old vigyapan ko lekar cort jaya jaye to jeet tet merit ke hogi kyoke sarkar ko vigypan radd karne ka adhar batana hoga jo uske pass nahi hoga
Vigyapan radd ho gaya hai
basic shiksha mantri ne etv interview me kaha hai ki new vaccancy acc base 15 days ke ander ayenge form online dale gayange
V.k. Ji ab to had ho gai.... Aap ka to kuchh pata nahi chal raha hai, please blog par aayiye aur kuchh thos jankari dijiye aaj ki date ke bare me please come dear
Duniya me ab koi adrishya shakti nahi rah gayi hai jo galat/sahi ko rok/sahyog kar sake.
Or dosto ye accd wale bhi dhyan dein ke sarkar ko jobs dena hi nahi hai ager usko job dena hota to wo vigyapan radd na karke in bharti ke sath sath accd se 80000 bharti kar lete jisse tet wale bhi happy or accd wale bhi happy
whats up .
good news nayee vigyapti jari ? purane ko chhodo naye me aao
yada yada hi dharmashya glanirbhavati.......srijyat.
sab bakvas hi rah gaya hai.
yudhvirrajput jee ,
Aisa tum nahi kernai detai.
Sorry friends,
Aaplogo ne etana wait kiya-
Abhi tak yahi information hai ki aaj court me tet merit supporter ke vakeel Ashok khare pahunche hi nahi the aur jab pahunche to new case take up ho gaya.aage 5 minutes chali sunwai me Gov ne adv vapas le liya means apni galti maan li ki vigyapan galat nikla hai aur Yadav Kapil Dev Bahadur ke vakeel Alok Yadav ne bhi apni writ vapas le li eske baad BTC ke vakeel Abhishek srivastav ne Court me es sandarbh me 3 din ka time court se manga chunki hamara case ke sath any writ bhi joint thi jo ki Justice Arun Tandon ke sath tied up aur part heard thi esliye yah punh Monday yani 11 Sep tak postponed ho gaya hai friends jitni mujhe suchana mili maine aaplogo tak share kar di baki ki information kal ke newspaper se le lijiyega.THANKS
Thanks
thanks,
ye sahi hai ki gov.ne vigyapan ko bapas le liya hai,
thanks V.k.bhai
thanks
thanks vk yadav ji
thanks vk yadav ji
V.k yadav ji Matlab vigyapn radd ho chuka hai, ab kya 11 ko b.tc ki sunwai hogi ?
V.k yadav ji clear kare kya vigyapn radd ho gya hai aur 11 ko B.tc ki sunwai hai..
very very thanks vk yadav ji mukesh from chunar-mirzapur
V.k yadav ji Matlab vigyapn radd ho chuka hai, ab kya 11 ko b.tc ki sunwai hogi ?
Yahan 1-1 pal katna pahad jaisa hai aur Advct Ashok khare ka 1 weak bad bhi itna late pahuchna milibhagat ko ajagar karta hai .
Mr. Shyamdev mishra kya aap isi tarah ke latelatiphi advct ke sahare tet merit ya koi case jeetenge !
Yes vigyapan radd ho chuka hai 11 ko btc ki sunwai hogi
Dear Friends,
Vastav me new adv me to sabse jyada dikkat to high age walo ko hi hogi kyoki age ko lekar kahin challenge nahi kiya ja sakta kyokiage 40 par bharti hone wala adv pahle hi cancel ho gaya hai yadi koi bhi bharti purv me age 40 par huyi hoti to esko challenge kiya ja sakta tha lekin chunki es age par koi bharti huyi hi nahi hai esliye ye court me challengeble nahi hoga
Mujhe ye nahi samajh me aa raha hai ki jab Court ke samaksh Gov apni galti ko mankar vigyaptivapas le rahi hai to ham tet merit supporter highcourt double bench ya SC kis base par jayenge???kya ham court esliye jayenge ki jo cheej galat hai use court zabardasti sahi kar de???
v k yadav ji aub kuch nahi ho sekta kya?
Yes,adv has cancelled
Tanx v.k ji, agar eaisa hai to good news hai..
V.k ji SC YA double bench me jaane par kuch nahi hoga aaj to case 5 min chal gya vaha to yachika hi kharij hogi.
Dosto ager kapil apna case vapas liya hai to vigyapan raddh to hoga hi nahi
Sab mile hai bhi logo
Chalo ab sari tenson door...
Jab kendra sarakar
KE JAAL SE ANNA KI PORI TEAM GOTHNE TEK DETI HAI
AUR HAAR MANKER SAB BAITH JATE HAI
TO UP SARAKAR KE SAMNE "tet sangharsh morcha"
ki kya dasa hogi ye to ram hi jane,,
Ab adv ka wait karo dosto
New adv ka wait karo...
New adv ka wait karo...
Ye vijay sen tripathh kaha gaya sala
Bada farfada raha tha . Neach kai ka
"Tet sangharsh morcha "
ka aaj aantim sanskar kar do
or
dafana do
jhothi dilasa de rahe the
kuch kamine;; PAISa ;;maang rahe the
v.k.yadav ji abi aap kah rhe the ki sarkar ne vigyapan bapas le liya hai ab aap kah rhe hai ki vigyapan radd ho gya,
v.k.aap ply ek bat kahiye
V.k ji. Gov ne kaun sa adv wapas liya hai Spa sarkar ne kya ko vigyapan nikala tha
v.k.yadav ji abi aap kah rhe the ki sarkar ne vigyapan bapas le liya hai ab aap kah rhe hai ki vigyapan radd ho gya,
Paise le le kar maldar ho gai kuch log. Aur kuch bechare lut gai...
Sara KiYA KARAYA MAYAVATI
KE CHAMACHE
SANJAY MOHAN or PRABHA TRIPATHI KA HAI
INHE JAIL ME RAKHANE KE BAJAY FANSI DE DENI CHAHIYE;;;;;
shri ram ji apki acd kitni hai,
V.k. Ji apne baat ko spast kare plz
V.k. Ji apne baat ko spast kare plz
Friends mai ek baat hi kahta hun,Sirlog ab aap hi bataeye ki adv gov dwara vapas lena aur adv cancel hone me kya antar hai.
Friends mai ek baat hi kahta hun,Sirlog ab aap hi bataeye ki adv gov dwara vapas lena aur adv cancel hone me kya antar hai.
V.k. Ji apne baat ko spast kare plz
friends kya koi btayega ki 11 sep ki date btc ke kis purpose ki hai?
Bhaiyo kya bastav me vigyapan 15 dino k andar aa jayega
pls koi conferm kre
Mr. Vk ji
please aap hi btaye
Bhaiyo kya bastav me vigyapan 15 dino k andar aa jayega
pls koi conferm kre
Mr. Vk yadav,
please tell,
vk ji to ab apko kya lgta hai ki bharti ka base kya hoga..?acd ar tet..?
are you there?
Bhai mere hisab se adv cancel ho chuka hai.
Abhi sab clear ho jayega bas koi ye bataye ye abhishek kiska vakil hai, B.tc ya tet merit ka jiska hai usi ki sunwai 11 sep ko hai.
Bhai mere hisab se adv cancel ho chuka hai.
nahi V.K. THODA CONFUSION HO GYA THA,V.K.JI AB EK BAT AUR BATAYE PLZ KI AB VIGYAPAN KAB TAK AYEGA,AUR KYA YE ONLINE HOGE,
nahi V.K. THODA CONFUSION HO GYA THA,V.K.JI AB EK BAT AUR BATAYE PLZ KI AB VIGYAPAN KAB TAK AYEGA,AUR KYA YE ONLINE HOGE,
kyo re shri ram bolta kyo nhe teri acd kya hai kam hai kya,
Aap log bhi accha mazak krte hai bhala v.k ji ye kaise bata sakte hai kya wo basic siksh sachiv hai.
sagar/ vk yadav
yeh 11 sep ko BTC KI DATE KA IS BHARTI SE KYA LENA DENA HAI/
PLEASE BTAO?
V k ji kaun sa adv cacel hua hai
kuch nhi yaar
Are bhai mujhe nahi pata hai ki new adv kab aayega.
Are bhai mujhe nahi pata hai ki new adv kab aayega.
VIKRAM JI KAHA HO BAHUT DER SE APKA KOI RISPONCE NHI AA RHA HAI KYA
hi sagar ji
DILEP ALIGARH KYA APNE YE INTERVIWE DEKHA KI 15 DIN ME NYA VIGYAPAN AYEGA SUCH BOLNA HAMRE SATH MAJAK KARNE KI KOSHISH MAT KARNA
DILEP ALIGARH KYA APNE YE INTERVIWE DEKHA KI 15 DIN ME NYA VIGYAPAN AYEGA SUCH BOLNA HAMRE SATH MAJAK KARNE KI KOSHISH MAT KARNA
Sab silent ho jaaye ye raha order-
source-allahabadhc.in/order
This is an UNCERTIFIED copy for information/reference. For authentic copy please refer to certified copy only. In case of anymistake, please bring it to the notice of Deputy Registrar(Copying).
HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
?Court No. - 53
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Arun Tandon,J.
Petitioner before this Court seeksquashing of the advertisement dated 30th November, 2011.
Learned counsel for the petitioner submits that advertisement itself has been withdrawn by the State Government under� the subsequent notification published in newspaper on 2nd September, 2012.
In view of the aforesaid, the present writ petition has becomeinfructuous.
It is, accordingly, dismissed as having become infructuous.
Interim order, if any, stands discharged.
(Arun Tandon, J.)
Order Date :- 3.9.2012
Sushil/-

oye delep jald hi reply kar ham sabhi tera blog par ane ka intjar kar rhe hai,
nhi abhi tera interviw lene abi R.G. CHAUDHRY KO BHEJ RAHA HU,
Thanks v.k.yadav ji
v k sir
kya stay hat gya hai plz tell me sir
v k sir
kya stay hat gya hai plz tell me sir
Yaha mai ek baat clear krna chahta hu ki vigyapn radd hone k saath hi High court ki rok bhi smapt ho gye hai isiliye case 5 min se aage nhi badh saka.
vk yadav ji toh kya jaj ne bhi vigyapti radd kar di? mera english weak hai pls say ?
Hi.ishu ji aap kaha se ho,
yes no more stay. Now government can publish its new adv.
Hi.ishu ji aap kaha se ho,
Interim order, if any, stands discharged.
ab bas new advt aa jaye jaldi kal paper me jarur masala hoga
daft milne ki information aa sakti hai 2 din me ab gov bhi 11 tk sab niptane ki kosis karegi
kyo bhai logo anil kumar tet suppoter nhi dikh rha hai kaha chala gya kahi attek to nhi ho gya,
vk yadav ji kya apne bhi etv par dekha aur suna hai ki shiksha mantri ke 15 din me vigyapti likalane ke liye kaha hai pls share
vk ji please iska hindi anuvad bata de
kyo bhai logo anil kumar tet suppoter nhi dikh rha hai kaha chala gya kahi attek to nhi ho gya,
tet ki merit kitni low ja sakti hai pls share all blogger if any your's knowledge
mere hisab se 205 to 200 tak
Anil kumar tet supporter bhokhka gaya . Bechara blog se hi gayab ho gaya...
@blog editor
31 aug tak please sabhi purani news ko hatane ki kripa kare
PLZ vk/sagar ji ye bataye ki female science me obc 245.23 me ho jayega agar kiSI KO bhi pata ho to bataye
Friend aaj jo mai mobile use kar raha hun usme hindi support nahi hai abhi-abhi maine ye pdf file hindi me convert ki to kuchh nahi show hua esliye mai aaplogo ko hindi anuvad nahi de sakta ummeed hai kal meri dusarh mobile thik ho jane ke baad hindi anuvad de saku kyoki ye mera dusara mobile hindi support hai.
Friend aaj jo mai mobile use kar raha hun usme hindi support nahi hai abhi-abhi maine ye pdf file hindi me convert ki to kuchh nahi show hua esliye mai aaplogo ko hindi anuvad nahi de sakta ummeed hai kal meri dusarh mobile thik ho jane ke baad hindi anuvad de saku kyoki ye mera dusara mobile hindi support hai.
please koi ye bataye ki 21 to 35 age karne se kitne candidate 35 ke upar wale baahar ho jayenge ya kitne candidate 35+ tet wale honge.any body guess.
V k yadav ji.. Thanks for sharing valuable information.
Kya aap ko koi jaankari hai ki BTC ki sunvai 11 sep ko hogi ? Aur BTC ke liye bhi TET jaroori hai yanahi iska faisla bhi 11 sep ko li jayega?
Pls apna point of view jaroor dijiye...
Hi frnz
aaj vo hua jo gov chahti thi
our aage bhi yahi hoga j vo chahegi
so do not take any think heartily
and wait and watch
Ruchi ji aapka sure ho jaega q ki 50% scince ke liye resrv hota ha and pichhle vac me isse low mert thi.
Vijay sen and anil kumar tet supportet ji
aap kaha hai
pl apane vichar rakhe
kya aap thik thak hai
Vk sir court ka details publish kare kuch nahi samajh me aya raha hai kay
kya obc fmale art 233 per kya chance hai
V.k ji pls court ka metter ki ditail samjao kuch samjah nahi a raha hai
Post a Comment