BREAKING NEWS

सुप्रीम कोर्ट के आदेश पर शिक्षक भर्ती की तैयारी शुरू ***चुनावी गणित में भावी शिक्षकों पर भी डोरे *** :----

Monday, 3 September 2012

UPTET- HEARING IN ALLAHABAD HIGH COURT ON 3-9-2012

UPTET - टीईटी - TET

UPTET- HEARING  IN ALLAHABAD HIGH COURT ON 3-9-2012

HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

?Court No. - 53

Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011


Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur

Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

Hon'ble Arun Tandon,J.

Petitioner before this Court seeks quashing of the advertisement dated 30th November, 2011.
Learned counsel for the petitioner submits that advertisement itself has been withdrawn by the State Government under� the subsequent notification published in newspaper on 2nd September, 2012.
In view of the aforesaid, the present writ petition has become infructuous.
It is, accordingly, dismissed as having become infructuous.
Interim order, if any, stands discharged.

(Arun Tandon, J.)


Order Date :- 3.9.2012

Sushil/- 


Source- http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do

42 comments:

Unknown said...

Kya ab stay hat gaya hai. Koi to clear karo...please

Unknown said...

agr tet 2012 ke baad bharti hue tab kya hoga merit hm to out ho jyenge

vivek said...

koi clear kre ki 11 sept date kyo di gyi h aur aaj tet ka vkil nhi aaya tha kya use 11 ko mouka milega plz vk yadav ji, vikaram ji and uptet ji plz

Unknown said...

ary hat gya hai stay lekin yah merit suooter phir drama karne lgenge kal hii

Unknown said...

wo btc wlo ke liya hai ab tet merit li ratt chodo bhai hamri tarahj ankulan b yahi kahta hai jidhar ki hwa ho udhar chalo wrna toot jyoge

Unknown said...

agr tet 2012 ke baad bharti hue tab kya hoga merit hm to out ho jyenge

vivek said...

ek bar khabar aayi thi ki chayan prkiya oct. nov me farm online bhre jayenge srkar sayd is pr kam kr rhi h aur vaise bi dubara tet krana koi aasan nhi h abi to ye bi decide nhi hua ki iski kman kise sopi jaye dubara tet krane ki

sonu said...

koi ye btaye ki aj jo court ne aades kia hai usme kha gya hai ki 3 sep 2012 ko jari vigypti gov ne wapas le li hai,aur jo 3 sep ki vigypti hai usme purani vigypti ko cancle krne aur drft k paise wapas krne k bare me thi..to kya mtlb purana vigyapan nhi nirast hua..kch samaj me nhi aaya..pls mere bhai koi batao bhut cnfuse hu

Unknown said...

agr ab tak confuse hai to teacher banne layak na hai bta dena

sunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com said...

V.K JI AAP KYO NHI KUCH BOL RHE HO,

Unknown said...

wo bhi acadmic ke fevor me hai

Anonymous said...

Jab tak bharti nhi hogi tab tak kisi bhi me dam nhi hai ki tae kara sake aur jisne bhi aisi himmat jutai mai uska marder kar duga chahe wo koi bhi ho,

sonu said...

ramu kumar ji mai kis layak hu muje acchi tarh se pata hai,maine ap logo se apni cnfusn dur krne k liye pucha tha..pr agar nhi bta skte to koi bat nhi pr pls kisi k bare me kch khna thik nhi hai

Unknown said...

ok sir plz sorry

sunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com said...

to kya tum acd ke fever me nhi ho,

sonu said...

sory khne ki koi jrurat nhi hai sir..agar apko kch pta hai to pls btaye

sonu said...

koi ye btaye ki aj jo court ne aades kia hai usme kha gya hai ki 3 sep 2012 ko jari vigypti gov ne wapas le li hai,aur jo 3 sep ki vigypti hai usme purani vigypti ko cancle krne aur drft k paise wapas krne k bare me thi..to kya mtlb purana vigyapan nhi nirast hua..kch samaj me nhi aaya..pls mere bhai koi batao bhut cnfuse hu

sonu said...

koi ye btaye ki aj jo court ne aades kia hai usme kha gya hai ki 3 sep 2012 ko jari vigypti gov ne wapas le li hai,aur jo 2 sep ki vigypti hai usme purani vigypti ko cancle krne aur drft k paise wapas krne k bare me thi..to kya mtlb purana vigyapan nhi nirast hua..kch samaj me nhi aaya..pls mere bhai koi batao bhut cnfuse hu

Anonymous said...

Cunfusion hai ki vigyapan kon sa wapis liya tet merit ya acd merit wala pls koi batn pls reply very tesion

Unknown said...

Tet merit ka advt cncl hua hai

Unknown said...

Aap log kisi bhram me na rahe. Old adv wapas le lia gaya hai.

Unknown said...

Ab bharti acd se hogi.

Unknown said...

Vigyapan online hoga aur viyapan 15 din kd andar aa sakta hai.

Unknown said...

Kal amarujala me bhi clear diya tha ki new adv jald hi niklega.

***Raghuwanshi*** said...

Don't worry friend.

Unknown said...

New vigyapan tet 2012 se pahle niklega. Its hundred persent true

Unknown said...

Agar mew add Tet2012 se pahle nikla to tumhari khush nasebi varna tumahari kismat me bhi garibi. (High AcD ko chhod kar)

mujhe pura yakeen hai yadi new add me koi panga na hua to bhi akalless tet12 ke baad add nokalega.

mai to chahta hun bharti jald se jald ho kisi ko to labh mile.

Unknown said...

Doso janta darwar me jakar jald se jald bharti ka agrah karna chahie.

Unknown said...

U r rght new tet k bd bharti hogi hmko b lg rha.kal phr koi rit fil kr dgi hilgane ko

Unknown said...

Janta darbar jne se acha ab sb acadmic supotr prt k lye dharna de jinki sankhya 1 lkh k near k lko tham jye

Unknown said...

Sarkar 30/092012 ke niymavali me sanshodhan ke adhar pr 29/11/2011 ke 9 manth purane vigyapan ko kaise radd kar sakti hai, jabki koie bhee naya sanshodhan purane adv ko prabhavit nhee kr sakata.

Anonymous said...

hallo

Anonymous said...

gn

Unknown said...

Dosto, kuchh log kah rahe hain ki yah sarkar ka neetigat mamla hai,sarkar jab chahe neetiyan bana sakti hai aur jab chahe badal saktee hai.Mai un doston se puchhna chahta hu ki yah sarkar ka kaisa neetigat faisla hai ki 3 lakh logo ka bhavishy andhkarmay ho gaya. Puchhege hum sarkar se kintu kourt me kyoki hum is bharti prakriya ke ang hain. Sarkar ke is faisle se prbhvit hai. Kya karypalika hi sab kuchh hai nyaypalika kuchh nhee. Purane vigyapan ko naya sanshodhan kaise prbhavit kr sakta hai??? (R.K. Maurya Mau)

Anonymous said...

wah kya bat hai

***Raghuwanshi*** said...

Friends,
Ab jakar hum writ karne k vastavik adhikari huwe hain. Hearing chahe jitna chale par gov ko ye niyukti TET MERIT se fill karna padega. Par problem ye hai ki koi writ aniyamit.ta ya dhandhli ko notice karke nahi ki ja rahi hai. But mai is aniyamit.ta ko khatm karke rahunga. Jald hi writ ki jayegi. Thanks.

Unknown said...

Bharti to tab hogi jab ncrt ne bed ke liye date bardhi ho.cm to kahe ga ncrt ko leatter likha hai jawab2014 tak mil jaye ga.

SHRIKRISHANCH said...

DOSTO !
Adhikar Mange Nahi Jate, Aap Khud Soche Jaha Ka President Aur PM Tak Gulam Ho Waha Janta Ki Ek Hi Taqat hai Aur wo Hai "JAN-ANDOLAN".Kab Tak Hum Padhe-Likhe Log Mangte Rahenge Bhikhariyo Ki Tarah Naukari ?

UPTET QUALIFIERS JAGO !

Anonymous said...

good m

Anonymous said...

tum sabhi itna dimak kyo lga rhe ho,
neta banne ki kosis mat kare koi mai bta deta hu ki maine achche ki ndtagiri bhula di hai,

Anonymous said...

good m fr

RAJVEER SINGH CHAUHAN:J.P.NAGAR AMROHA said...

.
./12 year inter+3 year graduae+1 year b.ed=16 year+2 year LKG,UKG=18 YEAR
to kya child (0) year ki age me school chala jata h.jabki UKG,LKG isme add nahi h. to 18 year walo ki writ khariz .
V.K YADAV MERI BAAT KA JABAB DE.