BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Saturday, 1 September 2012

PANJAB TET - एक साल बाद आए टीईटी के सर्टिफिकेट

टीईटी - TET


PANJAB TET - एक साल बाद आए टीईटी के सर्टिफिकेट


हमारे संवाददाता, बठिंडा
अध्यापक योग्यता परीक्षा (टीईटी) का नजीता बीते साल आ चुका है, लेकिन उम्मीदवारों को एक साल के बाद शुक्रवार को सर्टिफिकेट जारी किए गए। जिला शिक्षा व प्रशिक्षण संस्था (डाइट) दयोण के प्रिंसिपल मलकीत कौर ने बताया कि बठिंडा जिले के सैकेंडरी शिक्षा से संबंधित 480 और प्राइमरी शिक्षा से संबंधित 88 उम्मीदवारों के अध्यापक योग्यता परीक्षा सर्टिफिकेट संस्था में पहुंच गए हैं। उन्होंने कहा कि जिले से संबंधित पास हुए उम्मीदवार अपने सर्टिफिकेट किसी भी कार्यदिवस को डाइट से हासिल कर सकते हैं।

Source- Jagran
31-8-2012

27 comments:

RAJVEER SINGH CHAUHAN:J.P.NAGAR AMROHA said...

kyo be tet wale agr tum sahi ho to itne time se bharti kyo na hue h.judge chata stay ke 15 days bad hi bharti karwa deta.jase 5 distt wala vigyapan ka mamla 7 days me solve hua tha. ye to tum tet sptr bhi jante ho.bus aa jate h bukwas krne dimag se socha h kabhi ki tet mater pr koi katal to hua nahi ki gawahi dani h.bus fasla dena tha ki vigyapan sahi h.agr sahi tha to stay hc deti hi nahi ,nahi itna time lagta socho dear all tet walo.

yes said...

ab yeh bharti 2014 se pehle nahi hogitab tak shiksha mitra tayar ho jayenge.

PRIYANKA said...

tumhara naam NO hona chahiye

Anonymous said...

Tet

Anonymous said...

Tumhra naam anil kumar taang adau hona chahiye, hamesa dusre k kaam me taang adate ho, ab yahi kaam jindgi bhar karoge, kyu ki naukri to ab tumhe milne se rahi.

Unknown said...

Don't worry doston sarkar ke is nirny ka court pr dabav badh gaya hai sarkar ki tarah kourt tet suportrs ke sath anyay nahi kar payegi. Ab 3 ko hi faisla ane ke chance bad gye hain.

Unknown said...

Don't worry doston sarkar ke is nirny ka court pr dabav badh gaya hai sarkar ki tarah kourt tet suportrs ke sath anyay nahi kar payegi. Ab 3 ko hi faisla ane ke chance bad gye hain.

PRIYANKA said...

thanks.

PRIYANKA said...

UP me ye dono sarkar ek dusre se dushmani (दिखावा) nibhane k liye kuch bhi kar sakti hai.
yadi jo sarkar apne karykal me ek nirday leti hai wo sahi ho ya galat to dusri apne karykal me us nirday ko badalne ka अंधा faisla leti hai
निष्कर्ष- bholi bhali janta k beech फूट dalwana.
samay ki barbadi karna.
apne kale karmamo par parda dalna.
janta ko मूर्ख banakar un par raj karna.
state me शिक्षा ka ster itna gira dena ki log jagrit na ho sake.

इतना शोषण होने पर भी जनता के सामने चंद वायदे कर ये नेता हमेँ फिर गुलाम बना लेते हैँ...
अपनी समझ का प्रयोग सदैव करेँ।
खुश रहेँ।
जय हिन्द!

Unknown said...

Mai to pahle hi kahta tha sarkar pahle niymavali me sansodhan karegi phir vigyapan ko radd karke naya vigyapan nikalegi . Ab hc ya sc kis base par ja sakte ho .vigyapan radd huaa cos BSA ne nahi nikala tha aur uske pahle sansodhan karna jaroori tha jo nai bharti par lagoo ho sake. Ab vahi hoga jo s.p. sarkar chahegi hamare chahne se kuchh nahi hoga....

Unknown said...

Mai to pahle hi kahta tha sarkar pahle niymavali me sansodhan karegi phir vigyapan ko radd karke naya vigyapan nikalegi . Ab hc ya sc kis base par ja sakte ho .vigyapan radd huaa cos BSA ne nahi nikala tha aur uske pahle sansodhan karna jaroori tha jo nai bharti par lagoo ho sake. Ab vahi hoga jo s.p. sarkar chahegi hamare chahne se kuchh nahi hoga....

***Raghuwanshi*** said...

S.P. Cabinet decision may be quashed by The Hon'ble Court.

Rounak Thakur said...

hi

V.K.Yadav-Ghazipur said...

Specially for@Gyan Prakash ji & other,
Dear Friends,
court ke bahar gov. khud me ek judicial party hoti hai usko kisi bhi matter par koi bhi nirnay lene me koi dusara prabhavit nahi kar sakta chunki gov ne vigyapan nirast karne ka order diya hai n ki koi "GO" jari kiya hai esliye yaha par mere anusar court ki koi avmanna nahi huyi hai.THANKS

Unknown said...

5 sep teacher's day ke pahle hi court teachers ki bharti ka order karega.
ye god se vinti hai.

Anonymous said...

V.k yadav ji newspaper me diya hai vacency radd karne ka aadesh diya gya hai, kya ye mis print hai ya phir vacency ko hi radd kr diya gya hai.

Unknown said...

he prabhu 3 sep ko aisa decission aye ki . . jis par koi writ na ho sake aur sabhi log satisfied ho jaye .

Rounak Thakur said...

bharti jald ho kisi bhi base par ho..mera ho ya na ho par mere berojgar bhaiyo ka to hoga..

V.K.Yadav-Ghazipur said...

Nahi bhai dipak dwivedi ji bharti nirast nahi huyi hai balki bharti prakiya nirast huyi hai newspaper me kuchh missprint nahi hai.THANKS

Rounak Thakur said...

meri accd merit 246 hai kisi b dist. me chance mil sakta hai kya

Rounak Thakur said...

accd 246 gen male science kya chance hai plz bataye

DILIP ALIGARH said...

Thakur jee
aap ka 100% ho jayega kyno ki sbtc 2007me gen merit eastern U P me 240 se lowest thi jabki 2007 me 500000 candidate ne apply kiya tha jisme bed & bped include the
jabki ab only 225000 candidate wo bhi only bed so be+

Unknown said...

राज्य सरकारोँ को सब कुछ करने का अधिकार नहीँ होता यदि ऐसा होता तो कभी राष्ट्रपति शासन लागू नही होता सरकारेँ वही कर सकतीँ हैँ जो संविधान अनुरूप हो

Ramesh said...

Dilip ji 225000 candidate kyo bata rahe hai yadi vigyapan radd hota hai to gov. naya TET kara kar hi vigyapan nikalegi yadi is TET me 200000 bhi candidate pass hote hain to 425000 candidate ho jayege.
Thanks

Unknown said...

सरकार को या तो टी॰ई॰टी॰ मेरिट से भर्ती करनी चाहिये या एक भर्ती परीक्षा लेनी चाहिये और सपा सरकार के सभी नेताओँ को यह लिखित मेँ देना चाहिये कि यदि इन भर्ती परीक्षाओँ मेँ धाँधली हुई तो सभी सपा नेताओँ को 20 साल की सजा दी जाये

DILIP ALIGARH said...

Ramesh jee
agar tet 2012 me bed wale prt ke liye eligble hote hai to bhi ye 2.25 lac candidate shamil honge aur pass out hoge near about 1-1.5 lac kyonki tet2012 tet2011ke itna easy nahi hoga aur ramesh jee aap bhi prt ki tet jaror denge aur mai bhi

Rounak Thakur said...

thanks dilip ji...aap thik kah rahe hai